Over trading loss ka sabab banta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading loss ka sabab banta hai
    Dear friends assalamualaikum forex Mai kuch log at a time 6 ya ISS say zyada trade mukhtalif pair pe open kartay Hain Mai ye kehna chahunga ke market Mai hamesha high probability trade Lai zyada position aik time pe open na karay ye loss ka sabab banta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading loss ka sabab banta hai

    Ji han yah Baat bilkul theek hai ki award trading bhi loss kaise banti hai isliye Hamen chahie ke kam se kam trading Karni chahie Agar trading Se Jyada Hogi To Hamen loss ho sakta hai aur Hamara account was bhi ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham Pakistan selection Mein mehnat Karen aur kam se kam trading Karen
    • #3 Collapse

      Re: Over trading loss ka sabab banta hai

      g han dear aisye he bat hai kay hamesha over trading mai humain nuqsan he hota hai kiyu kay es mai hum jartye ye hain kay had sY barh kay trade ko lose mai chlnye daitye hain kiyu ky us mai hum lalach laye jatye hain jis ki waj say hum over trading kartuye hain aur nuqsan mai jatye hai tu kabhi bhi over trading na karain
      • #4 Collapse

        Re: Over trading loss ka sabab banta hai

        G han dear aapki baat bilkul sahi hai ki agar Ham over trading Karenge To Hamen loss Hoga Hamen Apne balance ke mutabik ki lot size Rakhna chahie aur trade karna chahie Taki Hamen isme earning mil sake.
        :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
        • #5 Collapse

          Re: Over trading loss ka sabab banta hai

          G brother ap na thka kaha k over trading loss ka sabab bnti ha phly mi ya bta so k over trading hti kia ha agr hamy ik strong signal mily to ham osi k mutabik trding open kry gy lakin lalchi insan phr apny analysis sa trading open krna shro kr dta h chahy os k analysis sai sabit hn bi ya ni is trah bar bar trading open krny sa loss hta ha is lia hami is adat sa bachna chahye
          • #6 Collapse

            Re: Over trading loss ka sabab banta hai

            Bilkul esa he ha trading aik limit m reh kr krni chahehy r roz ka aik target rakhna chahehy ta k ap ko aik idea ho k kahan tk jana ha lakin us target py phnchny k bd ap mazeed trading na kren r relax kren ta k apko profit ki jga nuqsan na ho r apka account b safe rhy
            • #7 Collapse

              Re: Over trading loss ka sabab banta hai

              apki baat bilkul theek hai keh jo over trading hoti hai wohi hmaary loss ka sabab banti hn is liye hamen over trading ni krni chahiye bas munaasib kr leni chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Over trading loss ka sabab banta hai

                agar hum forex mai over trading kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum paisa kama saky gy forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading loss ka sabab banta hai

                  hamy over trading ko avoid karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss hoi ga forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain oir hamy ache eanring be deta hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading loss ka sabab banta hai

                    Over trading keh len ya bari lot keh len yeah dono account main loss ka sabab bantay hain. balkay account kay wash honay ki waja bantay hain. jab ham over trading ya bar lot main trading kertay hain to hamaray account main backup kam hota hay aur jesay hi market move kerti hay to hamaray free margin main kami ho jati hay aur free margin kam honay ki waja say bari trade jo zayada loss main ho close ho jati hay aur is trah say account wash honay ki ibtada ho jati hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X