Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.
    G Han Dosto forex trading main kamyabi k liy mehnat Krna zaroori Hy.
    🌼 Never Give Up 🌼
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

    Kisi bhi Business mein kamyabi hasil karne ke liye bahut jyada jaruri hota hai ki Ham khoob mehnat Karen aur jab tak Ham mehnat nahin karenge tab tak Ham bilkul bhi kamyabi hasil nahin kar sakenge isliye hamen chahie ki Ham khoob mehnat Karen aur soch samajh Kar is business ko join Karen
    • #3 Collapse

      Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

      dear friend forex trading aik complicated business zroor ha lekin agr ap mehnat kren aur forex k baray mn achhi trh knowledge aur demo account pa achhi practice kr k trading experience gain kr k trade kren to kamyabi hasil kr sktay hn
      • #4 Collapse

        Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

        bilkul is bat me koi doubt nahi hai k agar hum forex me successful hona chahte hain to hume forex me mehnat karni parti hai or dil laga kar kam karna parta hai isi liye hum sub ko chahiye k hum forex me dil laga kar kam kare or khoob mehnat kare or sath me demo account me bi daily practice kare.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

          han bilkul agr ham log chata ha ka ham log forex par trading wagra ma khamyab ho to ham logo ko chayia ka ham log forex par mehant karya aiur apni puri mehnat ka sath hi forex par market wagra ko analysis karya aur ham log trend wagra aur news wagra ko achi tyra sa dekhta howa hi trade open karya is tyra sa hi ham log koi acha trade oopen kar pata ha
          • #6 Collapse

            Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

            Good Evening Friends
            Hamen traduing main kamyab hone kee liye mehnat karna chahye aor ham ko is mein daily posting karna hoga aor ham ko is mein mehnat bhi karna chahye is mein ham ko hard working karnma hog ais mein ham kamyab ho skate hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

              Mere dost kisi bhi kaam me kamiyab hona ke liye mehnat karna lazmi hota ha agar mehnat nahi to kamiyabi bhi nahi mile gy forex trading me bhi wo he kamiyab hote ha jo bohat mehnat karte ha mehnat kie beghair apko trading se peofit nahi mile ga balke loss hoga is liye mehnat ki ahmiyat ko samjhe aur mehnat ke sath kaam kare
              • #8 Collapse

                Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

                Ji bhaijaan aapane bilkul sahi kaha hai kamyabi ke liye Hamesha mehnat karna padta hai aur Hamen chahie ki Ham Agar Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen sabse Jyada mehnat Karen aur Hamesha apni experion aur knowledge ko sabse behtarin banaen Taki ham Pakistan Forex form Mein Kamyab ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

                  Asalam-o-alikum dear ap ny bhut achi bat share ki hy ma ap ki bat se agree karta hun forex mein agar hum agar kamyabi chahty hain to humy forex mein bhut zayada mehnat karni chahiye aur zayada se zayada time forex mein spend karna chahiye humy demo account par practice kar ky apna knowledge aur experiance ko inrease karna chahiye humy phly demo account mein itni practice karni chahiye ky real account mein humy koi problem na aaye thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

                    G hn Bhai ajn aap ki baat bilku thek ahi ager hum ko tradjng Main sy achi earn kerne hai tu es k liye bahut hi zuaa mahant ki zaroorat hoti hai mhant ker k hum axah knowlage aur experience hasil ker sakty hain aur demo ler prctice ker k experience hasil ker sakty hain. Aur achi trading ker k kamayb ho sakty Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

                      Good evening friends trading main bilkul kamyabi ke liye mehnat to karna padegi kyunki business so jobs Ho Koi bhi kam ho Subway mehnat karna padati hai aur yah aisa business hai jismein bahut jyada mehnat aur time dekar mehnat karna padati hai kyunki is business mein jyada time Dena padta hai tab hi success milati hai.....
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

                        G bilkulll..
                        Trading me kamybi klyea bhooot zarori hai mhnt..bna mhnt ky koi bh kam posble nh hai...
                        God help those who help them..
                        Jub tuk hum forex me mhnt nh kren ge asa posble nh hai...agr forx me mhnt krni hai..apna name kamana hai tu bhoot mhnt kren..aur zyda c zyda prfit kamen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

                          g han ap sahi kah raha han ham logo ko is kamayab hona ka liya zayda sa zayda mehnata ki zarort ha ham log agar is ma trading ma mehnaat karta han uar is ka bara ma knowledge aur experience hasil kara gya to hi ham log is ma kamayab ho sakhta han aur ham log is ma achi tara knowledge hasil kar sakhta han aur is ma ham log kamayab ho sakhta han
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main kamyabi k liy mehnat zaroori Hy.

                            world ka koi b business ho us main kamyab hona k laiy ap ko sub say phaly bhot mahnet say kam kerna hota tabi ja ker ap ko kamyabi melti ha kun k main nay aj tak aisa koi b insan ni dakah jes nay mahnet say kam kia ho or usay kamyabi ni meli ho ya ho hi ni saka so koi b kam ho ya business us main mahnet or dill laga ker kam kery kun k mahnet main hi azmat ha .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X