Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?
    Skrill aik bohat acha aur secure payment processor hai. Skrill say hum apnay bank account ya mobile wallet mai bhi apni payment pakistani rupees mai wasool ker saktay hain. Skrill ka forex trading say bhi bohat link hai kiyu kay forex say bhi sub say easy withdraw kay liye skrill processor hai. Kia skrill payment processor pakistan mai legal hai? Kiyu kay bank account aur mobile wallet say link honay ka matlab tou yehi lagta hai kay ye legal ho chuka hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

    G dear jhan tak mera khyal hai tu skrill tu leagal he ho ga kkyu kay es mai hum mony mangwatye hain bhar say aur kisi bhi country say mangwa saktye hain jo kay bad mai hunarye currency mai hum change karwa laitye hain tu ye leagal he ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

      yes dear bhot acha sawal kia hain aapne forex trading maiin skrill processor legal hain pakistan main and hum forex trading main fund add kar skte hain skirlls ay and cashotu b hum bank main le skte hain or jazzcash main b le skte hain forex trading main haar payment process legal ahin haar koi lot of trader skrill processor ko use karte hain and apnu payment skirll say lete hain .............
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

        Sir ager daikha jaye tu ye leagal hai kiyu kay ye aik pyment mathed system hai kiyu kay es mai tu sirf payment proceed hotye hai na es waja say mujhye lagta hai kay ye leagal he ho ga tabhi tak tu ban ni hai na
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

          AOA! dear friends umeed ha k ap sub theek hon gy ji hn pakistan main skrill acount legal ha pakistan k bht sary log isy use ker rahy han ager ya legal na hota tu issy bht kam log chop chop k use kerty .
          • #6 Collapse

            Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

            Assalamu Alaikum Forex member Mere Khyal se skrill procedure Pakistan mein legal Hai Kyunki Mujhe worldwide use hota hai aur worldwide hone se illegal Nahin ho sakta.skrill legall ho sktaa he
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

              hum skrils sy with draw lety hain forex aik acha busienss hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky indicators ko use kar ky kam karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

                Dear friend pakistan main forex ka karobar tab hi legal hota ha jab wo FBR kay sath registered hota hay aur ham us per tax pay kertay hain. isi trah say ager ap apnay amount ko through bank hasil kertay hain aik skrill account kay through to wo bhi legal ho jata hay. lakin us kay liey ap ko apnay business ka licence hasil kerna hota hay ya company ko registered kerna hota hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

                  forex mai kam kar ky hum hasial hony waly bonus ko hum skrils sy with draw karwaty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe mil jy ge forex aik wasee business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistan mai skrill processor legal hai ya nahi?

                    Dear pakistan main koe koe bhi moeny processor legal nahi hay. paksitan main sab say pehlay yeahi cheez legal hay kay trader pehlay apnay karobar ko registered keray aur us kay bad apnay tamam transactions ko bank kay through mukamal keray. is say us ka business bhi legal ho jaye ga aur us kay transaction bhi legal ho jaen gi. jab kay skrill ki transaction jis main trader tax pay nahi kerta wo legal nahi hota.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X