Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

    Good Afternoon Friends
    Ham jab is main loss apna trade isi liye nahi karna chhae kee hamne os main loss ho aur hamne is main kabhi bhi losses ke dar se tarding ko chorna nahi chahye to hi ham is main iak kamyab tarder ban skate hain aur is main loss se nahi darna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

      Assalam walekum Pyare bhaiyon ummid karta hun aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki love ke dar se trading ko open karne se hare Krishna roken Kyunki Dana Insan Ko Nahin chahie ghar ko Apne Andar Se nikal do
      • #18 Collapse

        Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

        Jb hmy koi achi trade ni mil rhi ho to hmy sisky trade ni lani chahy is sy hmy loss ho skta hy hmri trade asi hmra account wash bhi kra skti hy is liy hmy trade sy pehly analyses krna chahy
        • #19 Collapse

          Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

          Ji nhi dear me loss ki darr se kabhi trade clsoe nhi krta . blky mery pas ayk stretegy hai ky jab meri trade profit me run hoti hai to me apni trade ka stop losss entry ky agy set kr deta hon profit me. to jisy hi meri trade entry ki side waps move kry to meri trade ka SL profit me hit ho jata hai to is tra mujyy loss nhi hota na mujhy khud trade bnd krna prti . Drr ky trading nhi krni chaye . dr ky trading krny waly aksar profit ko dismiss kr dety hain.
          First LEARN Then You Can Remove The "L"
          • #20 Collapse

            Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

            dear sab sy pehly ap ko loss ka dar nahi hona chaheay kyon ky forex business ho ya koi bhi dunia ka business ho ager ap dar ky usy karain gay tu ap ko kabhi iss main success nahi mil saky gee is leay full confidence main trade karain ager loss bhi ho tu tention na lain kyon ky jab ap business karty hain tab loss bhi sath stah chalta hai is lea ap ko full yakeen ky sath aur bgair fear ky trading karni chaheay.
            • #21 Collapse

              Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

              Assalam O alaikum, ap ny thk kaha k kch Forex trading mai knowledge km rkhty h, aur wo drty b hai k nuqsan na ho jae, aur unka account chota hta h, is liy wo loss Ki wja sy trade ni lgaty, hmai chahye k Hm Forex trading mai knowledge aur experience hasil kren phr hm acha profit hasil kr skty h.
              • #22 Collapse

                Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                Asalam-o-alikum dear ap ny bhut achi bat share ki hy sir forex aik bhut he risky business hy ya apko zayada profit bhi de sakta hy aur apka account bhi wash kar sakta hy es liye humy es mein ehtiyat se kaam karna chahiye magar loss any ky dar se humy treading ko nahi rokna chahiye ku ky agar hum es mein risk nshi len gy to hum kamyab bhi nahi ho payen gy
                • #23 Collapse

                  Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                  Asalamu Alaikum . Gee bilkul kush loog loss k dar ki waja say trade hee nahi karty hain wo ye nahi janty k forex trading m loss is a part of the business . Jab tk hum trade nahi kary gy hum sehky gy kesay without trade hum kbi experience hasil nahi hoga .is liay jo log loss say darty hain unhy chaye wo demo par practice kary taky samhj aye .
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                    My friends Jithnay be new members hay tho sab ko start may ye masala hotha hay k wo koi be trade open karnay may buhut jijak mehsoos karthay hay our dathay hay lekin agar aap apnay aap par barosa nahee karangay tho aap ko kabhi be ache experiance nahee hoge is liay himat se kam len achi trade krne ki koshisg kre ap ko kabhi bhi loss ni aae ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                      Assalam alaikum dear forex ak bahut acha business hai us main trading ka ak waqt hota hai ham her waqt trade open nea kr sakta kiun ka jab market ka pta ho ga ka ab opar ya necha jaye gi tab he ham trade lagain ga nea tu lose ka bahut chances hota han
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                        I think agr aap drte Hain trade lgane see to mtlb learning aur practice mein kmi hai issi liye confidence nahi hai aur kamyab nahi hue to complete kren apni learning aur practice kren aur km amount use KR ke bhi check kren trade lga kr
                        • #27 Collapse

                          Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                          Main To Bhai ismein new Hun Main Kya information De sakta hun Iske bare mein mein koi bhi information Nahin De sakta Hamen chahie ki Hamen ismein Darna Nahin chahie ki Claus bhi iska hissa hai agar Ham darte Rahenge To Hamen Koi fayda Nahin hoga
                          • #28 Collapse

                            Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                            bhai jan ap ny bari achi bat ki hai or bot se mambers loss k ar se achi or miyari trading he nahi kar pay un ko lgta hai k un ko loss he hoga or ho bhijata hai tu un k liye mera yah kana hai k jitna p loss se darengy otan he loss ko face karna parhy ga or apko jub jub loss hoga otna he apka darbarhta rahy ga tu ap dar kar kbhi bhi trading na karen aghr ap ko zyda achi tradng nahi ati tu kam invest k sath trading karen ta k apko trading k bary main expiernce milta rahy
                            • #29 Collapse

                              Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                              g nahi bhai jaan main tu kabhi bhi loss se nahi drata and main ap sab se ye hi kaho ga ke hamein chahye hai ke ham as main loss se na dare agar ham as main loss se dar kar kam karen ge tu ham as main nakam rahe ge as liy hamein as main loss se nahi darna chahye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Kia aap loss ke darr se trade open nahi ker rahye

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: iramshehzadi پيغام ديکھيے
                                Dear member agar aap loss ke dar Se Apna trade open nahin kar rahe ho to aapko trade Jarur open karna chahie Kyunki jitne aapki trade continue Rahegi aapki learning mein aur Jyada Jaffer Hota Rahega Agar aapko loss bhi hota hai to aap apni weakness ko control Karte Rahoge ISI Tarah aap ek kam hai aapko Agar bologe otherwise aap ISI Tarah Dar Dar ke trading Karoge
                                Nahin Main To Aisa nahin karta ke launch ke dar se trade open Hi Na Karo lekin sometime Jab market ki samajh Na Rahe Na aa rahe ho to aise time per trading Na Karna hi best Hota Hai Aise time per trading Nahin Karni chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X