loss with the new members
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: m4076059 پيغام ديکھيے
    assalam.o.alikum hey guys i want to know that nooksan say khsy baj sakty ha new members if who person to know that please share with us:confused::confused::confused:
    Dear Brother ! Ap hosila na choro ya bat sahi ha ka new traders se jazbat ke wajah se loss ho jata. mager Ap ko chahiya apny ander saber rakhy or trade karny se pahle ak month khob jam ka demo account par kam kary or kuch professionals ke raye lay or pher trade kary is tara loss ka chances bohat kam ho jaty han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      New memebers aksar loss kar jate hin because un k pas thori si malomat aur thora sa experience hota he aur wo chahte hin k buhat ziyda earning hasil karin. Jeise jeise humin ziyda time hota jata he to humin ye moqa bhi milta he k hum es business min se kafi bari earning kar sakin with complete control.
       
      • #63 Collapse

        Dear sir forex trading business main loss hona koi bari baat nahi hay yeh aik risky and hard business hay, but agar aap nay loss say bachna hay to aap with big capital say low volume ki lot lagain and trend ko follow karian, to es terhan loss ka risk kam ho jata hay.
        • #64 Collapse

          g bhai jan ye zrori ni ha kay jo new user aty hen unko loss must hota ha aesa bilkul ni ha ye apky knowlidg pay dipant krta ha kay ap is men kitna secsecs hen..
          • #65 Collapse

            Loss se bachne k liye pehle learning ki jae phir forex main kaam karain. aor market trend ko dekhte hue trading ki jae aor greed se bacha jae to loss se bacha jaa sakta hai
            • #66 Collapse

              hmmmm new members ko chahye ky wo loss sy bachny ky liye kisi expert ky sath mil kar kaam karen jitna zyada ho saky or jab fully trained ho jayen to phir khud sy trading start karen
              • #67 Collapse

                new members ko loss honey key ziada chances hotey hein,kun keh new banda itna ziada knowledge hasil nahein kerta aur ziada kamaney key chakar mein loss kerta jata hai.
                • #68 Collapse

                  forex trading mai ap loss sy is surat mai bach skty hain k ap ko forex trading k demo account mai ziada sy ziada trading krni chahiye is sy ap market analysis bhi kr lety hain or ap loss risk kam kr lety hain.
                  • #69 Collapse

                    jb new member forex pe kaam krtey wkt loss hta hai jb insan k pass experience oor knwldge aa jata hai tuu loss k chancess khtm ho jatey hn..
                    • #70 Collapse

                      Yes of course that the most of the new trader losses there money. I think that the main reason the people's have the no proper knowledge and skill. This is the main reason.
                      • #71 Collapse

                        ager app new user ho or app chate ho kay app loss sa bach jao to app ko asa karna ga ho ga kay ap na sab sa phale apni trading ki knowledge ko acha bana ho ga jab app ki trading knowledge ache ho jae ge to pir app demo account ko time do is tra sa app kay kam acha hoga
                        • #72 Collapse

                          Walaikum Assalam, well my dear friend, Forex trading ka business ho ya koi aur business ho uss mein humein losses tou face karnay he partay hain aur hum apnay losses ko khatam ya kum karnay kay leay uss kaam mein hard work aur maximum learning aur practice kartay hain jiss say hum apnay losses ko kum say kum kar saktay hain...
                          • #73 Collapse

                            new member ko chaye k wo first of all demo pe ziada se ziada practice karen or market ko understand karen or apni mistakes ko control karen or apni mistakes ko detect kar k correct karne ki koshish karen or forex ka complte knowledge lay k phr real trading start karen taa k unka loss na ho
                            • #74 Collapse

                              Aap ko sab say pehla yeh karna chayehe keh demo account main practice karain aur forex key rules aur is ki strategies ko follow karain. Jitni ziadah aap ki demo account main practice ho gi utni hi aap ki investment mehfooz rahay gi aur aap loss say bachay rahain gey. Aik aur bat keh during the trading, kabhi bhi tension main na hon aur confidence loos na karain, warna aap key decisions correct nahi hon gey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes mostlay new members jo forex mein atay hain to wo lalch mein par jatay hain q kay itna experience nahi howa hota to wo risk lay laitay hain jis ki waja se unko loss ho jata hain aur phir nakam ho jatay hain asa nahi karna chae balkay learning se hi trading karni chae koi new trader ho ya old aqalmandi isi mein hai lalch nahi karna chae

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X