Traders aksar yeh practice karty nazar aaty hin ke inko jab market mai loss ho raha hota hai tu phir woh apni trade ko loss mai he kafi ziada time kay liye hold kar laite hain aur baz time per tu iss trah ke loss wali trade kafi din kay liye b open rehti hai . traders ko apni loss wali trade maire khayal say ziada hold kar kay nai rakhna chaiye aur stop loss set kar kay trade karna chaye .
iss baray mai app b apna experience share Karin.
iss baray mai app b apna experience share Karin.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим