indicators ko mostly use kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicators ko mostly use kary
    hamy indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kar sakty hain hum is agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik amm business ke nisbat acha business hain yai aik real business hain
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: indicators ko mostly use kary

    Gee haan forex mein kamyabi hasil kernay kay lye hum indicators ko bhi use ker saktay hain aur jo forex.mein indicators.use kertay hain woh forex mein zayada kamyabian bhi hasil kertay hain aur aap sub ko chahyea kay aap bhi apni trades sae profit hasil kernay kay lye indicators ko use kya kerain
    • #3 Collapse

      Re: indicators ko mostly use kary

      Indicater base trading be buhut zabardast trading hai agar ham ISS Mai experience gain karai aur har indicater ke baray Mai knowledge hasil Kar Lai to ham ISS Mai ache trading Kar sakaingay hamai chaye ke issko ache tarah say seek Lai.
      • #4 Collapse

        Re: indicators ko mostly use kary

        Hello greetings dear fellow aap ki trading aur learning behtreen chal rahi hogi indicators ko use karna best hay analysis mei faida deta hay indicator aap ko market ka tajziya karnay kay liye faida de jata hay indicator so uska use keya jay bad nahi hay sab ka faida hay indicator use karain.....
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: indicators ko mostly use kary

          Amazon Mein chahie kya Hamen Jyada acchi Tarah Se Kam Karen Kabhi Bhi lalach Na Karen ismein Agar Ham Karenge kabhi bhi Honge Hamen kamyabi ke liye bahut hi jyada mehnat karna padta hai aur Hamen ismein bahut hi jyada mehnat karna chahie acchi Tarah Se Kam karna chahie tab jakar Ham ismein jaldi karna Nahin To Kabhi Nahin Ho Payenge padta hai
          • #6 Collapse

            Re: indicators ko mostly use kary

            G han forex trading main kamyabi k lia humain indicator lazmi use krna chaheaye .indicator use krna say hum xiada say xiada profit earn kar sktay hen .indicator use krna say humain pta chlta ha k humain pta chlta ha k kn c currency strong hona wali ha ya week.to ye jan kr hum profit earn kr sktay hen
            • #7 Collapse

              Re: indicators ko mostly use kary

              Dear friend indicators ko understand karna Aana chahie tab hi market ki moment ko samajh Sakenge indicators ka istemal Jarur Karen...
              • #8 Collapse

                Re: indicators ko mostly use kary

                Je han indicators sy ham market ki next position ko predict kar sakty hai, moving average acha indicator hai hamy pehle indicators use kar k observe karty rehna chahe or jb acha entry point mele hamy small lot sy market ma in ho jana chahe, trading ma jald bazi ni karni chahe warna profit ik khawab he ban jae ga,
                • #9 Collapse

                  Re: indicators ko mostly use kary

                  Indicators ko hami chaye k ziada sa ziada use kry agr ham trading mi kamyab hna chahte hain to q k indicator sa trading mi hami bht help milti ha r ham markeet ki movemnt ko judge kr paty hain do trah k indicatir hoty hain leading indicator r lagging indicatilor hami dono ko proper tariky sa samjna chahye agr hami samaj ni a rahi to ksi senior ki help lni chhaye
                  • #10 Collapse

                    Re: indicators ko mostly use kary

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur signals ham ko bhoot c websites per mil jati hien magar in ka bharosa nahi hota h agar ham ko as mien kaam karna h tu ham ko dosro per inhsar nahi karna ho ga aur ham ko as kaam ko seekhna ho ga
                    jab ham as ko seekh lete hien tu ham as mien aram sy kamaee ker sakte hien as lyee as mien hamain her bar koshesh kerna hota h aur meri nazar mien hamain signals b nahi lene hote hien aur na indicators use kerne hote hien hmain sirf apna experience use karna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: indicators ko mostly use kary

                      ham lpogo ko chayia ka ham log forex par indicators wagra ko lazami use karya ik to ham logo ko in ki j a trading wagra ma kafi help mil jati ha ham log is market ko sahi sa analysis kar salkya uar ham log ko chayia ka ham log forex par indicators ko lazami use karya is tyra sa ham logo ko forex ka bara ma kafi knowledg wagra mila gaya
                      • #12 Collapse

                        Re: indicators ko mostly use kary

                        Forex mein agar hum indicators use kertay hain tou humain forex mein bahut zayada kamyabi hasil hoti hai aur agar hum regularly forex mein indicators ko use ker kay kaam kerain gay tou humain forex mein aur bhi zayada kamyabian hasil hoon gi aur humain forex sae income bhi zayada hasil ho gi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: indicators ko mostly use kary

                          Gee han forex main short time main boht zaida earning karny hai phir hum ko ek ek indicator ko sikhna pare ga aap ko pata hona chayie ek indicator ko use karnay k mukhtlaf tarikay hai jo forex k halat k mutabiq use kya jata hai tab yeh acha result daita hai warna loss hi hota hai is liay hum ko chayie jitny forex ki study karte hai utny indicator ki study b ki jay phir acha profit easily bana sake gai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X