Loss say ghabrana nahe chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say ghabrana nahe chaye
    Aziz dosto forex aik aisa buisniss hai jis mai hamai aksar loss hota rehta hai hamai chaye kenuss loss ko ham dil.pe na lai balkai apnainun trades ko daikay jin kai waja say hamai loss hua hota hai uss mai apni ghaltyo ko dhondai aur khatam kar dai takai ham.agli bar ache trading kar sakain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss say ghabrana nahe chaye

    Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai ek Kamyab trader kabhi bhi Logon se nahin Ghabrata Kyon keva loss ko jald se jald recover kar leta hai aur munafa aur loss barabar kar leta hai aur hamen bhi chahie ki Ham Ek Kamyab traders se Mashwara Le aur Hamesha Ek Kamyab trader kohi follow Karte Rahen aur loss Se Kabhi Bhi Nahin ghabrate Kyon Ki loss aur Hamesha Pakistan Forex form ka hissa hai Aur Zyada koshish karen kay aapko loss Ki Taraf Na Jana Pade
    • #3 Collapse

      Re: Loss say ghabrana nahe chaye

      Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien
      as lyee ham ko as mien umeed karna hota h aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien umeed sy kaam karna hota h aur forex mien hamain jab loss ho to hamain gabrana nahi chhaye aur hamain as mien kamaee karna hta h.
      • #4 Collapse

        Re: Loss say ghabrana nahe chaye

        Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein loss se nahi ghabarana chahiye hamein chahiye k hum loss ka samna karen our loss ko accept karen our mazeed mehnat karen our apne loss se learning hasil karen jis main hamari kamyabi hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss say ghabrana nahe chaye

          g han dear apki bat sahi hai k hamen is se loss se ghabrana nhy chaye kyunki fore aik karobar hai aur har karobar mein loss bhy hota hai aur proifit bhy hota hai isilye hamen loss se ghabrana nhy chaye kyunki hamen profit bhy hoga .
          • #6 Collapse

            Re: Loss say ghabrana nahe chaye

            Asslam oalikum dear sir ap ny bahhut AChi baat kahi Hy Umeed krta hon k i ap khariat sy hongi Friend Forex ak bahut acha business hy jis me him jitna acha posting kry gi utna fadda ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Loss say ghabrana nahe chaye

              Forex main kaam karty time hamain apny miind main profit k sath sath ya bat bhi yad rakhni chahiye k hamain ismain loss bhi ho saqta h keunky jab hamain loss ho jata h aur hum mently prepaired na hon to hum kafi dishard hojaty hian jiski wajah se hamari dillchaspi kam ho jati h agar hum profit k sath loss ko bhi mind me rakhyngy aur apni mehenat jari rakhengy to hamain kamyabi hasil karny me koi mushkel nahi hogi.
              Jazak ALLAH ツ
              • #8 Collapse

                Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                Dear friend forex business mn trading kaa Duran app ko loses hota rahta han app log parshan nahn hon app aksar losses kee wajah sa app kaa knowledge mn azfa hota Haa arr app losses saa bhot Koch sakh sakta han arr next time ase mistake par qaboo paa kar teared koo kamyab bana sakta hn
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                  assalamu alaikum dear friends how are you. aap theek kah rahe hain forex mein loss se ghabrana nahin chahie aur profit to business ka hissa hai.vah business hai kya hai jismein avsar prapt na ho agar pariksha mein loss ho to hamen ghabrane ki bajaye mehnat karni chahie aur apne loss ko recover karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                    Assalamu Alaikum dear Forex Mermber aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen kabhi bhi loss se sadful nhe hona chahiye Kyunki loss hota rahata hai aur profit bhi hota rahata hai agar Ham Karenge To Hamen Masjid loss Hoga isliye Hamen chahie Hamen Darna Nahin chahie Kyunki Kahate Hain Jo Dar Gaya vah Mar Gaya uski Ek confidence Mein kam karna chahie
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                      meary khayal sy ap demo pe kaam karo zaida sy zaida or koi b tarika dimagh mein ho tu pehle demo pe e try kry kamyab ho tu fr e kry kuch hmy chahiyeh mehnat kartey hain kabhi bhi dreedy na karna aur forex kaya rules kaya mutabik kaam karain kaam acha karain
                      :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                        Hamai chaye ke forex Mai agar hamai loss ho Jaye to hamai iss say ghabrana nahe chaye aur na he hamai chaye ke ham emotion Mai akar apna Sara balance loss kardai hamai hamesha ISS Mai sabar ke sath kaam karna chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                          duniya k haar busniess main loss hota hian and haar koi apne busniess ko loss main b accpet karta hain forex trading main b loss sy jo ghabara k trade karte hain vo kabi b acha profti hasil nhe karta hain humhain b chahaiye k hum b loss say na ghabraye and achi tara trading ko samjhy achi tara forex trading main learn kare take humhain haar chez ko achi tara samjh aa jy and forex trading main kamyabi b hasil kare profit thora thora accpet kare take humhain b acha profti hasil ho and long time forex trading mai chale ................
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                            ji han losss se ghabrana nhi chahye kyo ky loss forex busssiness ka ayk ahm hisa hai . loss agr ho bhi jae to humy chahye hum apny us loss ko learn krn. humy kisi na kisi wja se loss howa hai to humy chahey ho ga hum us wja ko find kryn aur fir us waja us mistake ko learn kryn. is tra hum next loss se bch jaen gy .
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss say ghabrana nahe chaye

                              Dear friend i totaly agree with you Humain loss say bilkul ni gabrana chaheaye kio k loss k sath sath profit bhe to hota .agr ak dafa loss agya to is ka mtlb ye ni humain hamesha loss ho ga .to loss k dar say humain kam krna band ni krna chahaye .agli dafa better stratgy say hum profit earn kr skain gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X