treading karty waqt namaz na choro
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: treading karty waqt namaz na choro

    G dear ap ka bahut acha sawal hy forex e hamy jitna bh mushkil kaam ho laken nemwz ko na eave kro
    Dearvjisa bh ho forex ki sath sath nemaz ka time table bnao
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: treading karty waqt namaz na choro

      Dear ar ap ny bhutt hi achi baat ki hai jis tarha hum din raat mhnit karkay kaam kar rhy hn humen us duran namaaz bhe ada karni chahy taky humaray razzk mn barkat ho forex kay hr member ko chay kh woh din mn five time namaaz ada kren ar apny Allah ko bhe khush raken hum is arzi dunyan mn bhe rah kar neek amal kay zariay apni akhrat ko bhe sanwar skty hn
      • #18 Collapse

        Re: treading karty waqt namaz na choro

        mah-sah-ALLAH dear ap nay bhot hi achi bat ki ha zaberdust kahss hum sub is bat ko samhaj saky k ya dunia to akhrat ki khati ha ya sub kuch yaha per hi rah jana kese k sat ager kuch jay ga to wo han naik ammal so as a musmlim humy cahiy k hum pabandi k sat 5 time namaz zaror pery kun rizq to jo humry liay likh dia gia wo to zaror melna ha .
        • #19 Collapse

          Re: treading karty waqt namaz na choro

          Absolutely Right bro ap koe bhi kam krty han to apny rab ka shukar krty rahe ur apka rab apko phly se zeyda munafa milly ga beshak allah deny wala ha ap log dill lga k mehnat kry ur ap ko profit milly ga
          • #20 Collapse

            Re: treading karty waqt namaz na choro

            MashaAllah bht achi bt ki apny namaz to kbi b ni chorni chahehy chahehy kuch b ho jy namaz prhen r dua kren to Allah apko bht achi earning den gy itni ziada k apky sary dreams pury ho jy gy bs Allah sy dua kren r dil sy mehnt kren Allah apko zaror kamyab kry ga
            • #21 Collapse

              Re: treading karty waqt namaz na choro

              yes my dear hamen chahie ki hamen trading karte Ho aur namaz ko bilkul bhi nahin chhodana chahie kyunki namaj mere upar panch waqt farj hai aur aur sath hi sath hamen chahie ki namaz par jyada focus den aur Dua Karen ki hamare trade profit mein a jaaye aur hamen tabhi achcha profit milega jab hamara connection Allah ke sath dost hoga thank you God bless you all
              • #22 Collapse

                Re: treading karty waqt namaz na choro

                Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne mashAllah bahut ache bat share ke hae forex main hum kam to karte hain lakin hamen cahiye ke hum sath ke sath namaz bhe parh liya karen or hamen cahiye ke hum trading karte waqt agar namaz ka time ho gya hae to pehle hamen namaz parhne cahiye
                • #23 Collapse

                  Re: treading karty waqt namaz na choro

                  aslam o alikum bro ap nay bhot achi bat ki ha humay apna dunya kay kamo kay elwa namzaz b prni chia jo kay es dunay kay kamo say bhot best ha or humay agli zindge main b namz nay he sath dena ha namaz prty time humay apna bussniess k lia dua krni choa rab humra sath day gay inshallah or apna lia or dosro k lia bhot sari dua krni chia ameen
                  • #24 Collapse

                    Re: treading karty waqt namaz na choro

                    Problem soti hai vah Log Yahan Par Jyada acche se business complane nahin kar sakte hain long time earning karne ke liye hamare pass good level ka profit Hona Achcha hota hai Hamen chahie ki sabse pahle Ham market ka analysis nikaalne Uske bad Yahan per investment karne ke liye aaenge acche wala planning wala kam hota hai yah Ek acche wali baat hai kya Jo Log Yahan per kam karne ke liye Jyada risk Lete Hain
                    • #25 Collapse

                      Re: treading karty waqt namaz na choro

                      Agar Hamen is samay achcha trading karenge To Hamen ismein achcha banaa Sath Ho payega aur Hamen trading karte waqt Ko Nahin chhodana chahie Hamen trading Ko chhod Dena chahie balki Nirmal ko kabhi bhi nahin chhodana chahie Agar Ham Ko chod Denge To hamara trading mein bahut hi jyada nuksan ho jaega Agar Hamen trading Ko Nahin chhod Denge aur namaz per jaenge To Hamen bahut hi jyada fayda Hoga hamara fayda Hamen dekh Kar Bhi Jayega bad Mein Allah hamara munafa sambhalta Hai
                      • #26 Collapse

                        Re: treading karty waqt namaz na choro

                        A.o.a g trading karty waqat nemaz na chory g haan nemaz musliman ki miraj h or nemaz her halat mein farz h or nemaz kamybi ka rasta h ager hum apny bussiness mein kamyabi hasil kar skty h tu sirf or sirf nemaz sy hmye trading karty hoy nemaz nhe chorni chey
                        • #27 Collapse

                          Re: treading karty waqt namaz na choro

                          ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai kya trading ke Waqt Ham namaj Ko Na chhode aur Hamen chahie hai kya mis Mein posting Bhi Karte Rahe aur apne sare friends ko bhi pura karen to hi Hamen ismein se dar nahin kar Payenge aur bahut hi Achcha member bhi band Karenge Forex trading ka
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #28 Collapse

                            Re: treading karty waqt namaz na choro

                            Goo Afternoon Friends
                            ham jab is main kam karte hain to isain namaz ko nahi chorna chhaye namaz ko zaydaa inmiyat dena chahye aor ham ko is main quality wale posts karne chhey is man daily posting karna chhye oar is mein ham ko mehnat bhi karna hoga is mein ham kamyb ho ksat hein oart is mein daily posting karna chhye is main ham ko daily 50 posts kar ne chhay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: treading karty waqt namaz na choro

                              haain trading karte hoe kabhi bhinamaz ko nhe chhorna chaihiye kykay namaz main hi aankho ki thandak hay. posting karna buhat mushkil ho gyaa hay ham postsing karne ke baad buhat hi upset feel karte hain agar ham posting ke baad namaz ada karain to phir hamain is mian freshness feel ogaa aur agar ham trading main loss le rh hn to agar ham namaaz parhnay ke baad trade ko dekhainagy to wo INSHALLAAH pofit main hoagaa. yahee hoti he namza ki ehmiyaat.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X