Loss say pareshan na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say pareshan na ho
    Dear friends assalamualaikum forex mai loss har kise hota hai hamai chaye ke loss say zyada pareshan nahe hona chaye balkai apnai emotion ko control Mai rak Kar usko recover karnai ke koshish karni chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say pareshan na ho

    Ji han Hamen 10 se pareshan Nahin Hona chahie last se nahin karna chahie Kyunki loss or profit to Pakistan Forex ka Ek Pal Hai isliye Hamen love se nahin banana chahie Falke Himmat Aur confidence ke sath is ka Samna karna chahie tab Ham Pakistan Forex Mein Kamyab trader. Sakenge aur accha profit Hasil kar Sakenge isliye Hamen chahie Kailash ka Samna Karen
    • #3 Collapse

      Re: Loss say pareshan na ho

      Bilkul teek kaha aap nay hamay kabhi be apnay loss say pareshaan nahee hona chahiay kionka ye business asaan nahee hay our is may aap say mistakes zaroor hothay hay lekin kamyaabi osay mil the hay jo apne ghaltion say seektha hay our osko control kartha hay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss say pareshan na ho

        Forex market Mein loss Sab Ko hota hai lor se pareshan Nahin Hona chahie Apne loss Se Hone Wali mistake ko Dekhen aur use per learning Karen FIR plan Banakar Apne loss ko recover Karen...
        • #5 Collapse

          Re: Loss say pareshan na ho

          Forex.mai.loss har kise ko hotabhai lekin kamyab wahe hota hai jo iss loss ko bardasht kar sakai hamai chaye ke hamesha loss ko zehen pe na.lai balkai iss ko.sahe tariqay say manage karai aur issko recover karnai ke koshsih karai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss say pareshan na ho

            assalamu alaikum aap sab log khairiyat se honge yes my dear bro you are right a mail or se ghabrana nahin chahie balki hamen loss ka kissa face karna chahie kyunki agar Ham Los kyon ja sale apni himmat har baithenge to Ham trade nahin kar sakte is vajah se FIR hamen main ki koi jarurat nahin padegi aur hamari sari mehnat jarur Ho jayegi aur ham dar se trade bhi nahin laenge lagaenge isliye hamen chahie ki hamenhimmat ke sath loss ka samna karna chahie aur ek na ek din hamari trade waqiah profit mein jayegi thank you
            • #7 Collapse

              Re: Loss say pareshan na ho

              g han loss se pershan na hon agar ap ko kabhi business may loss ho jaye tou pershan na hon balkay is galti to thek karen jis ki wajah se loss huwa ha loss business ka ik hisa ha aur har trader ko loss hota ha agar wo is loss ko positive lay tou ik din wo ik acha aur kamyab trader ban sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: Loss say pareshan na ho

                Loss se pareshan nahi hona chaye loss har business ka hisa hai ham kisi bhi business main tab tak successful nahi ho sakte jab tak hamare andar loss ko face karni ki salahiyat paida na ho jaye ager ap forex main kamyab hona chahte hain or earning karna chahte hain tou loss ko face karna seekhen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say pareshan na ho

                  dear friend and I'll traders As-Salaam-Alaikum Mere Khyal se aap sab khairiyat se Honge aur main aapse yah Kahana chahta hun ki agar Hamen Forex trading Mein loss bhi ho jaaye To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Bhar Ke full confidence ke sath use loss ko recover kar dena chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say pareshan na ho

                    G Han y baat bilkul hy ke Pakistan for ex mein kam Kearny se hmean kabi b loss hota hy is main peesahn hony ke zarort nhe ke hm apni post ko acha kerin or bone's mein ezafa hota hy is se boht faida hi Pakistan for ex mein mahnat se insane KO control kea ja Santa hy is se hmean mahnat se kamyabi hasil hoti hy mahnat se kamyabi hasil krr ke loss ko control kea ja Santa hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say pareshan na ho

                      Loss se kabi b pareshan nahin hona chahye Q k ye kisi b business ka lazmi hissa hota hai. Agar loss se pareshan ho kar kaam karna chir dain gay to ham kisi b kaam men kamyab nahin ho saktay. Jab b apko loss ho to kaam mat chorain balkay zyada mehnat karen aur zyada experience hasil karen ta k next time apko loss na ho......
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say pareshan na ho

                        Yah loss to ismein Hota hi rahata hai agar aap log se pareshan hokar yahan par kaam karna Chhod Denge to yah aapke liye bahut badi tension mein a sakti hai aap ismein Agar kam karte ho to aapko loss K factor ko bahut kam karna padega aur yah koshish karni padegi ki aap knowledge Hasil Karen aur jab knowledge Azam Karenge to loss automatically kam ho jaega aur aap profit Mein a sakte hain
                        Click On Name And Visit My Journal
                        Naseer953 Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say pareshan na ho

                          Dear members
                          Forex market mai loss tou hota han lakin wo loss jo ap k lia bardasht kay qabil ho humy koshish krni chaheya kay hum aik achi strategy kay sath trade open kry aur confidence kay sath market mai kam kry agr phr bhe kisi wJ say market ap kay against chli jati han tou apny loss ko contral krny ki koshish kry risk management aik boht zaroori chz hai humy thora loss ko accept kar lyna chaheya taky hum huge loss say bach sakhy..
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say pareshan na ho

                            Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends ap ki bat se agree krta hun forex ak trading business hai es min loss r profit aty rhty hn hmn loss se preshan ni hona chay hmn us ko recover kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say pareshan na ho

                              AOA! dear friends umeed kerta hon ap theek hon gy ji hn loss se humain pareshan nhi hona chahiay q k loss aur profit donon business ka hisa han in se bachna mumkin hi nhi aik sucessful treader ko bhi loss k samna kerna parta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X