Gold Par News

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold Par News
    jab gold par news hota hai to as main sab ki acccounts wash kar deti hain as main jab gold par news hogi to aap us wakht kabhi bhi trade na karain bohat hi zyada nuksaan aap ko ho jaiyega aur mehnat karo as main achi trading karain
    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold Par News

    Brother ap na achi bat bai ha gold pa jb news ati ha to gold pa trading bht ziada risky bn jati ha ek to tamam pairs mi sa gold phly hi bht fast ha ek hi inute mi gold ki markeet kaha sa kaha jati ha dosra news jb ay to aksar logo k acount wash ho jaty hain kahsosan on logo k jin k choty acount hoty hain is lia hami aisi risky situatuion mi bht soch samaj kr trade lgani chahye
    • #3 Collapse

      Re: Gold Par News

      Ji han yah Baat bilkul theek hai ki Gold per news Gold per news se Murad Hamen use Waqt gold ki trade bilkul hi open Nahin Karni chahie Jis Waqt news Aane wali ho Kyon Kiya Karo Swagat trade open ki Jaaye To Hamara account wash ho sakta hai isliye Hamen chahie ki gold ki news ke Waqt kam AZ kam trade open na Karen
      • #4 Collapse

        Re: Gold Par News

        Dear friend news time ko note karna chahie news ke Waqt market bahut Tej movement karti hai use Waqt rethna open Karen...
        • #5 Collapse

          Re: Gold Par News

          dear friends ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge jo gold hai na yah bahut hi achcha hai kyunki yah gold ek sapera ji jo bahut hi profit de jata hai lekin hamen jo log is per kam karte hain unko soch samajhkar kam karna chahie analyse hokar goldberg kam karen se karte hain to vah kisi kam ka nahin hai isliye gold per trading na karen to best rahega
          • #6 Collapse

            Re: Gold Par News

            han g main apke bilkul theek keh rahey hain k gold aik aisa pair hy jo bhut acha profit deta hy.Lakin yeh bhut hi complicated trading pair hy.Iss per kaam krney k liye bhut zyada experience ki zaroorat hy.Agar bina analysis k trading krtey hain tu loss ho jata hy.
            • #7 Collapse

              Re: Gold Par News

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameerhamza1 پيغام ديکھيے
              jab gold par news hota hai to as main sab ki acccounts wash kar deti hain as main jab gold par news hogi to aap us wakht kabhi bhi trade na karain bohat hi zyada nuksaan aap ko ho jaiyega aur mehnat karo as main achi trading karain
              Assalamu Alaikum Mere Khyal mein agar aap Forex trading business Mein successful Hona Chahte Hain To aapko chahie ki aap kabhi bhi Gold per trade na Karen Kyunki gold Forex trading ka sabse risky bare hai is mein bahut jald Hamare account Khali ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Gold Par News

                Dear my friend ager jisss din usd ki highe empect news ho iss din hum ko gold per tread ko open nahi karna cahya iss say hum ko loss zada bhi ho sakta hay iss liya hum ko news kay bad tread ko open karna cahya iss say hum ko achi maded mill skti hya .
                • #9 Collapse

                  Re: Gold Par News

                  humy gold p trade ni laini chaye ye bht tezi say move jarta hai new beggner ko is say door rahna chye srf curency p hi trade karni chaye ye hi best hai humary liye agar humy success full trader bannana hai to
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold Par News

                    Gee haan gold mein trading.kerna tou waisay bui mushkil kaam hai ahr agar hum news mein iss per trading kertay hain tou humari trade mein risk mazeed high ho jata hai aur hum forex mein achi trading kernay lagtay hain forex ko samajhnay lagtay hain jub bhi gold per trade kerni ho tou news ko zaroor follow kya kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold Par News

                      Jab Gold per news Aati Hai To vah Itna Jyada Karti Hai Itna Jyada Munh karti hai ki koi Soch Bhi Nahin Sakta vah 50 50 Tak Adamant 1 ghante Tak Munh kar jati hai aur Agar Uske bad Ham Kisi dollar per ho ya Uske Kisi related Hai pair per news hota hai to vah Itna Jyada mood nahin karta Hua abhi tak hua Munh kar sakti hai aur 30 per bhi kar sakti hai lekin usse Jyada mood Nahin karvati lekin uska Asar bhi bahut jyada Hota Hai
                      Click On Name And Visit My Journal
                      Naseer953 Trading Journal
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold Par News

                        gold par ham logfo ko chayia ka hm log agr kopi be trade open karna chata ha to ham log knowledg wagra ko istamil karta howa hi open karya aur sath hi ham logo ko chayia ka ham log trade p open karna sa pehla market ko analysis karna ka sath sath aur news wagra ko be read karta owa hi tradewagra open karya is tyra sahi ham log is par ik profitable trade open kar paya gyaa
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold Par News

                          Gold per jub bhi news ho tou bahut zayada logoun ko loss hota hai aur aksar kay tou account wash ho jatay hain aur kuch tou forex mein maheenay kay start mein hi loss ker letay hain jis ki wajah sae unhain forex mein nakaami ka samna hota hai aur woh poora maheenay forex mein koi kaam nahin ker saktay hain iss lye gold mein teade kernay mein aethiat lazmi kerain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold Par News

                            Asalamu Alaikum to all pakistan forex forum members how are you to all hopefully everyone is good . Gold par trade karna itna zayda mushkil or risky kiyo dehkayaa jata hain hamesha yaha forum par? Second agr itna risky hota hain gold par trade karna to sub karty kiyo like junior members senior ko to sub experience hota hain mujy jab tk gold ki samhj ni ati proper m kabi gold par trade nahi karti .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X