Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

    Assalam walekum Pyare Sathi aap bilkul theek kah Rahe Hain Ki Kuchh Is Tarah Ke member hamare pass bhi Hain Jis Tarah Ke Akram ho gaya hai vah loss ke dar se trade open nahin kar raha to main aapse Yahi kahunga ki aapko chahie ki dharna bilkul Bhi Nahin train lagaen Dil kholkar Lagaya aur apne senior se ko follow Karen Kabhi Na Kam Nahin Honge Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

      koi b busines sho us main kamyab honay k liay ap ko sub say to aik bari investment lay ker ana hoti ha or us k bad ap nay apny business ko kamyab keny k liy mehnet say kam kena hota ha asy hi forex mian kamyab hony k liy ap ko sub say phly forex ko learn kerna hota ha jes say ap ko trade kernay mian asani rahy gi or ap ko loss b kam say kam ho ga .
      • #33 Collapse

        Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

        Hamen kabhi bhi loss Se Nahin Darna chahie Kyunki loss trading ka hissa hai agar Hamen loss hota hai To Hamen profit Bhi Hoga lekin profit tab Hoga Jab Hamen bahut Achcha knowledge or experience Hoga FIR ham har trade ko bahut hi ache profit main Badal sakte hain
        • #34 Collapse

          Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

          Dosto hme loss se preshan ni hona bakeh sabro tahamul k sath trade lgana h aor mehnat krni hai
          • #35 Collapse

            Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

            ji haan Mere Pyare bhai aapane bahut hi Achcha Sawal kiya hai aur main aapki baat ko manta hun Hamesha Forex forum Mein Kaam Karte Hain To Hamen chahie hai ki trading ke Waqt kabhi bhi Logon Se Na Dar hai agar ham log se dar Jaenge To Ham Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge isliye Hamen se Darna Nahin chahie datkar Mukabala karna chahie to bhi Ham ismein Kamyab trader ban sake ge
            PAK ARMY ZINDA ABAD
            • #36 Collapse

              Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

              Ji sar aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Chhed ke lalach Se Kabhi Bhi Nahin chahie Kyunki trade Na Kabhi Humko Achcha hone se Milta hai aur Hamen Kabhi loss bhi hota hai agar Ham Apne dost ko recover karna Sikh Jaate Hain To Hamen Har mahine Achcha profit Milega aur Hamen kam hai abhi bhej jaldi se jaldi Mil Jayega thanks
              • #37 Collapse

                Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                Haryana kabhi bhi loss Ke Darpe trade Kaun Nahin rokana chahie Hamen Apne Ko Jari Rakhna chahie Agar Main accha prapt bhi ho sakta hai aur aap ki bhi jarurat Hoti Hai Tabhi ho sakta hai aur sakti hai
                • #38 Collapse

                  Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                  Yehi samajh sakte hain ap kyun ke start me har kam thora mushkil hi hota hai aur forex me agar starting me hi loss ho jaye to us ka dukh sehna bohat mushkil hota hai lekin is me ap phir bhi risk lena hi parta hai is liye apko is me darne ki zaroorat nai hia aur start karen allah ke nam se.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                    Assalam o Alikum,
                    Wo khty hein na jo drr gya wo smjo mrr gya, trading ma b kuch asa e h jo members trade lagany sa phly hi drr jaty hein khein hmein loss na ho jay ya hmara account wash na ho jay to asy members pir kbi b na trade laga sqty hein r na profit kama sqty hein, trading h e ak risky r on luck krny wala bussiness, es liye hmein full confidance k sat bagar kisi tension k trading ma hat dakana cheaye r mehnet krni cheaye.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X