Money management in Forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management in Forex?
    Money management ki Forex main bht importance hai is k beghair kamyabi nanmumkin hai. Forex main agar aap kamyab hona chahta hain to aapko apni money management Main Improvement laani hogi. Aik achi money management aik achay trader ki oehchan hai or buray trader ki pehchan buri money management hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management in Forex?

    Exactly money management bahoot zaroori hai forex k liye agr humny lot size trade main big lagya hai aur humary pass money management kum hai to humara account risk main hai is liye Hum sub ko chahye k sub se phly money management karain aur phr us k according trade karain ta k account ko save and secure rakh skaian.
    • #3 Collapse

      Re: Money management in Forex?

      hamy expert ban ky money managment kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum paias kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai live caht kare sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain forex mai money managament ke boha ahmeyat hain
      • #4 Collapse

        Re: Money management in Forex?

        Forex traiding main money manage kerna boht zarori hay. que kay money management say trader ko boht acha trading ko manage kernay ka bhi tajurba hota hay is liye trader ko money management per pora pora dhayan dena chahye. is say trader ko trading bhi achi ho gi aur sath main trader kay risk aur reward main bhi kafi had tak farak peray ga.
        • #5 Collapse

          Re: Money management in Forex?

          hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex ak acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai live caht kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony ala busiens hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa
          • #6 Collapse

            Re: Money management in Forex?

            hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee busiens hain is mai usa or china or new yk jasy bary bary muamlik sahmil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Money management in Forex?

              forex aik acha business hain hamy money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy tohamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Money management in Forex?

                hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar money management kar ky kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main agr ham bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Money management in Forex?

                  Main apki bat se bilkul ittefaq karti hun Forex trading men money management ki bohat zyada importance ha. Forex trading men kamyab honay k lye hamen money management ko sekhna bohat zaruri hai. Agar ham money management ko follow kartay hue Forex market men trade karen gay to hamara account safe b rahay ga air hamen acha profit b milay ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management in Forex?

                    G hn mny mangmnt kr k forex mn kmyabi hasil hoti ha is lye agr hum mny mangmnt kr len to forex mn hum kmyab hn gy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Anwar khan پيغام ديکھيے
                      Money management ki Forex main bht importance hai is k beghair kamyabi nanmumkin hai. Forex main agar aap kamyab hona chahta hain to aapko apni money management Main Improvement laani hogi. Aik achi money management aik achay trader ki oehchan hai or buray trader ki pehchan buri money management hai.
                      Jab be ap koi be trade open ya close kar rahy hain ya phir ap yeh daikh rahy hain aik time mai ap kitni trades ko open ya close kar sakty hain. jab ap risk management karty hain tu ap ko pata hota hai kay ap kitna risk per trade pay lay sakty hain or aik leverage or lot size us ka kiya ho ga yeh sub ap ko pata chal sakta hai. lekin zarori hai kay jaha ap itni mehnat kar rahy hain waha proper risk management be kar lain es tarha ap ko pata hota hai kay kis analysis pay kitna risk laina hai or jo ap risk lay rahy hain us ko ap ko kitna faida ho sakta hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X