Forex me success hone ke lia kitna waqt lagega?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    yar forex main successful honay kay liye zaroori nai keh aap bohat zayada waqat lagayn, ye to aap par depend karta hay, ke aap kitna sharp mind hain, aur aap main learn karnay ki kitni power aur skill hay, agar aap aik achay sharp mind aur skilful hain to aap bohat jald seekh saktay hain, lekin aap jitna zayada expereince hasil karain gay aap ko bohat fiada ho ga,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      bhjai jaan kamyaabi ratoon raat nahi milti kuch time lagta hai kisi bhi kaam me kaamyabi hasil kerny k liye, Forex trading me qadam jamany k liye kam se kam 2 ya 3 mahiny darkaar hoty hain
       
      • #213 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aamir22
        Ye ap py depend Kerry hyvk ktna timema forex kp samjh party ho jtna jalsi experience Basel keru be utna jaldi forex forum ma expert trader banubge forex k Barr ma knowledge akatha ker k trade large.
        theek kaha aamir bhai apny me apki bat se agree kerta hon k ye tu Forex trading sekhny waly py bhi depend kerta hai k wo kitna waqt ly ga Forex trading ko sekhny k liye
           
        • #214 Collapse

          Yeh to aap par depend karta hy keh aap forex ko kitna time dey rahay hain aur is ko kis tarah sey seekh rahay hain. Agar aap forex ki properly seekh rahay hain aur is key rules aur is ki strategies ko demo account main practically apply kar rahay hain to aap buhat jald successful trader ban jayen gey. Jitni ziada aap mehnat karain gey aur is ko serious lain gey, utna hi aap ko is business sey faida ho ga aur aap expert hotey jayen gey.
           
          • #215 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Realfx پيغام ديکھيے
            agar hum forex me success hona chahti hai to forex ke lia kitna time dena hoga. or success hone ke lia kitna waqt lagega. i think that to success in forex market you should have a good knowledge who to use money management and who to make stop loss and take profit and mainly for beginner traders
            Forex mein success k liye aap pe depend karta hai k aap kisi cheez ko kitna pick kartay hain. agar aap kisi cheez ko jaldi pick kar laitay hain or jald he seekh jatay hain. forex mein aap jitna ziada time dein gay utni ziada success payein gay. lakin thoray time se kaam nahe banay ga,
            • #216 Collapse

              zaahir hay jitna ap hard work karoge utna jaldi ap achay or successful trader ban skoge is liay main to kehta hun k ap hard work karte rahen jab tak ap kamyab trader nahi ban jatay or kam az kam 6 month tak demo par daily practice karen .
              • #217 Collapse

                yeh forex trader per depend kerta hai k wo kitna mehnti hai and wo kitni lgan sy kaam kerta hain wo jitni ziyda mehnat keray ga usay utna he jaldi faida hasil ho ga.
                • #218 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: skazmi
                  bhai forex main success hasil karnay kai liyay koi time frame nahin day sakta yeh tu ap kai apnay oper depend karta hai kai ap kitni lagan kai sth is market main kam kartay hain aur ap ki product knowledge aur experience kitna hai because forex trading main kamyabi aik raat main nahin mil sakti is kai liyay time lagta hai.
                  I agree with you brother sabzwari bilkul theek kaha apny Forex trading me kaamyaabi ratoon raat nahi mil sakti is me kafi time lagta hai kaamyab hony k liye is liye practice me time lagana chahye
                   
                  • #219 Collapse

                    if the margin call ya stay seek bonuses from posting , continue as long as we collect these bonusan, we can also think of a new strategy in order not to get a margin call again
                     
                    • #220 Collapse

                      assalam o alaikum forex may successful honay kay liya ye hum pay depend karta hai kay ham kitna jaldi seekhty hai our experience hasil karty hai agar hum jaldi experience hasil kar latay hai to hum jaldi money earn karna seekh latay hai laken is kam may sabar say kam lena he behtar hai shukria
                      • #221 Collapse

                        There is not fixed time of getting success in forex. It all depends upon your efforts and learning of forex. But the more time you give to forex, the more you learn and get success.
                        • #222 Collapse

                          dear waqt ka thek say nahi pata par ya app par depend ker ta hai app es business ko ketna time dy ker sekty aur samaj ty hai keyo ka jes din app ko analysis ker na a jay gi tu ap ka leya trading ker na kafi asan ho jay gi.
                          • #223 Collapse

                            Forex trading main kamyabi ka daro madar aap ki learning pay hay aap iss ko jis taizi say learn karrain gay aap ko is kadar tazi say kamyabi hasil ho jay gi aap jitna jald iss trading ko seekshsin gay utna he kamyab hoon gay
                            • #224 Collapse

                              Brother yeh aap par depend krta ha k aap kitni jaldi seko gy agr hum us ko intrest k sth kro gy to bhot earning kar sktay hn agr us mein humari interest kam ho to hum kbi b us mein earning nahe kar sktay hum ko chaya k phlay learning karain phr earning karain m trading kar k bhot happy hn yeh bhot pasand ha mujay g.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                bhai jaan is main success ap k interest and ap k knowledge par he depend karti hai and agar ap is business ko time do gy to ap is business main kam time main high earner and success trader ban sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X