Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae
    Assalamu ALiakum my dear friends main umeed karta hun ap sab thek hon gy forex aik esa business hae jis main apko profit bhe hota hae to loss bhe hota hae lakin aik aam trader loss se pareshan ho jata hae lakin aik kamayb trader hamesha loss ka samna karta hae q ke aik kamayb trader asal main loss ko bhe apna faida samajhta hae q ke us se usko apni mistakes ka pata chal jata hae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

    G han kamyab aur expert trader ki pehchan yahi hoti hay key us ko agar trading me big loss be ho jaye to himat aur jurat se es ko face karny ki quality esy traders me majood hoti hay, jab key new traders small loss hony par be pareshan ho jaty hey aur trading loss key bad pressure key sath karty hey kamyab traders ki tarha har trader ko loss ka samna jurat aur himat se karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

      Gbbelkul aik experience trader kabi be loss ke waja say pareshan nahe hota balkai wo har cheez ko daik Kar sahe faisla karta hai agar loss ho Jaye ossay to wo ossko recover karnai ke koshish karta hai sahe tariqay say.
      • #4 Collapse

        Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

        ji mere pyare bhai aapki baat bilkul right hai ek kamyab trader apne kiye kiye hue loss ka himmat se samna karta hai apni jarurat se samna karta hai kabhi kabhi har nahin manta hamesha hi himmat aur jarurat se loss ka samna karta hai aur dat ke kaam karta hai mehnat se kam karta hai kyunki jo ek kamyar trader hota hai usmein kafi himmat hoti hai acche tarike se vah kam karta hai uske pass kafi knowledge hota hai experience hota hai isliye main kahana chahunga aap bhi los ka himmat aur jagat ke sath samna karen acche tarike se kamyabi hasil karen
        • #5 Collapse

          Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

          himmat aor juuart k sath loss ko handle kert hai.laikin bro men apko aik bt bta don k jo loss ata hai to wo ata hai zroor apni gaklti sy.is liye hamen chye k ham loss ko any he na den aor koi bjhi ham galti na kren ager ham choti si bhi galti kren gy to ham, is men nakmi ka samna ker sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

            Aapane Sahi kaha hai ki ek Kamyab trader Hamesha Himmat Aur zurat Ke Sath trading ka muqabla karta hai aur usko jo bhi nuksan ho jaaye uska Mukabala karta hai aisa hi Hona chahie Hamare andar Apne kam ko Karne Ka jazba Hona chahie
            • #7 Collapse

              Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

              G dost forex me aik acha aur kamiyab trader loss ka samna himat se aur jurat se karta ha forex aik business ha aur business me loss hota rahta ha Jo log loss hone ki wajah se mehnat karna chor dete ha aur himat haar dete ha wo kabhi forex me kamiyab nahi ho sakte is liye hame loss ka damn himat ke sath aur jurat ke sath karna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                G bilkul thek kha apny forex kmzor dil waln k leay ni ha blky is m kam krny k leay bht himmt r sabr ki zrort hoti ha jo trader sabr sy kam lety hen wo hamesha he kamyab hoty hen r jo dr dr k trade krty hen k loss na ho jy wo hamesha nakam hoty hen
                • #9 Collapse

                  Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                  G Dear ap ny bahut AChi baat kahai hy forex expert kabhi bh apni jazby ko khatum nh kerta hy bilky jazby ki sath sath kam kerta rahta hy
                  Dearr forex ak international business hy jis me different people bahut mahnat sy forex me kaam kr rahy hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                    Salam to all ji mere dost aapane bilkul theek kaha hai ki kamyab trader hi loss ko himat Se bardasht kar sakta hai Kyunki usko pata hota hai ki agar abhi Mujhe Loss Ho Gaya to main isko recover karne mein mehnat Karunga aur apne los ko recover Karke Dobara se market se ek Achcha profit Hasill karne mein Kamyab ho jao ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                      Asalam-o-alikum dear ap ny bhut achi bat share ki hy ma ap ki bat se mutafiq hun forex aik business hy jis mein loss ya profit ho jata hy , magar humy loss any par preshan nahi hona cahaiye balkeh mehnat se kaam karna chahiye aur loss ka dat kar jurat se muqabla karna chahiye phir he hum forex mein sahi tor par kamyab hun gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                        ji aap bilkul theek kah rahe hain ki ek successful trader himmat aur jarurat ke sath last ka mukabala karta hai loss hone per hamen tension nahin leni chahie balke patience se kam lete hue mehnat karni chahie jisse ham apne loss ko recover kar saken
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                          Aik kamyab tradar hasmsha Himat or jurat say loss ka samana krta hai un ko jab bi loss hota hai wo kabi Himat nahi harta or apni Himat say or acha trada krtay hai or kamyabi hasal krtay hai Jo log Himat or jurat say kaam nahi krtay wo jaldi Himat har jata hai or trade karna chor datay hai iss Lia kamyab trade ko jab bi loss hota hai wo Himat say or acha kaam kartay hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                            Asslam Alekum All Members Umeed Hai Ke Aap Theek Thak Honge
                            Boss Aapki Bat Right Hai Jo form Mein kamyab hote hain vah kabhi bhi ismein nahin darte hain mat Kar Ke samay kam karte hain aur himmat unko kamyabi milati Hai To unko chahie ki vah ismein himmat karke kamyabi hasil Karen jitna jyada ho sake isme himmat karo aur mehnat Ke Sath kam karo FIR aap ismein kamyab Ho jaaoge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik kamyab trader hamesha himmat-o-jurat se loss ka samna karta hae

                              Senior member ko chahie ke leta hai to vah ismein bahut mehnat Kare Dil lagakar kam Karen aur apne experiences Mein kam Karen trade lagaen Kaise lagaen ke Lagane se pahle market ko nirdeshit Karen aur usmein plane plane Banakar plant ke mutabik Kis Mein kam karna Shuru kar de aur job posting Kar Raha Hai Tu apna experience posting Karen aur usmein apne dimag lagakar acche acche post likhta keva ismein acche se kamyabi Hasil Kar Paye
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X