Zyada loss be recover ho sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
    Dear friends assalamualaikum forex Mai loss har kise ko hota hai kise ko Kam to kise ko zyada forex market Mai zyada loss ko be ham recover Kar saktay hai lekin sabar ke sath hamai loss ko recover karnai Mai jaldi nahe karni chaye balkai Jo opportunity melte hai sirf usko trade karna chaye.
    G aap ny theek kaha k lose ziada ho jaiy to woh bhi recover ho sakta hai magar iss k liay mustqil mazaaji sy kaaam lena ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

      Assalamu ALaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap en bahut ache bat share ke hae forex main jab hamen loss hota hae to hamen pehle us loss ko recover karna hota hae or yeh lazmi hae g han zayada loss recover ho to jata hae namumkin nhe hae lakin bahut zayada mushkil hae maslan agar hamen 200$ ka loss howa hae to yeh bhe thora ,mushkil hae q ke market ek movement har bar aik he jese nhe rehte na
      • #18 Collapse

        Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

        Assalam.o.alaikum
        G han ap nay theek kaha hy ziada loss bhi recover ho sakta hy trading k doran agr hamain loss ho jay to hum apna loss asani k sath recover kar sakty hain loss ko recover karny k liye hamin mehnat karni pary gi mehnat say hum pakistan forex main asani k sath recover kar sakty hain...
         
        $#@#i Khan
        • #19 Collapse

          Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

          Gee yeh possible hai k hum apna loss asani sy recover kar skty hain lekin osky leye humy pehly is forum par pori mehnat karni hogi or osky elawa humy chahiye k hum apny rules or money management ko dekh karvtrade open karein taky or loss na ho. Agar hum sahi learn or strategy ko use kar rahy hain or oska result dekha hai to jaldi loss recover hoga or profit bhi hoga
          • #20 Collapse

            Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

            agar aapko jyada lash ho gaya ho to use waqt trading ka Amal roke den aur koshish karen ke aap ko kam na Karen ke aap aur bhi lash hone ka khatra ho to yah aapke apne upar depend karta hai ki aap last mein ja rahe ho to koshish karen ki aapka hua last recover Ho jaaye aur aap aaega vah galti Nadu Rahe Hain ke aapka training karne ka Amal ruk sakta ho to trading karte waqt koshish honi chahie ke aap uske bare mein hakikat aur sushil se kam lekar apne Amal ko nuksan se nikal sakte ho aur aapane itne qawali usko ke aap apna kam sahi tarike se anjam Dene ki saliyon rakhte ho to trading mein aap jitna bhi nuksan kar le bad mein usko cover karne ki aapke pass chalaiha ho isliye jyada se jyada last recover hone ke ke imkan hote Hain
            • #21 Collapse

              Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

              G blkl zyada loss bhi recover ho skta hai agar ham sabar Karen, ya jis ghlti sy phly loss howa ho us ghlti ko avoid Karen, aur apni experience aur knowledge Ko bdhae, es sy zyada loss bhi recover ho skta hai..
              • #22 Collapse

                Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                Yes agr hum mehnat sa kam kren or sekh ka kren to hum apna loss recover krskte hai or profit bna skte hai or achi earning bhi kr skte hai islye humen chaiye ka hum zyada sa zyada struggle kren or isko time den.
                • #23 Collapse

                  Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                  G dear walaikum assalam..
                  Aapke pass bilkul sahi hai zyada loss bhi recover ho sakta hai agar Ham kam ko acche tarike se Karenb or loss hone ke bad b himmat na haren or demotivated na ho to Ham fir se apna loss recover karke usi makam per pahunch sakte hain Hamen chahie ki Ham apna kam pure Dil ke sath Karen..
                  Shukriya ☝️..
                  • #24 Collapse

                    Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                    Ji han Forex members Ziada loss ko bhi recover Kiya Ja sakta hai love story cover karne ke liye pahle e Kisi acche signal Ka Intezar Karna chahie aur per apni trade ko open karte hue es situation ke mutabik planning ko karte hue strategy ko banate Hue ped Lagate Hain To Ham Apne loss ko Kafi had Tak recover kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                      Dekhein forex mein I itna loss hota ha itna profit b hota ha bs ap ko himmat nai hrni apna km niyat sbr se krna ha jaldbazi ko door rkhna ha or lalach ko b agr ap yeh steps follow kr lein ge to profit ap se ziyada door nai ha so good work jitna ziyada ho ga ap ka bonhs b utna he ziyada ho ga or bonus jitna ziyada ho ap ko profit b itn ahe ziyada milta hs
                      • #26 Collapse

                        Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                        Dear friends assalamualaikum forex Mai loss har kise ko hota hai kise ko Kam to kise ko zyada forex market Mai zyada loss ko be ham recover Kar saktay hai lekin sabar ke sath hamai loss ko recover karnai Mai jaldi nahe karni chaye balkai Jo opportunity melte hai sirf usko trade karna chaye.
                        G han jotna ziada loss ho woh recover ho sakta hay magar is ke liye aap ko lagatar mahnat ke zarorat hay
                        • #27 Collapse

                          Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                          ji bilkul forex trading agar hamen loss hota hai to loss bhi recover ho sakta hai lekin loss is tarah recover nahin hoga hamen agar of ko recover karna hai to hamen iske liye bhi ek proper plane banana hoga agar ham log proper plane banakar apne log ko recover kar lete hain to yah acchi hai baat hogi aur agar ham log forex trading main proper plan karke sneh Kam nahin karte to hamen nuksan ka samna ho sakta hai isliye agar apne loss ko recover karna hai to proper plan karke market analysis karne ke bad apni trade ko open Karen
                          • #28 Collapse

                            Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                            hamy loss sy learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga hum is mai night mai be am kar sakty hain hum is mai day mai be kam akr sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is ma apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                              jaisa kya aap jante Hain ki forest mein yah kisi bhi karo bar mein loss or profit har karobar ka hi sa hota hai isliye hamen disappointed nahin hona chahie agar hamen lost a Raha Hai to hamara jyada lost bhi recover ho sakta hai aapane bilkul acchi baat kahi hai hamen lost a jaane per pareshan nahin hona chahie balki apne kam ko kante nahin rakhna chahie aur apne last ko recover karna chahie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Zyada loss be recover ho sakta hai

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
                                Dear friends assalamualaikum forex Mai loss har kise ko hota hai kise ko Kam to kise ko zyada forex market Mai zyada loss ko be ham recover Kar saktay hai lekin sabar ke sath hamai loss ko recover karnai Mai jaldi nahe karni chaye balkai Jo opportunity melte hai sirf usko trade karna chaye.
                                Dear ham loss ko recover karna agr chaty hain. Tu hamain chahiye k ham apna trade currency's pair pay trade kar k thora thora profit kar k apna loss recover kar sakty hain.
                                Agr ap loss ko recover karna chaty hain. Tu ap ka loss os trha ak trade main apna loss recover nahe kar sakty. Jesy pehly ki trade main ap nay loss kia hota hai. Loss ko recover karny k lye ap ko choty choty profit lay kar apna loss recover kar sakty hain.
                                Am he trade say ap apna loss recover nahe kar sakty.
                                Thanks👍
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X