Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai
    Agar hum market kay behaviour ko samajh jatay hain tou phir hum jo bhi trade open kertay hain tou humain kamyabi hasil hoti hai aur expert koi bhi trader tub hi banta hai jub ussay market behaviour ko rear kernay ka pata chal jata hai jis kay liay market ko continously observe kerna zaroori hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

    Forex main Jo log market ko analysis Kar ka samaj Kar trade krtay hai wo hi acha trade open Kar ka acha profit hasal krtay hai Jo log market ko samaj Kar trade open nahi krtay un ko hasmsha loss hi hota hai iss Lia market ko samaj Kar trade open karna main samajdari hai iss say Aap ko samaj bi a jay gi or Aap acha thread lagna Mai kamyabi hasal Kar saktay hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

      Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hay gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too souch samajh ker trading kerain too aap kamyab ho sakhain hain.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

        Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forxe forum main ager ap trading karny lagin tu sub sy phly ahm bat markeet ki khaber zaroore rakhy her 10 15 mant main markeet ko chek karty rhen pher osi k mutabik trade karen ager ap khud he asy trade laga den gy tu ap ko loss ho sakta hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

          G han hamain pehly market ko achi terha read ker ky samajh lena chahiay ky market kis direction main aur Kitna move ker sakti hai tou usi hisab main hamain trade open kerni chahiay ky risk jahan tak momkin ho kam sy kam lena Chahiay ky jesy hi ham bara risk lety hain forex market main tou hamara trade phans jati hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

            Koi bhi trade open kerna tab he samajhdaari kehlata hai jab hum market kay trends ko achi tarah samajh laitay hain. kabhi bhimarket ki fori movement pay trade open nahi kerni chaiye kiyu kay iss tarah market kay trend ka pata nahi chalta .ye baat bilkul sahi hai kay market kay trend ko samajh kay trade open kernay mai he samajhdaari hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

              kar ha jo ap ne bataya ha k sab se pehlay forex pe account bana k posting krtay han phir demo pe practice or phir real pe kam ye treqa kar ha jo ap ne bataya ha sakte ho is sath ap ko demo account k sath trading ki practice krni chahiye is k baad ap real account mein trading kr sakte
              :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
              • #8 Collapse

                Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                Dear mein humara jo bhi aim hai uss ko achieve kernay kay lye humain bahut zayada mehnat sae kaam kerna ho ga soch samajh ker aur samajhdari sae kaam kerna ho ga aur agar hum forex mein aisa nahin kerain gay tou humain forex mein nuqsaan ho ga aur hum kabhi bhi forex mein kamyabian hasil nahin ker sakain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                  g han dear aisye he bat hai kay jub bhi trade ko repace kiya jata hai us say phlye humain chye kay hum market ko achye say daikh kay aur us kay anylsis kar kay he yrade ko open karain ager market mai bhut zayda risk hai tu pher waite kar lain kiyu kay waite karnye mai he faida hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                    A.O.A and good morning dear friend ap nay boht achi baat share ki hy forex aik acha online business hy is main trading humain soch samajh kar karni chahiye forex main trading karty hoy humain market ki movement ko zaroor samjhna chahiye phir ap jis p bhi trading karain gay ap kamyab hon gay trading main expert hony k liye humain demo account per lot of practice karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                      Ji aapki baat bilkul sahi hai ki Hamen market ko bahut hi acchi Tarah analyse Kar Ke hi trading karne chahie Kyunki Agar Ham analysis Karenge To Ham market ki next directions ko Kuchh had Tak samajh Payenge aur is Samay Ham isase acchi earning kar sakte hain isliye Hamen analysis karna Jarur chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                        bin asamjhy jo forex trading main kaaam karta hain usy loss hota hain and bina learn kiye trading start kar de accoutn wsh hote han lalach k sath kabi b trade nhe karni chahiye loss say bachne k liye mehant karna chahiye merket main analysis karna hota hian trendlines drwa karna in sab chezo ko achi tara learn karna must hain jo forex trading ko baise learn kar k aata hain vo aksar kamyab hota hain and kamyabi k liye mehant karna must hain bina pratice ki forex trading ki kabi b samjh nhe aa skti hain ..................
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                          Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex market mai trade smajh kr open krney mai success haui. Jo trader bhe market ko phely smajhta hai aur es key bad trade open krta hai tou wo market mai success hasil krta hai. Aur market mai loss sey bhe bach jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                            bilkul dear friends aapane bilkul theek kaha hai trading mein trade ko samajh Kar aur samajhdari ke sath chat open karne mein hi fayda hota hai agar kuchh member laalach aur jaldbaji mein trade karte hain joki loss ka swabhav banti hai isliye soch samajh aur intezaar karke trade open karne se achcha profit milta Hai.......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market ko samajh ker trade kernay mein samajhdari hai

                              g dear men apki bat sey agree kerti hun kih forex aik worldwise bussiness ban chuka hey js sy is ko smj ker trade ki ja skti hey trade key wqt markit ko smjna chahye ku k markit ki movement itni hoti hy kih account wash ho sakta hy .jis sey loss ka shikar ho saktey hen....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X