forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?
    Asalama-o-alikum dear forex mein agar humy kamyab hona hy to humy himmat nahi harni chahiye , forex aik business hy jis mein humy loss bhi hota hy aur profit bhi . es liye agar hum loss any par himmat har jaty hain to hum kbhi bhi kamyab nahi sakty hain , jo log himmat nahi harty wohe kamyab ho sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

    Aap nay theek kaha forex main jab aap ko loss ho jata hai tu Aap ko Himat nahi harni chaiy Aap ko Himat say kaam Kar ka acha bonas hasal krna ha aap na Himat har jay gay tu Aap forex main kamyabi hasal nahi Kar saktay iss Lia Himat say kaam kray or kamyabi hasal Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

      Bahe forex ma ham tb he himat ni hary gy jb hamy loss kam ho, ham trade ma small lot select karyn gy to loss kam ho ga jiska samna karny ma hamy asani ho gi, ham agr big loss hasil kar k beth jae to ham phr pareshan he ho gy himmat sy loss recover karna bhot mushkil ho jae ga, himmat sy kam karna apni trading py depend karta hai,
      • #4 Collapse

        Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

        G mere dost forex me hame himat nahi harny chahiye forex aik business ha aur business me loss hota rahta ha forex me bohat se log loss hone ki wajah se himat haar dete ha aur mehnat karn chor dete ha agar ap bhi aisa karo ge aur himat haar do ge to apko kabhi kamiyabi nahi mile gy forex me kamiyab wo he hota ha jo himat ke sath kaam karta ha
        • #5 Collapse

          Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

          Omeed ha aap theek hogay himmat kabhi na haro forex mey ye ghalat ha ham agr big loss hasil kar k beth jae to ham phr pareshan he ho gay himmat sy loss recover karna bhot mushkil ho jae ga himmat sy kam karna apni trading py depend karta hai..
          • #6 Collapse

            Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

            G dear ap bilkul thek khe rhe ho jab koe admi koe buziness karta he to use loss or profit hota rheta he lekin hme himmat ni harne chahye or agra hme loss ho jata he to hme extra mhenat karni chahye take hme jo loss hoa he wo profit me change ho jae ak or bt log loss ki sorat me kam chor dete he un ko isa ni karna chahye balke mhenat karni xhahye
            • #7 Collapse

              Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

              g haan bhai jaan ap ne thek bat ki hai hamein chahye hai ke ham as main himat na haren agar ham as main himat har jay ge tu ham as main tu kya kabhi bhi kisi bhi business main kamyab nahi ho sake ge as liy hamein ache se kam karna chahye and hamein mehnat karte rihna chahye hai tu hi ham as main kamyab ho sake ge agar himat na haren ge tu
              • #8 Collapse

                Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                Koe b kaam ho agar us may 1st attempt may success na milay to hamay is say disheart nahi hona chahiyay bl k mazeed koshish krni chahiyay kyn k mehnat krna hamara kaam ha or kamyabi dena Allah k hath may or Allah apnay banday ko kabi let down nahi krta. aik dafa agar trading may loss ho jaye to us say sabaq seekhna chahiyay or next time k liyay ready rehna chahiyay.
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur umeed aik aisee cheez h k jis ka ham chor nahi sakte hien agar ham umeed ko chor dete hien tu ham apni kamaee chor dete hien as lyee ham ko her bar pur umeed rahna hota h aur ham ko as mien her bar umeed ka daman hath sy nahi jane dena hota h
                  agar ham as mien kaam karte hien tu ham as mien kamaee kar sakte hien aur ham ko as mien himmat nahi harna hota h aur ham ko as mien dil say kaam karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                    Himat haar jany sy behtr hay k apny kaam pay focus krty hwy or hardwork ki jaey or time waist na kiya jaey kyun k isi trha e kmyabi mumkin ho gi or jb koi bhi membes profit gain krta hay to us ki himmat mazboot ho jati hay or irada bhi pukhta ho jata hay
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                      g dear ap ny bikuk sahi kaha hy ki hamy hr kaam me himat sy kam lina chay dear forex me hamy kabhi khabhar aisy lamhat sy bh guzarna prta hy jina hamy vhaahimu guman tk nh hota hy dear forex ak bahut acha business hy dear forex sy ham bahut sy sahuliyat hasil kr skty hen dear forex me entry hamry success ki phely stage hy dear hamy himat sy kam lena chhy aor acha work kerna chahy
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                        Assalamu Alaikum my dear bhai jan g han ap ne bahut ache bat share ke hae forex business main himmat se hamen kam lena cahiye q ke is main hamen loss bhe hota hae or profit bhe hota hae to is liye hamen cahiye ke hum apni himmat se apne loss ko bardhasht karen or kabhe give up na karen
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                          forex ma hume himat nhi harni chahye kyun ke himat harne wale forex ma kamyab nhi ho sakte koi bi business ho us ma setiing ma time lagta ha or shoro ma loss bi ho jata ha is liye loss hone per himat nhi harni chahye bulke hosle or sabar se kam lena chahye sabar trading ma boht zarori chez ha or sabar kerne wale hi kamyab trader bante hen
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                            Assalamu alaikum janab aapane bahut achcha sawal Kiya hai agar hamen Pak forex per loss Ho jata hai to hamen himmat nahin harni chahie balke parks forex per II dobara se a kam karke a apni e e apne investment co strong karna chahie aur Dil se a kam karna chahie taake hamen main dobara loss Na Ho aur ham aage kamyab ho sake aur FIR kabhi himmat na hare
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein humy himmat nahi harni chahiye ?

                              Asalam o Alikum ap ny bhot acha sawal keya hy forex forum main ager ap ko kamiyabi chye tu ap ko is kliye sabir karna hoga hemat sy kam lina hoga ager trading karty waqt ap ko loss ho jaye ya ap ka account wash hoi jaye tu ap himat na haren mehnat ko jare rakhen apna kam jare rakhen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X