Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.
    Dears jb hm trade lagaty haen tu agr wo trade ziada arsa le jati ha aur na stoploss hit krti ha na tp ki taraf atti ha tu es satuation mein traders ko wait tu lazmi bat ha krna perhta ha laikn aik trade musalsal loss mein chal rahi ha aur ab ye clear bhi ho gya ha k trade profit mein ni aye ge tu us loss ko bhi profit mein convert kiya jaa sakta ha k ap us trade ko close kr k us se aik step ziada ki lot le k us k against means jis trf market ka signal clear ho us taraf trade open kr daen aur kuch hi pipes bad ap ka loss bhi recover ho jaye ga aur ap profit bhi kama laen ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

    gee han bro ap ne thek kaha ha hume is main new trader ko tips deni chaiye jitna acha hum is business main work krein gey utna hi hume is main faida hoga hume is main daily menat k sath kam krte rehna chaiye daily chart analysis ko dekhna lazmi hota ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

      Je han, trade loss ma ho to hamy 100 pips bad tori bari lot sy same direction ma trade open kar leni chahe asa karny sy trade jb wapas ahe gi to kam waqat ma ham loss ko recover kar lyn gy, ye trick tb he kam kar sakti hai jb hamary pass acha bonus ho, hamy trading sy pehle acha bonus zarur jama kar lena chahe,
      • #4 Collapse

        Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

        Baai g maray khyal may asa nahee karna chahiay agar hum running trade ko defend karna hay tho hamay chahiay k agar hamari koi trade loss may chale jaaye our wo musalsal jaa rahe hay tho hamay os k aganst same lot size k saath ya os say kuch ziada ka trade open karna chahiay our osko monitor karna chahiay jab thak wo hamaray pehlay trade ke simath na chal paray our jab wo pehlay trade simath chal paray tho jo trade baadh may lagaaye hay osay close karna chahiay ye sab say best tareeka hay chaltha trade ko defend karnay ka.
        • #5 Collapse

          Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

          Agar aap market Mein Munh Ko samajh sakte hain to aap bahut acche trader Ban sakte hain market Mein acche se shuru karna Hi Ek Kshetra Ki Nishani Hoti Hai Agar aapke pass hi karna hai to aap market Mein acche se shuruaat kar sakte hain Kyunki use Waqt aapki bahut kam Lagte Hain aur aap ek Lambe time tak ismein se kam kar sakte hain
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

            G haan loss ko handle karna ap ko lazim ana chaye loss ko bhi profit mein convert kiya jaa sakta ha k ap us trade ko close kr k us se aik step ziada ki lot le k us k against means jis trf market ka signal clear ho us taraf trade open kr den aur kuch hi pips bad ap ka loss bhi recover ho jaye ga..
            • #7 Collapse

              Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

              hamy is main expert ban kar kam karna chahey per he hum is main pasa kama sakty hain or apne needs ko pura kar sakty hain hamy apne learning ko best bana kar kam karna chahey per he hum market main run kar sakty hain forex hamay learning ky sat earning be dyta hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

                Hamen Gold ke present moment ko Samajh Kar kam karna hoga Tere Hi Ham Aage badh Sakenge full Kaisa business jo mila de deta hai aur Hamen earning bhi Dete Hain Hamesha Mein auto cost account Banakar De kam kar sakte hain yah kabhi bhi Badnaam hone wala Jani business hai ismein Ham Apne Boss aap khud hi hote hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Dears jb hm trade lagaty haen tu agr wo trade ziada arsa le jati ha aur na stoploss hit krti ha na tp ki taraf atti ha tu es satuation mein traders ko wait tu lazmi bat ha krna perhta ha laikn aik trade musalsal loss mein chal rahi ha aur ab ye clear bhi ho gya ha k trade profit mein ni aye ge tu us loss ko bhi profit mein convert kiya jaa sakta ha k ap us trade ko close kr k us se aik step ziada ki lot le k us k against means jis trf market ka signal clear ho us taraf trade open kr daen aur kuch hi pipes bad ap ka loss bhi recover ho jaye ga aur ap profit bhi kama laen ge.
                  Bilkul theek hai agar Ham apni Ek trade ko open karte hain aur usmein Hamen loss ho raha hota hai to use trade ko defender karna bhi Hamen Jarur Aana chahie tab bhi Hamen Ek successful trader Ban sakte hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market mein running trades ko defend krny k liye bhi tricks ani chaye.

                    g han asa he hain hamy market ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik bahtren business hain hum is mai live kam karty hain hum is mai agar musalsal mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar skay gy forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain yai kabe be band nahi ho sakta

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X