Stop loss aur take profit ka farq

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    Yeh to aap par depend karta hy keh aap ney kitni pips ka target rakhna hy. Stop loss laganey sey aap ziada loss sey bach jatey hain aur aap ka balance bhi safe rehta hy. Take profit aap ko greed sey bachata hy aur aap agar PC key samney na bhi hon to aap ki lots aik khas profit pr puhanch kar khud hi close ho jati hy aur aap ko close nahi karni parteen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      stop loss hum agte hain agar hum ko market ko loss mai janey ki shakal mai trade ko cut karna ho or take profit hum tabhe lagtey hain jab hu ko acha profit hasl karna ho trade ka
      • #213 Collapse

        take profit or stop loss me yahi farq hai just ke is me se stop loss jo hota hai us se aap aik level se zyada loss nhi karte ho or account pora lose nhi hota aap ka or take profit se aap ka profit jahan tak aap chaho wahan tak easily mil jata hai .
        • #214 Collapse

          my dear friend boht he acha sawal kia hai apne mere khyal se ap ko stop loss kam or take profit ziada rkhna chahiye ta k ap ko loss kam or profit ziada ho ske
          • #215 Collapse

            Stop loss aur take profit mai bohot farq hai. Stop loss sai hum loss ko araam sai aik limit tk rok sktay hain aur zyada loss nhi honay detay jb k take profit sai hum unlimited profit earn kr sktay hain.
            • #216 Collapse

              dear ye ap ki marzi haii..k ap kitne pips set krti ho...lakin stop loss or take profit ka faida haii...q k agr ap ko loss ho jaye tu ek limite tk hota haii...ap ka sara balance wash ni hota
              • #217 Collapse

                merembhai mujhe abhi ziada der to nahi hui hae forex trading mein magar jitna mujhe pata hae to us k mutabiq to stop loss loss ko rokene aur tp profit le kar trading ko band kar dene mein lagta hae.
                • #218 Collapse

                  dear forex international trading ha ager hum is may baghier practice kay work karna start kartay han to hamay is may loss he ho ga que kha hum foex kay baray may zeyada information nhe rakhtay hon gy is ley loss say bachany kay ley hamay forex kay baray may kafe information hone chahey aur is kay baray may skills practice aur analysis karna ata ho kha hum isy market kay muta beq kasay follow karay gay
                  • #219 Collapse

                    Tolerance is usually the most important good quality of any trader mainly because the vast majority of professionals eliminate the money although they don't retain endurance. I realize how the professionals tend not to retain endurance through the dealing period and they want to enjoy better paychecks with no examination the market. Thus, they might certainly not industry properly with no suitable estimate the market and thus eliminate the money.
                    • #220 Collapse

                      stop profit ko pt bhi kaha jata hai jis sey ap profit ko set kar sagtyn hain aur stop lose who hota hai jis sey ap ;pse ko manage kar sagtyn hain jis sey ap ko faiyda ho sagta hai jo ak acaha optgion hain
                      • #221 Collapse

                        aap jo bhe keh rhi hen mujhy to wo bohot kam samjh aa rh ha taa ham mujhy umeed ha kay apni mehnat sayy boht jqald hee mein yee sab kuch seekh jaoon ga,,,,orr phir usc waqt aap ko behter raay dayy sakta hun.
                        • #222 Collapse

                          dear forex trading mai humay sab say pehle take profit and stop loss ko experimentaly use karna hota hai kiu k isay samjna humare liye bhot zarori hai isay hum direct he real acount mai use nhe kar sakte hai uski waja yahe hai k is say humay loss hosakta hai take profit or stop loss mai different ratio stop loss ka kam hota hai hamesha
                          • #223 Collapse

                            You possibly can find out more about foreign currency trading by simply trading a new trial accounts, study the actual chart as well as experience various symptoms. Eventually you might come to observe some behaviour of which do on their own frequently, preserve a new diary rather than each fresh perception with regards to the foreign currency market is actually time period you might grown to be a professional broker.
                            • #224 Collapse

                              dear agr ap k order chal rahy hain aur aap offline hona chahty hain to aap ko ye tools use krne hin gay ye aik acha business hai stop losss ziyada loss sy bacha leta hai aur take profit profit ko return nahi hone deta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                brothrr sl and tp ka ya faraq hay agar humen jitna profit lena hay ya pher huemn andaza hy k market itnay tak up ya down jaegi pher wapas aegi pehr hum tp set ker dete hen or agar market wahan per nahi jati then hum sl set kerte hen taka humara lsos hou per limit may thanks

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X