news aty he koi trade open na karen .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news aty he koi trade open na karen .
    Asalam-o-alikum dear members forex mein new par treading ko fundamental treading kaha jata hy ya bhut risky tyreading hoti hy new members ko news par treading nahi karni chahiye balkeh market ko achi trah se analysis kar ky he trade open karni chahiye thakns
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news aty he koi trade open na karen .

    G han dear jub news atye hai tu us time pay thora waitw kar lain aur us kay bad ap trade ko open kar dain kiyu kay trade ko open tabhi karna chye jub koi news atye hai per thora waite kar kay
    • #3 Collapse

      Re: news aty he koi trade open na karen .

      G sir aksar aisa he hota hai kay edher say bews atye hai aur udher say trade bhi open kar diya jata hai tu humain aisa ni jarna chye hala kay jun news a bhi jatye hai tu daikh kay us kay waite kar kay he trade ko open karna chye
      • #4 Collapse

        Re: news aty he koi trade open na karen .

        Brother ap na thk kaha hami news aty hi foran trading ni krni chhaye markeet ki movemnt ko phly achi trah judge kry agr ksi pair pa strong aignal bny tbi ham os pair ko soch samj kr buy ya cell kry agr hamara analysis ghalat ho gia to markeet opposite jay g r hami bht sary loss ko face krna pary ga yaha tk k hamara acount bi wash jo skta ha
        • #5 Collapse

          Re: news aty he koi trade open na karen .

          Traders ko jab bhi koi news milti hai ya parhtay hain tou unhain ye daikhna chaiye kay news mai jo information hai uss mai koi time frame bhi diaya gaya hai ya nahi aur kia uss news mai koi price limit bhi mention ki gai hai ya nahi. agar news pay trading kerni hai tou pehlay uss news ko verify kerna chaiye takay trade sahi waqt aur sahi time pay lagai jaey. News ko sahi tarah say nahi samjha jaey to bohat loss bhi hojata hai
          • #6 Collapse

            Re: news aty he koi trade open na karen .

            Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai ki news ka bahut jyada impact Hota Hai news time main market bahut hi jyada movement Karta Hai Jal Thal Mein Toot Jata Hai market Mein use Waqt trading bahut risky aur dangerous ban jata hai Hamen careful hokar kam karna chahie
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: news aty he koi trade open na karen .

              Yes news ke aate he trade nahi lgani chahye kuch movement dekh KR lgani chahye keh news sahi hai ya ghlt confirm KR len pehle aur I think to new bhi KR skte Hain but pehle demo news ke sath practice KR len
              • #8 Collapse

                Re: news aty he koi trade open na karen .

                Ap ki baat durast hai k news key waqat trade open na krey. Trade pen krneyt key lye hum ko marrket ko analysis krna bohat zaroori hai. Es key bad ap market mai trade open kr sakty ho. Aur ap market mai ak achi earning hasil kr sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Re: news aty he koi trade open na karen .

                  G belkul app sahe keh rahai Hain hamai kabi be news ke time pe trade open nahe karna chaye agar ham news ke time pe trade open karaingay to uss ke profit Mai janay ke imkanat buhut Kam hotay Hain aur aksar ham loss kartay Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: news aty he koi trade open na karen .

                    Ji haan BhoT Achi Naat Kahi Hai Aaap Ne FoRec Main Kaamyaabi HaasiL KaRnay Or apnay AccoUnt Ko Wash HoNay Se BaChaanay K liYe ZaRoori Hai K Jab NeWs aaye Tab tradiNg Se PArhez Ki JaaEy Q k Jab NeWs Aati Hai To maRket Aik DiReCtiOn Main Kaafi ZYaada MoVe KaRti Hai humEn wait KaR k achay MoqAy Kaa inTazaar KaR LeNa Chaahiye....
                    • #11 Collapse

                      Re: news aty he koi trade open na karen .

                      Forex trading ak bhoot bari market h jo ky 24 hours on rehti ha to isme up and down k liye hamain news dekhni parhti haur aksar jab market move karti h to news dekhty hi hamain trading nahi karni chahiye keunky market jab bhi move karti h ya session close hota h to trader ko kafi loss ho saqta h isi liye jitny tak apko market ko sahi samajh nahi ho ap bari trade na lagaen.
                      Jazak ALLAH ツ
                      • #12 Collapse

                        Re: news aty he koi trade open na karen .

                        walaikum Salam Bhai aapane bilkul theek kaha hai main aapki baat se ittefaq karta hun kyunki Dil Koi jab bhi Koi news breakup Ho use Waqt trade nahin karni chahie use Waqt intezar karna chahie jab kisi bhi tarah market mukka jaaye vahan se baat karke bahut accha profit hasil kar sakte hain aur use retracement kahate Hain.....
                        • #13 Collapse

                          Re: news aty he koi trade open na karen .

                          Dear sir ap ny bahhut AChi baat kahi Hy Umeed krta hon ki ap khariat sy hongi friend news pr hum 💯 percentage yaqeen nh kr skty balky us ki sath sath hamy khud market ki ki running ka jaiza bh lena Chahy Aor is ki sath hamy trade laga Chahy
                          • #14 Collapse

                            Re: news aty he koi trade open na karen .

                            Assalamu ALaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business hae is main market ke movement bahut fast us waqt hote hae jab news ate hae to kisi bhe trader ko news ke waqt trading nhe karne cahiye q ke jab news ate hae to market ka koi pata nhe hota hae kabe up ho jate hae to kabhe down
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: news aty he koi trade open na karen .

                              Han bilkull dear
                              Kiu kh news fake bh tu ho ski hai na..kiu kh news me koi gata byani bh ho skti hai na..koi bh news me sdaqat nh hoti..jub tuk final na ho jae..aqeen naho jae tub tuk asa pos trade na lgae

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X