Emotion ke waja say ham loss kartay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion ke waja say ham loss kartay hain
    Aziz dosto forex mai agar ham.apnai emotion ko control.karlai to iss mai ham buuut acha profit kama saktay hain loss hamai hamesha apni he ghaltyo ke waja say hota hai aur ghalte ham.apnay emotions ke waja say karta hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

    G friend achi trade k liay zaruri ha k apnay emotions ko control ma rakha jae agr kisi mistake ki waja sa loss ho jae to tensionfree rahain aur mistake ko clear kr k loss ko recover karnay ki koshish karain aur profit ki surat ma jaldbazi aur lalach par control rakhain aur jo mil jae usi par iktifa karain
    • #3 Collapse

      Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

      ji dear ap bilkul theek keh rhy hn mn ap ki baat sy agree karta hn keh ham emotion ki waja sy bahut loss karty hn or hamen bilkul emotional ni hona chahiye taky ham loss na kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

        bhai hume is main emotional ki waka se bohat lose hota ha hume is main lalach nai krni hoti hai is main ap agr hume emotional ko control kr k kam krte hein tu phr faida hota hai hume ur hum is business se achi success hasil kr sakte hein
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

          dear brother aapki baat bilkul right that forex trading Mein Jab emotional Hote Hain To Hamen Kafi Jyada lost Ho Jaate Hain isiliye Hamen chahie ki Ham is Samay Hai emotional na Bane to hi kamyabi mil sakti hai aur for explaining bahut Achcha kam Hamen chahie
          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
          :1f4af:
          • #6 Collapse

            Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

            G bilkul kuch siruations esi hoti han jb hum emotional ho k loss kr bethte han. Jesa k agar aik baar loss ho jaye to us loss ko recover krnay k liyay wrong time pr trading start kr dete han jis say loss ke recovery to nhi hoti ulta or loss ho jata ha.. Is liyay hamay chahiyay k right time pr right decision lein or yay hum emotional ho k nhi kr saktay is liyay koshish karein k apni emotions ko control may rakhein.
            • #7 Collapse

              Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

              AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g bhai hum juzbat main a ker ghalat faisla ker daty hn ager hum emotional ho rhy hn to us waqt hmain trading nh kerni chahiay werna apna hi loss ho ga bhir pachtany ky elewah hmary pass kuch nh ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

                Asslamu allaikum dear brothers i hope ap sub log tjeek hongy or ap logo ka shukria ap log bahut hi achi baten shear krty hen jiski waja sy new members ko bahut hi ziada faida hota hota rehta hay or sahi kaha ap logo ny keh ziada loss hamry emotions bad ki waja sy he hota hy reading kay waqt apny emotions ko apny qaboo men rakhna chahye takeh loss ko face nhe karna pary
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

                  ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai kya main ismein emotional Na Ho Aur Hamen ismein Har Bar ismein Aakar kamai karne ke liye mehnat karna hoga aur Hamen chahie hai ki Hamen ismein Soch Samajh Kar Dil lagakar kam karen to bhi Ham ismein se earning Ke Kabil Bana Denge aur bahut accha earning bhi kar Payenge
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion ke waja say ham loss kartay hain

                    g han bhai jan forex trading main loss hony ki boht se wajoaht hoti hain alken zyda jo wjah loss ki banti hai wo hmary emotions ki wjah se hoti hai q k jub humain loss ko bardsaht karny ka hosal nahi hota tab bhi hum koi na koi galti kar jaty hain or jub hmain lalach hota hai zyda earning ka tab bhi hmain loss hota hai tu aysa kuj bhi nahi karna chahye jis se hmain loss ho jay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X