Dear forex member main ap ko ek cheez kaam ki batana chahta hun jo ke ap ko trading main kam aye gi agar members ke pass bonus na ho to woh markit par ya pairs ki movement par nazar rakhna gawara nhi karte our bonis ane par unhian pata bhi nhibhota ke markit kahan par kis situation main hai to jab hamare pass bonus na ho to hamian markit par nazar jamae rakhni chahye is se hamain pair ki movement ki khabar rhe gi pair ke trend ka bhi pata rhe ga is lye pair charts par zror nazar rakhian.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим