unsucessful vs successful trader..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    unsucessful vs successful trader..??
    slaam all members..mn ap sy y discuss krna chah rha tha k successful trader aur unsuccesful mn kia ferq hy mery khyal mn successful trader kabi lalich nhi krta kabi emotional ho k trading nhi krta aur wo aik paanning k sath trading krta hy jb k unsuccesful trader hmashalalich krta hy plan ni hota aur us k pas emotions bhot zeada hoty hn..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: unsucessful vs successful trader..??

    Ji han yah Baat bilkul theek hai kis successfully versus successful trader Hamen chahie ki Hamen Agar success ****l karni hai To Hamen posting bhi successful Karni Hogi Kyunki successful posting Se Hi Ham success Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie Ki Nahin Aata knowledge ke sath post n Karen
    • #3 Collapse

      Re: unsucessful vs successful trader..??

      G Han y baat bilkul theak hey successful or unsuccessful tard ho jati is se hmean navirious ho NY koi zarort nhe hy jesa ke kha gia hy posting achi hone chye posting achi ho ge to unsuccessful nhe ho ge
      • #4 Collapse

        Re: unsucessful vs successful trader..??

        Forex mein jub hum kaam kerna shru kertay hain tou hum mein sae kisi ko bhi forex mein koi experiance nahin hota aur hum mein sae uss waqt hi successful aur unsuccessful trader bantay hain aur jo iss mein mehnat sae kaam kertay hain woh forex mein successful hotay hain aur jo mehnat nahin kertay woh unsuccessful trader hotay hain
        • #5 Collapse

          Re: unsucessful vs successful trader..??

          siraf forum se bonus earn karny k ley bahot hi fazul post send ki hay dear app ne, app ko esi post send karni chahiye uestion nii hai yahan py hum just FOREX k about baat kar sakty hain aur rahi baat trading ki tou forex ko bohat hi zyada time dain achi tarhan se
          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
          • #6 Collapse

            Re: unsucessful vs successful trader..??

            Kamyab aur looser traders mai zyada farq nahe hai bas wo un ke aadat mai differnce hota hai nakaam trader hamesha apnai emotions say kaam.laitay hain aur hamesha iss mai lalach kartay hai jabkai kamyab trader aik plaan ke tehat patience ke sath kaam kartay hain.
            • #7 Collapse

              Re: unsucessful vs successful trader..??

              agar hum sucesss gain karna chatey hain to hamy learning gain karne ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai bager pasiaoo ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: unsucessful vs successful trader..??

                Successful trader Jo hty hn wO professional traders hty hn wO fOrex main mehnat se aur experience se Kam krty hn un k Pas Achi strategy aur planing hti ha on the other hand jO unsuccessful traders hty hn un k Pas kOi planing nai hti wO zeada tar experience k bghrr trading krty hn isliy nakam hty hn
                • #9 Collapse

                  Re: unsucessful vs successful trader..??

                  assalamu alaikum dear remember to me the aap sab log khairiyat se kya aap jante Hain ki Ham trading karte hain aur is trading mein do kism ke trader hote hain ek kamyab aur ek nakam trader kamyab hota hai jo hamesha apne senior se guideline neta hai aur nakam trader vah hota hai jo apni taraf se laga deta hai aur na hi market ka analysis check karta hai aur bagair pair ki moment dekar use per trade laga the jiski vajah se usko loss hota hai aur uska Sara bonus West ho jata hai thank you God bless you
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: unsucessful vs successful trader..??

                    agar hum sucess gain karna chatey hain forex mai to hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany zarorat nahi hote yai kabe be band na hony wala business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X