Robot trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading?
    Is waqat Forex markeet main bht saray robots moujood hain yeah darasal technical software hotay hai. Jin main different indicator use hotay hain aur woh un technical indicators ko follow karty hain. In ka aik drawback yeah hai k hum inko news timing k doran use ni kar saktay. Jub bhi aap news timing k doran use karaingay to aapko nuqsan hoga.
    Umeed hai aapko meri bt samajh aa gayi hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading?

    ham g bhi jaan main apke baat sa agree karta hon kh aap na bhoot achey baat share ke hy mara aziz members hamy in robots treading sa bouch mar rehna chaheya kbhe bhe ham es trha robots treading na kary ku ka ya bhoot niksaan da hoty haij hamy kbhe bhe faida ni daity robots sa bether hy ham aoni mehant ka zaria he treading kary
    • #3 Collapse

      Re: Robot trading?

      jo log rebort trading ki trading kerty hain hain to mary kyal men wo itna faifda nh utha sakty hain.agerham self trading kren to mery kyal men ham is sy faida utha sakty hain.hamen chye k ham is sy faidfda uthain aor khud sy seehk ker trading kren.ager rebort k through trading kren gy to ham itna prfoit nh bna sakty hain k jitna ham self trading sy bna sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading?

        forex main hum expert ban kar robot trading karty hain agar hum new member hain to hamy robot trading nahe karne chahey hamy demo account main rozana 2 ganty practice karne chahey hamy currency main trading karne chahey hum is main full time be trading kar sakty hain or hum is main part time be trading kar ky ache earning hasil kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Robot trading?

          robot trading new member ky liey kese katry sy km nahe hain hum knowledge or experience hasil kar ky he robot trading kar sakty hain hamy aik time table bana kar meyare trading karne ho ge per he hum is main ache amount kama sakty hain forex east or west main taze sy pahl cuka hain yai aik real or kabe be band na hony wala business hain
          • #6 Collapse

            Re: Robot trading?

            G han friend Apny thek kaha agar hum forex py kam kar rhy hain to hmy mehnat sy kam krna chahy aur hmy forex ky kam mein roburt trading nhe lne chahy hmy es sy hmy zyada profit hasel nhe hoga es kly hmy khd sy mehnat karni chahy jes sy kameyabi hoge.
            • #7 Collapse

              Re: Robot trading?

              forex aik wasee business hain hum is mai agar acha experience rahkty hain to hamy robot trading karne ho ge pher he hum earning gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai live chat kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar lkam kar sakty hain forex business pakistan mai legal or famous ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Robot trading?

                hamy acha expeirence gain kar ky forex mai robot trading karne ho ge forex mai hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex aik acha busienss hain is mai usa or china or new yok jays bary bary muamlik sahmil hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy los ho ga is mai market ka balm nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Robot trading?

                  hum robot trading kar ky acha bonus kama sakty hain forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss hoi jyt ga is mai market ka ablm ahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot trading?

                    forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik wasee business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wkt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai robot trading kar kya che earnng gain kar sakty hain hamy mayre kam karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot trading?

                      Dear aap ko pata nahi hay kay Robot trading kay losses kitnay hane jab bi aap robot ko start kar laytay ho to iss kay liya aap light full day and night chahiya hoti hay or iss kay sath sath aap ko equity bi achi chahiya hoti hay or aap ko internet bi full day and night chahiya hota hay ya to may nay sirf thora sa hi likha hay iss kay ilawa bi iss kay losses hane.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot trading?

                        dear har trdaers ka kaam karnay ka apna apna andaz hay kisi ko koi system pasand hay to kisi ko konsa system pasand hay is liye mairy khayal say hamko kabhi bhi kisi bhi suart main robot trading nai karni chaye wo i liye k ham jub kisi robot say kaam kartay hain to ham markeet ko kabhi samjh nai saktay hain koi pata nai hota hay k konsa robot kab markeet main dhokha kha jaye aur haamri trading say hamko lose milna stat ho jaye aur agar ham mannual trading kartay hain aur hamko markeet main lose hota hay to usk badlay main hamko koi na koi zarur experinec bhi milta jayega.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X