forex main ager ap professional method say kam karna chahty hain tu jitni trade kam karain gay utna he ap saef rahain gay aur ap ka profit bhi ziada ho ga ham forex market main yeh galti karty hain aik eh time main kafi sari tarde open kar laity hain jin main kcuh trade profit daiti hain aur kuch loss jin ka bad main hisab lgaya jay tu ap ya loss main hoty hain ya equal main hoty hain jis ka koi faida nahi hai is lea ap ko trade kam karni chaheay mager accurate honi chaheay jiss say ap acha profit mil saky kyon ky aik achi trade ap ka aik week bana sakti jab ky ziada trade apka nuksan bhi ziada kar sakti hain ess lea trade kama karian mager achi karain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим