Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.
    Dear All Jese Ke Hum Sab Forex Me Mehnat Karte Hain Sabar Karte Hain Skills , Knowledge, Experience Sab Hone Ke Sath Sath Humey Khud Par Trust Nai Hota Ke Hum Kar Skte Hain Ya Ache Ki Umeed Kam Hoti Hy Or Loss Ka Dar Zada Hota Hy.
    Me 1 Baat Janta Hunk E Humey Sirf Ye Sentence Yad Rakhna Chaiye Knowledge, Experience, Skills, Sabar, Mehnat, Planning Ke Sath Sath Ke (We Can Do!) . Bsss Q Ke Hum Karskte Hain Or Krengy Loss Bhi Hoga Aj Tou Kal Profit Bhi Humy Hee Hoga.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

    Gee bilkul jab hamaray pass forex k bare main seb kuch hota hai lekin phir b hum ko loss hota hai hum forex se khush nai hote is ki ek wajohaat hai k hum apny umeed achi nai rakhte jis ki waja se hum ko loss hote hai is liay hum per umeed ho kar forex main profitable trading ki koshash karny chayie
    • #3 Collapse

      Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

      Umeed niat achi nahi tu mehnat karna bakar hai forex main kaam krna ka Lia Aap ki niat achi ho gi tu aap mehnat say kaam Kar ka acha profit ki umeed Kar saktay hai aap ki niat achi nahi ho gi tu aap ko mehnat karna bi bakar hai Aap ko àchi niat sat kaam nahi krtay tu Aap ko acha profit ki bi umeed nahi krni chaiy Aap ki niat achi say mehnat kray gay tu Aap ko kamyabi hasal ho gi iss Lia umeed acha ki tab kray jab niat achi say mehnat krtay hai mehnat achi niat say nahi kray gay tu loss hi ho ga niat achi ho gi tu aap achi niat say mehnat kray gay tu Aap ko kamyabi hasal ho gi
      • #4 Collapse

        Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

        Agar Hamen Kisi Kaam ka ummid Nahin Hoga To Hamen is mein kabhi bhi achcha knowledge Hasil Nahin Hoga aur Hamen is Mein Kabhi Bhi Jyada munafa Nahin Hoga main ismein chahie Kya Main Tumhen bahut hi jyada mehnat Karen ismein kabhi bhi knowledge Ko Nahin istemal Karen Jyada istemal Nahin Karen aur Hamen FIR Main Apne knowledge ko kabhi bhi istemal nahin karna chahie
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

          niyat achi honi chahiye or jitne bi traders forex me kamyab hote hain wo apni niyat ko acha rakhte hain tub hi wo forex me successful ho pate hain so agar ap bi forex me successful hona chahte hain to ap ko bi apni niyat achi rakh kar kam karna ho ga ta k ap bi forex me successful ho sake.
          • #6 Collapse

            Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

            dear g han hum ko chye agar hum apni luck ko change karna chaty hein to is main more say more struggle ko apni life k aim bana lena chye after that hum ko good ideas ko mind main raise karna chye so hum ko chye forex main struggle ko maintain rakhy rahna chye agar luck ko really change karnay k dream rakty hein to.
            • #7 Collapse

              Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

              Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex mein hamesha achi umeed rakhen or achi soch k sath Kam Karen kiun k agar umeed achi nahi ho gi to results bhi achay nahi ayen gay es liye jitni ziada ap umeed rakhen gay utna hi apko faida he kiun kay umeed pe hi duniya qaim hai
              • #8 Collapse

                Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

                han bilkul ap sahi kah rhy ha ham logo ko kabhi be umeed nai chorni chjayia ku ka agr ham log agr trading wagra karna chata ha to ham logo ko chayia ka ham log is s ahamesha hi acha ki umeed rakya aur ham log ya umeed rakyaka ham logo ko profit hogatab hi jayakar ham logo ko profit be hoga ur ham log acha trade wagra open kar paya gaya
                • #9 Collapse

                  Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

                  Bilkul esa he ha k aamal ka daromdar niat py ha forex m niat saf rkhni bht zrori ha is m koi b kisi ko dhoka na dy r na he glt guide kry kisi ko blky agr koi help mangy to sachy dil sy r naik niyati sy uski help kry Allah iska ajar zaror dy ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Umeed (Niat) Achi Nai Tou Mehnat Bhi Bekar Hy.

                    Ji Assalamu Alaikum Mere Pyare dost Jaisa ki aapane kaha hai ki ummid aur Niyat acchi ho to hi Sab Mumkin Hai Varna mehnat bekar Hai aapane bilkul sahi kaha mehnat ke sath sath liya to remind acchi honi chahie aur mind fresh Hona chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X