Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mahnat kamyabi ka zeena hy ??
    Dear all forex user kam kety raho ua waqt tk jb ap ko us ka result na mily dear Forex me ko bh jitna bh hard work kerta hy us ko utna he fadda hota hy aor woh utna he bonus bna skta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

    Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forxe forum main ager ap chty han k ap achi kamiyabi hasil karen tu ap din rat mehnat karty rahen achi sy achi knowledge k sath posting karen achi thread lagean ap ny experince ka istaml karen tab he ap ki kamiyabi mil sakti hy
    • #3 Collapse

      Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

      Dear friend forex business akk asa platform ha jes mn app jab taak ess kaa bara mn knowledge hasil nhn karta arr ess apna expernce saa mahnat nhn karta too app ko ess mn kamyabi nhn hoo sakte agar aap chata han kaa app koo forex business mn trading kaa Duran kamyabi hasil hoo too app koo mahnat saa kam karna parha gaa
      • #4 Collapse

        Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

        G han dear aisye he hai kay jo bhi mahnef kay sath kam karta hai wo kabhi bui es mai naqam ni hota hai kiyu kay kamybi hai he mahnet mai jitni zatda mahnet hai utni he zayda es mai kamyabi hai
        • #5 Collapse

          Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

          good morning friends aap bilkul theek kah Rahe Hain kamyabi ke zeenat manate hai aur mehnat jitni jyada ki jayegi utna hi jyada achcha profit Kiya ja sakta hai aur is business mein kamyabi ho sakti hai is business mein kamyabi ke liye mehnat Ka Sahara Lena chahie aur ko time Dena chahie.......
          • #6 Collapse

            Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

            Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha ke mehnat kamai Bhi Kya Jeena Hai Jab tak Ham Hai Na Tu Nahin Karenge tab tak Hamen Kabhi Kam Hai Abhi Nahin Milegi isliye Hamesha hi Ham mehnat Karen Aur Main Jiski Khatir Hamen kaamyaabi Milega
            Visit My Profile
            • #7 Collapse

              Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

              a o a je bahi ap ne bhut hi acha sawal kia hy kae har cheese me mehnut zaror lagti hy agar hum forex me din raat mehnut kar kae posting aur aik dosare ko thanks daite rahe to humara bonus nikal aye ga aur humain bhut ziada nuksan ki bajie faida hoga kun kae har kam me kamiabi ka hath hota hy forex bhut hi acha kam hy is kae ilawo koi aur kam humain acha nahi lagta
              • #8 Collapse

                Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

                g sahi baat ha mehnat kamyabi ka zeena ha jo log mehnat nhi kerte wo humesha nakam rehte hen forex ma ap jitni zyada mehnat or lagan se kam keren ge utni zyada earning keren ge mehnat ke bagair koi bi kamyab nhi ho sakta ap bi mehnat ko apni zindagi ka maqsad bana len or kamyabi hasil keren kyun ke mehnat hi kamyabi ka rasta ha
                • #9 Collapse

                  Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

                  Ji bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai kamyabi ek Jina Hai Aur Hamen chahie ki Ham kamyabi Ko hi Hasil Karen aur Hamen chahie ki Ham sabse Jyada mehnat Karte Rahen aur Hamesha kamyabi Hasil Karte Rahen Agar aapko bhi loss hota hai to aap kabhi bhi Pareshan Na Ho Aur Hamesha khush Raha Karen aur Hamesha Hamesha Pakistan per form ko Kamyab rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

                    Asalam-o-alikum dear p ny bhut achi bat share ki hy ma ap kibat se sehmat karta hun mehnat ky bagair kmyabi mumkin nahi hy es dunya mein koi aik asa kaam bta do jis mein mehnat na ho aur ap kamyab ho jaye ya mumkin he nahi hy esi trah forex mein bhi kamyabi ky liye mehnat bhut zaroori hy jitni zayada hum mehnat karen gy utna he humara knowledge aur experiance build ho ga aur utny he zayada hum kamyab ho jayen gy thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

                      Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business hae is main ap mehnat se kamayb ho sakte hain to is liye tamam members ko cahiye ke wo is main mehnat karen take ache earning hasil kar saken or is main kamayb ho saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

                        kamyabi kay liye mehnat boht zarori hay. mehnat say hi boht kuch hasil ho jata hay aur ham mehnat kay zaryeah say kisi bhi field main boht agay tak ja sakay hain. problem yeah hot hay kay ham thori si mehnat kay bad thak jatay hain aur us say ham thori hi kamyabi per ruk jatay hain. ager mazeed mehnat ki jaye to mazeed agay jaya ja sakta hay. isi liye mehnat ko kamyabi ka zeena kaha jata hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Mahnat kamyabi ka zeena hy ??

                          Right bro...
                          Mhnt he amyabi ka zeena hota hai..jsy bna mhnt ky hum kuch bh hasil nh kr skty..mtlb mhnt ky bna tu kuch bhmumkin nh hai..same as forex busness me bh asa hai jub hum mhnt kren ge posting nh kren ge tu hmen earlng bhmly ge ..mhnt ka huna zaroi hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X