Indicators kya hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators kya hain
    Asslam alikum dear members main aap sab se yah puchna Chahta Hun Ki indicators kya hote hain aur in Se Kya Maloom hota hai please aap Iske bare mein Mujhe knowledge den.
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators kya hain

    Forex ma bhot sary indicators available hai, ham apni choice k hesab sy ik ya do use kar sakty hai, indicator hamari help karty hai k trade open karny sy pehle ham market ki next position ko predict kar saktya hai, indicator hamari trade ki kamyabi ma eham kardar ada karty hai, hamy tb he trade open karni chahe jb indicator hamy clear signal dy rahy hu,
    • #3 Collapse

      Re: Indicators kya hain

      Indicators on signals ko kaise hain jinko Ham Dekhkar trade Lagate Hain matlab yah ke market ko analyse karna Hamen indicators Ko Dekhkar hi trade Lagani chahie
      • #4 Collapse

        Re: Indicators kya hain

        Indicater pr kam krna shai naia hy us my hamaya msly hory hy is liya hamaya indicater pr kam naia rkna chiya hamaya chiya k ham apanay ind8ctaer pr kam na kry our ham shai us my relex ho our khod ham chart prhna sekhy agr ham khod chart ko oarhna ham sekh jaye gy to tb hi ham kamyab ho sgy gy our ham kamyab ho jaye gy is my
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: Indicators kya hain

          Indecators ke help laikar hum apne trading plan kar sakthay ahy our ise say hamara trading hotha hay forex trading k liay buhut say indecators hay jis may sab say best RSI indecators hay jo k trade open karnay k liay buhut madadgaar sabith hotha hay.
          • #6 Collapse

            Re: Indicators kya hain

            aap nay acha topic select kia ha new traders ko forex trading may start say pahlay market value kay indicators ko samajna chaey indicator kay zariaya values ka up diwn ka mahloom hona lazami ha agar indicators ka bahtar knowledge nah ho tu trade loss ho sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: Indicators kya hain

              Is waqat Forex main bht saray indicator moujood hai sub k apnain khosisaiyat or drawbacks hain. Agar aap Forex main technical analysis main kamyab hona chahta hain to indicator k baray main knowledge hona bht zaroori hai. Yeah aik qism k mathematics calculator hotay hain Jo aap ko upcoming movement k baray main hint detay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Indicators kya hain

                indicators kya hote hai yeh mien bhy nhy jnta kyunki meij bhy aik new meber hn aur mujhe bhy iuske baare mein knowledge nhy hai jab mujhe knowledge aega to inshallah mein apko bhy knowledge doonga thank you.
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators kya hain

                  Indicater simple maths calculations hai iss konuse karkai ham ye pata laga saktay hain matlab market ko predict kà saktay hai ke abi narket kaha jayege aur uss ko daik kar uss hosab say ham apna trade place kartay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators kya hain

                    Ji Bhai Main Apna knowledge indicator ke Hawale se share karna chahta hun key indicators signals ko Kahate Hain Jo Ek line of action hoti hai ki market is Taraf Ja sakti hai bus ek line hota hai Jisne market movement Karta Jata Hai To vah indicator Banta Jata Hai Vahi line infection Hoti Hai indicators
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators kya hain

                      Aoa umeed hy ao sab thk hongy pakistan forex aik international trading platform hy hamain chahey hm din raat mehnat say kam krei aur esa kam krein jis mein hmra faida ho yh aik esa platform hy jis mein hamain bht ache earning ho sakti hay aur hamain earning krnu cahey aur isky ilawa hamain cahhey hm market ko analyse krkry he trade krein market ko analyse krna bht zrori hy aur isky ilawa hamain chaey hm soch smjh k trade krein aur ache trade krein aur hamia chaey hm esa kam krein jisy sab loog forum mein pasand krein

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X