Stop loss is like brother of a forex trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g han stop loss ki to bohat ziyada importance hai forex mein aur apko chahiye ke ap ek bhi trade bina stop loss ke na lagayen forex mein kiunke stop loss apke risk ko fix karta hai aur apki poori equity ko lose hone se rokta hai,to ye bohat hi zabrdast tool hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes dear ap stop loss ko apna friend keh sakte ho q k is ki madad se ap best risk ko manage kr sakte ho ap account ko big loss se safe rakh sakte ho is liye mein jb b koi trade leta hoon sl or tp zaror lagata hon
      • #63 Collapse

        g han ya sahi bat hai stop loss haman bary loss say bachata hai main is ka nuksan utha chuka hun some times market bohat tazi say move karti hai or app ka pora account hi lay jati hai or app ko trade close karny ka tiem hi nai milta is ley zarori hai k stop loss lgaay jay
         
        • #64 Collapse

          g han trading main stop loss ki bohat ahmeyat hai is k bagar trading karna jasy plan say bagar para shot k jump karna hi ager stop loss k bagar trading karo to ya dar hi rahat hai k kahin pora account hi block na ho jayis ley big loss sat bachna hi to use stop loss
           
          • #65 Collapse

            right brother bohat acha explain kiya hai ap ne bilkul theek kaha stop loss ke bina humara account bhi washo skta mere sth aisa ho chuka hai
            • #66 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me stop loss ka use har trade me karna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me kafi loss se bach skaty hain isi liye hemn cahhe k hm is business me stop loss ka use kiaa kareen
              • #67 Collapse

                g ha bhai jaan main ap ke baat se agree karta hoin k yeh stop loss bohat he best tool hai and is ko use karny se hamain high loss nai hota balky normal loss main he hamari trade auto close ho jati hai.
                • #68 Collapse

                  ye aap ne thk kaha hai stop loss forex kay brother ki trhan hota hai humay forex mai stop loss ko zaroor use krna chahaiye is sai humay bra loss nhi hoga aur bray loss sai save rhaingay.
                  • #69 Collapse

                    h ha bulkul forex trading ma stop loss bohat zayda important hota hai kue k stop loss hum ko zayda loss hone se bachata hai
                     
                    • #70 Collapse

                      bilkul dear forex trading mai stop loss ki much importance hoti hai ye hum use kar sakte hai trading mai mazeed loss hone say say stop loss humay bachata hai ye aik strategy hoti hai jis mai hum take profit k saat stop loss use karte hai is say hum trading mai apply kar k kafi had tak satisfied reh sakte hai trading mai bhot say loag ye strategy k mutabik he trading karte hai
                      • #71 Collapse

                        Yes of course that you are say the right. Stop loss is safe the account. Out account is not a wash dur to the atop loss.
                        • #72 Collapse

                          hum jab trade karty hain to humain stop loss ko use karty hain to humain aik limit mil jati hay jis say humain market main agr risk hota hay to rake profit ko b use karna ho ga ta kay achi earning hasil ho sakay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #73 Collapse

                            sir baat ya ha kay forex ma hamay stop loss lazni lagana chahiye qk agar ham stop loss lagaty ha to hi hamay loss ziada honay say bach sakta ha qk agar ham tarde laga kr stop loss nai lagaty ha to hamay market ka koi idea nai ha hamay phir loss bhi ziada ho sakta ha islay stop loss lazmi haa
                            • #74 Collapse

                              bhai baat ya ha kay stop loss laganay kay bhot say fiaday ha qk ap ziada investment krty ha to uski safaty kay liye apko stop loss lagana chahiye qk kabhi ap market pay online nai hoty ha lakin forex ma market ka koi pta nai ha kasi bhi time fast move kr sakti ha islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye or stop loss lazmi lagana chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Dear aysa hy k agar ap ne risk free trading krni hy tu ap es mai stoploss ko zaror use karo ta k ap ka loss zyda nhn hona cahiyie jab b loss ho os waqt automatically ap ka loss khtm ho jaye ya kam ho jaye es liye ap ko seekh aur smjh k kam karna ho ga ta k ap ko acha faida ho...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X