forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?
    forex trdaing k business main knowledge ki boht ahmiyat hai q k jitna acha knowedge hoga tna he hum jaldi kamyb hoty hain q k trdaing ka knowledge hmain kamyb hony main hmari help karty hain jub knowledge cha hota hai tu hmari trdaing main risk bhi kam hota hai or hum achi or miyari trading bhi kar skty hain tu zyda se zyda knowlege ko enhance karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

    Mere dost forex me knowledge bohat ziyada matter karty ha agar ap ke pas forex ki knowledge ha to apko forex me kaam karne me bohat asaani hogy aur ap is me kamiyab ho sako ge lekin agar apke pas forex ki knowledge he nahi ha to apko forex me kaam karne me bohat mushkil hogy is liye hame forex ki ziyada se ziyada knowledge gain karne ki kushish karny chahiye
    • #3 Collapse

      Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

      dear friend forex trading mn knowledge ki bahot importance ha isliay agr ap forex trading mn kamyabi hasil krna chahtay hn to forum pa ziada time day kr forex k baray mn complete knowledge gain kren to forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

        mere khayal main knowledge kibihmiayat ke bare main kisi ko batane ki zrorat nhi hain kyun ke knowledge kitna ihm hota hai sub jante hain our forex main jis ke pass knowledge hota hai woh expert kehlata hai our expert hamesha kamyab trading kar sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor main ap ki bat se agree karta hon hamein chahye hai ke ham as main knowledge hasil karen agar hamren pas as main knowledge hain tu as main ham kam kar sakte hain ye hi knowledge ki ehmyat hai
          • #6 Collapse

            Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

            Dear brother forex me hmara knowledge or experience jitna ziada hoga utna ziada hm kamyab hoty jaen gy agr hmy forex trading k bary me ilm nhi hai or hm bghair sochy smjhy trade open kr den to trade loss mn jaa skti hai or hmara account wash ho skta hai or hmari sari mehnat zaya ho skti hai
            • #7 Collapse

              Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

              Bhai jan forex ma knowledge ki he to ahmeyat hai apko forex trading market ma sub sy pehly apny account ko safe apny capital ko safe rakh ky trade open krni hoti hai ta ky apko loss ka aor profit zeyada ho jo members andha risk lety hain wo kamyab nhi hi paty hain yahan py aik bat ko yad rakhin trade management knowledge aor experience ky sath hoti hai.
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                dost is Baat Ko samajh lo knowledge ke bagair koi bhi Kam Nahin jab aati Hai To bhi aap acchi trade kar Baat Ho Agar knowledge Nahin aaegi to aap kabhi bhi acchi train Nahin Laga paye vah aur acchi trade lagane ka matlab hai kya hal trade aapka profit Mein jaake aapko sirf hundred percent hai message 70% aapko profit ho aur 30% aapko Agar loss vo bhi jata hai to aap use recover kar paoge
                • #9 Collapse

                  Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                  Forex main jb tk kisi bhi member k pass knowledge nai ho ga tb tk wo experience nai hasil kr skay ga or experince hasil kiye begher is forum py kaam nai kiya ja skta is liye knowledge gain kenra boht eham hay or is py hardwork krna zrori hay
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                    ik Forex trader k liey knowledge or experience ki boohat value hooti hai.agar hum iss field main learn karty hain to phir he hum earn kar sakty hain or iss business main apna career bana sakty hain.mery khyaal say hamara main focus he learning pay hoona chahiey q k ik trader k liey knowledge he most important hai.agar knowledge hai to boohat low investment say bhi grow kia ja sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                      Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he peyara sawal keya hy forex forum main ager ap k pass kam karny kliye acha knowledge ni hoga tu ap ko forex main achi kamiyabi kabhe bhe ni mil sakti is liye knowledge hasil karo apny kisi senior sy knowledge lo forex forum k bary main ager knowledge hoga tu he ap kamiyabi hasil kar sakty han
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                        yah to simply sy baat hai lakin mary khyal sy ik step or bi hai or yah yah ky app ka account bi attatch hona chy phr hi app apni incom ko wathdraw karnay k liay hamain is main entry point daikhna parta hain and is main take profit and stop loss laga kar trade karni chahiay
                        :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                          Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends ak forex trading business hai yhn p ap trade lga k earning kr skty hun jb tk ap k pas market k bry min knowledge r experience ni ho ga tb tk ap profit gain ni kr skty es forum p knowledge ki bht importance hai
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                            good morning dear friend Forex me knowledge ki bahut important hai kyunki jab tak knowledge nahin hoga to Forex mein kaise kam kar sakte hain aur Forex ko kaise join kar sakte hain uske bare mein knowledge aasan karne ke bad usne posting bahut acchi hoti hain aur knowledge ke sath post karke bahut accha bonus bhi milta Hai jisse quality behtar hoti.......
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main knowledge ki kiya ahmiyat hai?

                              Ji aapki baat bilkul sahi hai Forex Mein Jiske pass knowledge Nahin Hai vah Kabhi Bhi ismein acche se kam nahin kar sakta Kyunki knowledge bahut hi jyada importance rakhti Hai knowledge is the power of Forex Hai Jab tak hamare pass ismein knowledge Nahin hoga tab tak Hamen Samay Kabhi Bhi Na to acche se kam kar sakte hain aur na hi earning kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X