Forex ke liye internet connection kya hona chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ke liye internet connection kya hona chahie
    Bhai aapse Mera Sawal yah hai ki Forex Mein 2G aur 1G kabhi bhi Kam Nahin Kiya Ja sakta Hamare liye ismein Fauji bahut jaruri hai agar Fauji Nahin Hai To Hamen ismein 3G se kam karna chahie Kyunki 3G aur 4G bagair ismein Kam Nahin ho sakta aap kya Rai Denge is bare mein aur Hamen kabhi bhi Wi-Fi se connect nahin karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

    Forex main Aap ko kaam krna ka Lia internat connection acha ho ga tu Aap forex main Aap kaam bi Kar saktay hai aap ka internat connection week ho ga tu Aap ka kaam bi ruk jay gay or Aap kaam nahi Kar saktay iss Lia forex main kaam krna ka Lia internat connection 4g hona chaiy pr Aap tazi say kaam kray gay or kamyabi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

      Normal bhi ho to bhi chal jata hy kio k is my zeada net nai chiya hota hy oing achy hony chiya thory bhot bs our mb ka koi msla naia hy yabhhot hi kam mb khata hy to is liya nor. Al net bhi is my chal jata ahay iur koi isu nai hota hy is my sahi ham kamyab ho jatay hy is my
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

        Forex ke liye internet connection kya hona chahiay gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap achi trading kerny ky liay aap ka internet ky hony say hi Sab kaam ho sakhty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

          G dear ap na bilkol thk kaha forex mi kam krny k lia internet bundle ka hna to bht zarori ha q k is k begair to kam ho hi ni skta agr internet bundle slow ho ga to hami is sa bi loss othana pary ga q k jb ham koi tradind krty hain ksi pair pa r net slow ha to ham agr ksi trading ko profit ko loss mi close krty hain to jab vo vlose ho jati ha hami pta chalta ha k vo loss mi close hoi q k internet slow hni ki vja sa current nmbrs show ni ho rahy thy markeet mi
          • #6 Collapse

            Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

            Je han, forex online business hai ye internet k bena ni ho skta, bahaz dafa internet connection ma signal problem ya dsl ka kio problem ho to hamy es busines ma bhot problem ho saki hai, hamary pass apny internet connection ka backup zarur hona chahe, agr ik connection ma masla ho to ham dosry ko estamal kar lny sy ham pareshani sy bach sakty hai,
            • #7 Collapse

              Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

              G han Forex trading business ho ya koi be online work ho basic cheezu ki zarorat to hoti hay agar ye basic cheezy na ho to Forex business me trading karna be possible nahi hota, internet connection ka hona to zarori hay hi sath me traders ko basic learning karna be zarori hota hay aur acha trader wo hota hay jo trading me basic learning ki aur basic needs ko pori karny ki koshish karta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                G DEAR apki baat sahi hain k hamen forex mein agar kam karna hain to hamen ismien koi acha sa compiter cahye ya to aik acha laptop ho ya to aik bhut hy acha mibile hi jismien 4g ho ya to 3g ho jis se ham acha kam kar sajte hai hain kyunki 1g yato 2g se acha kam nhy hota hai .
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                  g han dear forex main agar ap kam karna k dream karty hein to ap ko chye is k baray main her little say little point ko bhi see karein q k forex main with out internet k good work nahi hosakta hy hum ko chye ho bhi 4g agar hum more say more tradeing y post karna chaty hein ti is main signal k kisi bhi kism k issue n come ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                    Assalamualaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki agar Ham Forex Mein kaam karte hain to hamare pass internet connection bhi bahut hi strong aur Sabhi aap Hona chahie Kyunki fast internet connection Se Hi Ham isme isliye kam kar sakte hain aur vah hai 4G lekin Agar 4G Nahin to 3G bahut jaruri hai
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                      merye minde kay mutabiq to internet connection jo aap ko bbehter lagye wohi hona chiye kaun kay forex main internet ka har time apky pass honaa baaht zaroori hai kyun kay forex main trade check karnaa pertaa hai ager inrternet nahii hooga to ap agye kesye baher sakty hainbehter ye hai kay ap mobile internet ka istmal karyn to ye behter hain bs net speed honi chiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                        Gbbelkul hona chaye ye to basic requirements Mai say aik hai ke app ke pass jab app market Mai trade Kar rahai ho to acha da net connection ka hona lazmi hai iss letter bagair app trading nahe Kar saktay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                          ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai ki Hamesha acche se kam Karen aur Hamen is mein kam karne ke liye internet connection ki jarurat Hoti Hai Kyunki idhar internet connection Nahin Hoga vahan per Forex trading Mein Kam Nahin ho sakta Kyunki yah Ek online business hai jismein online hi trading Kiya Ja sakta hai
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                            dear brother aapki baat bilkul Raj Dekhe Forex trading Mein kam karne ke liye internet connection Ka Hona Jaruri hota hai agar Hamare Paas internet connection aur Fauji spotted Nahin Hoga To Ham ismein Nahin Honge aur Hamen chahie ki Ham ismein Apne Winkle ko Fauji spotted rakhen Tu Hi acchi Tarah kam karte rahenge aur 4g so best Jan kya ja Santa hai
                            Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                            :1f4af:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ke liye internet connection kya hona chahie

                              hello friends main ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge friends baat ho rahi hai ki shrugs online business per kam karne ke liye forex ko internet ka connection kaise chahie main kahana chahunga mere pyare bhai internet connection 2g yah 1g tu chalta nahin hai kyunki isko kam se kam 3 ji yah fauji ka connection chahie jab tak acchi speed nahin milegi tab tak connection kam nahin karega net kam nahin karta iske alava ptcl bhi chal jata hai. sal ka jo connection hota hai vah bhi chal jata hai koi masla nahi hai usmein zyada net use nahin karta lekin isko speed puri chahie hoti hai main kahana chahunga ki aap koi bhi connection use kar lo uski speed acchi ho 1g ya 2g mein na ho kam se kam 3 g men ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X