Trade k leay analysis kesy krty hen??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade k leay analysis kesy krty hen??
    Plz koi mujhy btaye k trade m analysis k leay kis type ka knowledge hasil kia jy r kis type k analysis sy ziada profitable trade ly sakty hen hum plz guide me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

    Analysis k lae ham last 2 days ka opening rate, closing rate, highest point or lowest point ko find karty hai, ham resistance or support ko talash karty hai, entery point k lae hamy wait karna chahe jb market resistance ya support ko cross kary, hamy ye point mel gya to ham acha profit hasil kar sakty hai,
    • #3 Collapse

      Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

      G han dear ye bat tu hai us mai humain purani history ko daikhna hota hai kast month mai bhi chek karna hota hai kiyu jay trade kay anylisis karna bhut he mushkil kam hota hai atna asan kam ni hai aur dusra ye kay kuch site bhi hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

        Ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai agar aap Forex Mein acchi analysis karna chahte ho to aapko chahie kya aap ismein apni Cena ko follow karke kam karo jitna jyada aap ismein acchi analysis kar lete hain to aapke liye bahut accha hota hai aur ismein aap bahut jyada profit bhi Kama lete ho to aapko chahie Apne seene ko follow karo aur usko follow karke kam karo
        • #5 Collapse

          Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

          Ji han Sar aapki baat bilkul sahi hai agar Ham Pakistan Forex Mein Achcha profit Chahte Hain To Hamen market Koi Na Lage karna chahie aur aap market ko tabhi Sahi tarike se analyses kar sakte ho Jab aapke pass knowledge or experience bhi achcha Hoga aur aapko news ko bhi jarurat karna chahie Kyunki news ki vajah se market ki Munh bahut jyada Upar niche hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

            Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain too aap zaroor kamyab hoty hain Trade k leay analysis kesy kerty hain tamam indicater to ka analysis ker kerty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

              hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam kaerna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar saty hain hum is mai bager pasia ky account bana kar be kamn kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

                Assalamu Alaikum dear friends ji bilkul aapane theek kaha hai sir hmen chaya k hm forex mn trade krna sa pahly is ka ache tra analysis ker len taky hmen market k trend ki smjh aa jae k Kia position pa aa k hm na trade kerni h. Analysis mn jst hm trade sa related different circumstances ka tajziya kerty hn k market kesy flow ker re h or hm na kesa behave kerna h.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

                  trade ke lye apko analyse karne ke lye kisi ek pair ko slect karna hota hai our ye dekhana hota hai ke ab is pair ki markit kis janib movement kare gi phir usi hisab se hamain trade lagana hota hai our ye analyse hamian markit ki past ki mmovement ko dekh kar karnj hoti hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade k leay analysis kesy krty hen??

                    trading k liye analysis g dear forex mein trading karne k liye humein analysis karna chaiye hum is mein analysis karenge toh hi humein is mein kamyabi milti hai aur forex mein humein buhat zaida mehnat karni chaiye hum is mein jitni mehnat karenge humein is mein utni kyabi milti hai humein forex mein trading k liye analysis karna zaroori hai aur analysis hum apne seniors se Puch kar karte Hain candlestick ko samjhna buhat zaroori hai Jo in candlestick ko samjh jata hai usko analysis karna ata hai aur dear is k liye buhat sari video bhi Hain YouTube per aur hum in videos ko dekh kar bhi analysis karna sekh sakty Hain aur humari kafi help hojati hai humein forex mein zaida se zaida mehnat karni chaiye hum is mein jitni mehnat karenge utni jaldi kamyab honge Jo is mein mehnat nae karta woh is mein kamyab bhi nae hota mehnat buhat zaroori hai mehnat k bina kisi ko bhi kamyabi nae milti humein is mein zaida se zaida mehnat karte rehna chaiye tabhi hum kamyab ho sakty Hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X