Fundamental analysis?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis?
    Dosto hum sub technical analysis k baray main to bht kuch jaanta hain lakin hum main say kaafi yeah ni jaanta k fundamental analysis kia hain or woh kesay help kartay hain markeet say profit hasil karnain k liye. Jub bhi koi news release hoti hai woh kisi tarah ki hai or iska effect kesa hoga is k baray main agar aap jannan chahta hain to aap ko fundamental analysis k baray main seekhnain hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis?

    ye to ap par depend hota hai k ap technical analysis karte hain ya phir fundamental analysis karte hain lakin ap ko chahiye k ap technical analysis kiya kare or ye mera apna zati opinion hai so agar ap technical analysis karte hain to ap ko kafi zayada faida hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis?

      Dear friend mostly members technical analysis hi karte hain technical analysis Assam hote hain aur jo fundamental analysis hote hain vah Mulki per market ko samajhna hota hai vah thode Mushkil Hote Hain...
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis?

        Dear forex trading aik bhot hi acha business ha is ma earning kay kafi chances mojod han laiken achi trading kay liye humay analysis ki zarorat parti hay aor analysis 2 tarha kay hutay han technical analysis say tu sabhi waqif han laiken fundamental analysis say bhot kam log waqif han. Ye news ki base per hutay han kay duniya ma kiya situation hay aor yaaf rakahyn fundamental analysis hamesha technical analysis ko maar de detay han is liye news per hamesha dehan dena chayi.
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis?

          Ham Jab trading karte hain to use Waqt kam Baki ko analyse Karte Hain Ham market ko technically bhi analyse kar sakte hain aur fundamentally bhi Ham analyse kar sakte hain per zyadatar members technically analyse Karti Hain Kyunki technically analyse karna Thora easy Hai
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis?

            Market analyse mai fundemental analysis aik aham juz hai agar ham market ko technically analyse karai lekin fundementally na karai to ye cheez hamai loss dai sakte hai hamai chaye ke hamesha technical ke sath sath fundemental ko be daikay.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis?

              Fundamental analysis m sb sy important ha news ko dekhna hr roz kuch currencies ki news ati hen k knsi currency aj strong honi ha r knsi weak honi ha news dekh k hum strong currencies ko buy r weak currencies ko sell kr k profit kma skty hen
               
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis?

                my dear friend ye wo analysis hn jis ko log nhe manty aur ager kuch log manty hn to un ko is cheeze ka pora knwoledge nhe h mere khiyal k motabiq dunia mn 90% trader is per yaqeen nhe karty aur wo is wja sy nakam bhi hoty hn so ye analysis technical ko bhi tor aur khatam kar dety hn so ye bhi bahut hi importance h so hamein chaye k ham is ko bhi seekhien aur pher is k motabiq kam karien jis sy hamien is mn fiada hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis?

                  Forez markt complicatedd market hy is mn do trha ky analyses hoty hn jo hm learning mn seekhty hn technical r fundamental doni hi buht zarori hn trading ky liy fundamental news ko analyse krna hota hy jis ka market py buht impact hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis?

                    bhai me newbie hon meny bhot sare thread dekhy he jin ko read krna mushkil hota q k unko pata nai hota k jawab kia den bus jo dil me a jata h likh lety bhai apko jo english post smjh na aye to us ko translate kr lia kr posting mein ap ko hr tarha sy sahee post krna chahey galt posting ka bonus nhi melta hy yaha tak hu Urdu mein comment krin q ka Urdu mein post
                    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis?

                      Fundamental analysis, analysis ki aik aisi qasam ha Yani k type ha jis k baray main hamain knowledge aor experience hona zarori ha aor yeh hamain forex trading main trading KR k profit kamanay main kaam zaror aata ha aor hum sub ki chahye k forex trading main trading krney k lye is k baray main knowledge aor experience zaror banain...
                      Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	1
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12323223Click image for larger version

Name:	images (21).png
Views:	6
Size:	15.5 کلوبائٹ
ID:	12323224Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	3
Size:	24.6 کلوبائٹ
ID:	12323225
                      • #12 Collapse

                        Re: Fundamental analysis?

                        Fundamental analysis bht ehm hen forex m q k agr kisi currency ki news a jy to wo apna trend bilkul ult kr jati ha currency weak ho jy to sell ki trade leni chahehy r agr currency strong ho rhi ho news b to buy ki trade ly k acha profit bna sakty hen
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Fundamental analysis?

                          as-salamu alaykum bahut Sare log yah sochte Honge ki money management bahut Jaruri Kyon Ke bhai simple si Baat Hai Jab tak aap apne account mein Apne capital ko manager Nahin Karte tab tak aap acchi Chhed Lene Mein successful Nahin ho sakte money management main aapko Apne load se or stop loss aur take profit ki values ine Sab chijon Ka Khyal Rakhna bahut jyada Jaroori hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Fundamental analysis?

                            forex tradig main market ko smjhny k liye 3 analysis use kiye jaty hain jis se hum apni trading ko bahtr kar skty hain q k analysis se hum market ko watch karty hain or fundamental analysis main hum news ko follow katy hain jis main hmainmarket k up or down jany ki report milti hai or hum apni trdaing main kamyb bhi ayse he hoty hain jub hum market ko achi trha se smjh kar karty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X