Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.
    My dear brothers assalam o alikum umeed kerta hon k aap sab khariyat sy hoon ge hum ko chate k hum hum ager koi mustake ker jate hain tu hum ko chaye k hum es ko kabhi bhee ignore na karen kuon k ager hum es ko ignore keren ge tu hum na kam ho jaen ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

    Aap nay theek kaha forex main Aap say koi choti si bi mistake ho jay tu Aap ko us ko ignore nahi krna chaiy keon ka choti si mistake say bara loss ho sakta hai iss Lia koi bi mistake ho uss ko khtam karna chaiy iss say Aap achi trading Kar Kay kamyabi hasal Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

      g han bilkul hmain mistakes sy drna ya ghabrana nhi chahea balky aik acha trader apni mistakes ko kabi rpeat nhi krta balky us sy sekhta hy is lia kabi b mistakes sy ghabrain nhi balky us sy sekhin aur dobara wo mistake kabi repeat na krain tb hi ap aik kamyab trader bn skain gy...
      • #4 Collapse

        Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

        Dear forex trading men mistakes tu her kisi se ho jati hen lekin mistakes ko ignore karnay se bar bar mistakes hoti hen aur bar bar loss ho jata hey iss liay kamyab trader woh hota hey jo apni mistakes se seekhta hey aur pahlay apni pichli mistakes ko theek kar k phir trading karta hey uss zaroor kamyabi milti hey
        • #5 Collapse

          Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

          G w salam bhai jan, ap sahe keh rahy hain bhai jan k agar hm sy koi mistake ho jati ha to hm us sy learning hasil krain aor nex aisi mistake ko na krain aor forex main mistake bhot hi loss main ly jati ha es main mistake na krain to best ho ga q k aik choti si mistake ap ko bhot hi pechy ly k ja sakti ha es ki trading main hm mistake sy trading ghlat laga dety hain ya sabar sy kaam ni lety .
          • #6 Collapse

            Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

            G dear you are right sometime people ignore the little mistakes or pher un ka account wash ho jata he isliye hme chahye ke apni choti galtio ko ignor na kare balke un ko correct kare take hm ak axhe trader bn sake or khob paisa kma sake likin isa krne me hme thori extra mhenat karna pare ge
            • #7 Collapse

              Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

              Boss aap ki baat belkul durast hai aur mien aap sy itfaq karta hun k agar ham as mien kaam kerte hien aur agar ham as ko seekh lete hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien as lyee ham ko as mien her bar seekhna hota h aur ham ko as mien her bat ko seekhna hota h
              jab ham as mien seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as ko seekhna zarori h aur as mien ham ko her bar seekhna hota h aur ham ko as mien her bar kesi mistake ko ignore nahi karna hota h q k as ki base per ham kamaee ker sakte hien aur in say ham seekh sakte hien.
              • #8 Collapse

                Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                hamy mistakes ko katem karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy or hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is mai poor mans be kam kar sakty hain forex paksitan mai legal business ban cuka hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                  hum ko Forex min kabhi bhi apni mistakes ko ignore mat karayn aur mahant k sath apnay kam ko kartay rahayn...mistake ko kabhi bhi repeat mat karayn yah cheaz hy jo apko kamayb karti hy...
                  • #10 Collapse

                    Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                    mistakes ko ignore karnay say trading mai behtri khabi b nai aa sakti hai . kafi dafa traders apni trading mai ke janay wali ghaltion / mistakes ko ignore karny ke adaat bana laaite hain iss say bara loss yeh hota hai yahi mistakes jin ko ignore kar rahy hon woh i bar bar repeat ho rahi ha aur bar bar inke waja say loss hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                      Mere khyal mein hamen spelling mistakes ko bar bar repeat nahin karna chahie isase posting ki quality low Ho jaati hai jiski Bina per hamen log bonus milta hai isliye hamen chahie ki hamen spelling mistake improve karni chahie aur sath hi sath apna knowledge or experience we improve karna chahie agar hum fazool posting aur trade karenge to usse hamari posting aur threads delete ho jayegi aur hamen koi bhi fayda nahin hoga isliye hamen chahie ke knowledge aur experience per focus 10 taka jitna jyada hamare pass knowledge or experience rahega utna hi acchi Ham forex form per kam kar sakte hain aur trading mein profit earn kar sakte hain thank you God bless you all
                      • #12 Collapse

                        Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                        Assalamu Alaikum Mere Khyal mein agar Humse Koi mistake se ho Jaati Hain unhen ignore nahin karna chahie balki unhen right kar lena chahie aur jab tak Ham uski correction Na Kar Le Hamen UN mistakes ko Bhulna Nahin chahie Agar Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna hai to
                        • #13 Collapse

                          Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                          ji han bhai jaan Hamen is Forex trading Mein use mistake ko ignore karna chahie Jiski vajah se Hamen loss hota hai yah Ham na kam ho rahe hain spelling mein agar Hum usko ignore Karenge To Ham use ismein Jarur Kamyab Honge aur Hamen chahie Hai Kya Main Har Bar mehnat Karte Rahen kabhi bhi Har Na Mane Taki Ham jaldi se earning Karte Rahe
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #14 Collapse

                            Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                            mistakes ka ratio zyada honay ki waja se ham apnay accoount ko banned karwa diangay . hamain ismain apnay saray mistkes ko improve karna hoga.humain apni mistakes ko kam kernay kay lye bhi zaroor sochna chahyea aur uss kay lye hum jo mistakes kertay hain unn ko remove kernay kay lye humain demo accou t ka sahara lena chahyea aur unn ko apni trading sae khatam kerain ta kay humari loss ki ratio kam ho aur profit ki ratio zyada ho skta hay.loss ki to km hi hogaa lekin profitka ratio incraese ho jayegaa...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kise mistake ko ignore kabhi na kerna.

                              G han thk hi kha k kesi mistake ko ignore ni krna chye jb k har mistake say humy seekna chye wo chye forex ka work hn ya koi or wirk hn wsy bhi inshn ko galto say seekna chye glti say inshn kamyabii ki trf jata hy mistake humry lay nxt time k lay buht fida mind hoti hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X