Moving average indicator?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average indicator?
    Dosto meray khiyal main moving average aik best indicator hai. Us main aap last few hours ya days ki average nikal k batatay hain. Is indicator ki madad say hum support or resistance easily find out kar saktay hain markeet main. Lehaza in indicator ko use kr k apnain trading ko or Ziada useful banaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average indicator?

    Je dear moving average indicator sy ham market ki next position ko predict kar sakty hai, moving average technique show karti hai k market apni history repeat karti hai but agr kio break out na ho, moving average bhot use ful indicator hai or es py entery point find karny ma bhot madad melti hai,
    • #3 Collapse

      Re: Moving average indicator?

      Moving average wo indicator hay jo kay hamari trading main trend ko find kernay kay liye bhi use hota hay. ager ham apnay chart main moving average us karen to us ka jo interval set karen wo us kay average kay mutabiq next possible move bata dey ga kay yeah mumkin ho sakta hay. is liye moving average ko leading indicator kehtay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Moving average indicator?

        hamy moving indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha buisness hain hum is mai part time be kam kar sakty hauin hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar is mai kam kar sakty hain hamy analysis ko use kar ky kam karna hi ga forex aik wasee bsuiens hain
        • #5 Collapse

          Re: Moving average indicator?

          G haa hum ko forex indicater use kerke kaam kerna chahiye q k forex indicater he hum ko hamara kaam show kerta hai k hum kis tarah kaam karrahain hain is liye zarrori hai k forex indicator ki moving p diyaan dena chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Moving average indicator?

            forex aik international business hain hamy is mai indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is ma kam kar sakty hain is mami hum part time be kam kar sakty hain hum is kai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
            • #7 Collapse

              Re: Moving average indicator?

              forex ma moving average ik bohot zayada achi option ha is sa ap ko pata chal jay ga k jis trade par ap trading karna cha rahe han us k average kitne ha or wo kaha sa kaha tak ja sakti ha kisi k moving average zayada hoti ha or kisi k average kam hoti ha is leya ap ko dakh kar trading karne chaheya .
               
              • #8 Collapse

                Re: Moving average indicator?

                Hi ha ap nay bilkul sahi kaha hai ke ham market ki next position ko predict kar sakty hai, moving average technique show karti hai k market apni history repeat karti hai but agr kio break out na ho aur hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is ma kam kar sakty hain is mami hum part time be kam kar sakty hain thank you everyone
                • #9 Collapse

                  Re: Moving average indicator?

                  ji han bhai jaan apki bat to thk hy hamin chahiy keh ham forex forum per sirf aur sirf trading aur forum key abut knowledge share krein takeh ham apna knowledge strong kernuy key sath doosrey member ka bhi knowledge strong bnain iss sey ham jab forex key rules ko foolow kerty huy informative threads krein gy to hamin uss ka acha bonus bhi mily ga..
                  • #10 Collapse

                    Re: Moving average indicator?

                    Asslam O Alekum All Members Umeed Hai Ke Aap Theek Thak Honge
                    Boss Aapki Bat Right Hai Mujhe is moving urging aggregator ka Nahin Pata kyunki Main new member hun mujhe iske bare mein itna Nahin Pata main ismein kam to kar raha hun lekin ismein kamyabi Hasil kar lunga Apne man ki duaon se aur ismein mehnat karke kamyabi Hasil kar sakunga aur inke indicator ko bhi samajh jaunga 1 month ke bad kyunki Main member hun mujhe Itna iske bare mein khabar Nahin Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Moving average indicator?

                      Forex trading mien jab ham kaam kerte hien tu log kehte hien k ham ko signalsmil rahe hien magar mien as mien signlal ko nahi manta hun aur mein as mien as baat per yaqeen kerta hun k jetna ham as mien khud sy acha fesla ker sakte hien kio
                      aur as mien fesla nahi ker sakta h as lyee ham ko as mien khud sy analysis karna hota h
                      aur ham ko as mien soch samjh ker bad mien trade karna hota h jab ham as mien dosro sy signals lete hien tu ham as mien her bar apna nuqsna ker sakte hien as lyee mien indicators per yaqeen nahi karta hu aur mien as mien khud say kaam karta hun.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Moving average indicator?

                        forex ma moving average bohot zayada important ha agr ap ko ya pata chal jay k koi b pair kitna movie kar sakta ha to ap us pair ma waha tak tp laga kar trading kare or thore time ma zayada sa zayada investment laga kar acha profit hasil kare.
                         

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X