Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin
    Main to har wakht gold par trade nahin karta main kabhi kabhi silver par bhi trading karta hon aur hamain har time gold par trade nahin karna chahiye gold zyada nuksaan deta hai
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

    Forex main jab Aap ko gold pr trade karna ka experience hai tu Aap us pr trade kray gay tu Aap acha profit hasal Kar saktay hai aap ko experience nahi hai tu Aap ko risk nahi Lana chaiy iss say Aap ko loss ho sakta hai keon ka gold pr jiss ko trade karna ka experience nahi hai un ka Lia riski ho sakta hai hai iss Lia soch samaj Kar trade lagay kiss main Aap ko kamyabi ho
    • #3 Collapse

      Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

      Humain gold ky ilawa dosri chezoun pr ziada trade karna chahiye kioun ky gold ki trade ziada risky hoti hy aur aksar loog jinhain is baat ka ilam ni hota wo nuksaan uthaty hain aur kum hi kamiyab hoty hain..
      • #4 Collapse

        Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

        Agar hamary trading account main sufficient amount main balance available hai aur hamain gold main trading ka acha experience bhi hai tou no problem hamain gold main bhi trade continue rakhni chahiay aesa kerny sy hamain gold ki zyada movement ki waja sy bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai lekin experience na hony ki waja sy loss bhi bahot zyada hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

          hamain gold par us waqt trade karni chahiye jab hmary pass dollar ziada sy ziada hn kiun keh agar loss bhi ho to ham usy bardasht kar sken isi wajah sy hamen gold par trade karni chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

            Gold k lye ao ja tajarba kaafi he ziada hona eham ha ap ko experience nahi hai tu Aap ko risk nahi Lana chaiy iss say Aap ko loss ho sakta hai keon ka gold pr jiss ko trade karna ka experience nahi hai un ka Lia riski ho sakta hai hay..
            • #7 Collapse

              Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

              اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer953 پيغام ديکھيے
              Main to har wakht gold par trade nahin karta main kabhi kabhi silver par bhi trading karta hon aur hamain har time gold par trade nahin karna chahiye gold zyada nuksaan deta hai
              Forex trading business Mein gold Ek bahut hi whisky bear hai agar Ham is filtrate karna chahte hain To Hamen bahut hi accha knowledge or experience Hasil karna hoga Agar Uske bagair trade Karenge to Jyada Achcha profit Haasil Nahin Ho sakega
              • #8 Collapse

                Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

                Assalamu Alaikum friends and members me the aap sab khairiyat se Honge Mere Khyal Mein gold trading risky aur Fatima bhi ho sakti hai Kyunki yah bahut jyada munafa Jaati Hai yah bahut nuksan Mein The Isliye Hamen Kisi bhi market analysis on knowledge Hasil karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

                  Asalam-o-alikum dear forex mein trading sab sy risky gold ki trading hy ku ku gold ki market ko samjhna bhut mushkil hy , gold ki market bhut fast move karti hy , gold ki galat trading sy bhut sy logo ky account bhi wash howe hain aur bhut sy logo ko account ny bhut achi earning bhi de hy , es liye humy gold par trading karni chahiye magar ehtiyat sy market ko achi trah analysis kar ky he gold par trading ka risk lena chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

                    GOld pa trading krna bht hi achaa ha agr apka experience Acha ha Tou agr ap lOt size minimum rkhty hn aur trade hmesha Analysis k bghrr open nai krty tOu ap successful hOskty hn aur risky tb Hoga jb ap with experience ismain tradings kren gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

                      Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ki Hamen Gold per trading karna chahie lekin acche mauke Ka Intezar Karna hoga tab hi hun Gold per trading Karen Agar Hamen Achcha profit chahie To Hamen acche mauke Ke Intezar Mein Rahana chahie Mein jald baat hi nahin karna chahie Kyunki jaldbaji Sehore account pass bhi ho sakta hai bahut Intezar Karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

                        Forex ka kaam sab ke liye equal Hota Hai Bus Yahan per Samay Nahin per depend karta hai jo Log Yahan Par Jyada acche se is business ko samajhte Hain vah Log Yahan per isliye running karte hain aur vah log Amir Ho Jaate Hain aur jo log is business ko acche se nahin samajh sakte hain vah apni Yahan per investment ko kharab kar lete hain aur Apna capital Yahan per market Mein long time ke liye loss mein le ja sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamain Gold Par Trade Karna chahiye Ya Nahin

                          Hamen Gold per trading Karni chahie lekin Hamen Gold per trading karte waqt jab Gold per Koi news a jaati Hai To Hamen foreign hi apna trade close kar dena chahie kyunki Agar Ham Apne trade ko block kar denge To Hamen achcha Bansal Nahin ho payega aur Hamen Agar Ham Apne trade course hi waqt kharab kar denge To hamara account wash hone se Bach Jayega

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X