Indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators
    Assalamu Alaikum dear Forex member apse mera Sawal yah hai ki bahut Sare member Kahate Hain Ki Hamen indicator ko analyse kar ke aur indicator ke mutabik training Karni chahogi please aap mujhe Bata Den Ki yah indicators kya hote hain Kyunki Main Iske bare mein Janna chahta hun
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators

    Forex trading co bahut Sare log taklif trikon Se samajhte Hain Kuchh log technical analysis ki Bhains per trading karte hain aur kuchh log fundamental ke base per trading karte hain technical analysis Mein indicator Aate Hain indicators Hamen yah batate Hain Ki market ab upside down side move kar sakti hai Ham indicator ko use Karke acche trading kar sakte hain Agar aapko indicator sikhane Hain To aap internet per search kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Indicators

      Meray Khayaal Se To inDicators istemaal karnay ka Koi Faaidaa nahi Hai Or inDicators ko istemaal KaRnay Se aksar Logon K accoUnts bhi Wash Ho Jaaatay Hain To is Se Bachnay k Liye Humen Chaahiye k khud Hii maRket ko Samajhnay ki KoShiSh KaRen or khuD hii maRket ko Analise kaR k trading karen taakay profit or ExpErieNce Dono Main iZaafa Ho...
      • #4 Collapse

        Re: Indicators

        Hamen indicators ko dekhna chahie aur indicators ko follow karke hi Hamen trade Lagani chahie Agar Ham indicators ko follow Kar Ke trade lagayenge To Aisi Surat Mein Hamen profit Hoga is wajah se indicators ko follow Karen
        • #5 Collapse

          Re: Indicators

          wailakum assalam . dear indicator bhi chart ki tra hi move krty hain. lekin darasal ye move price ky bad hoti hai . indicator ko smjny k liye bhi indicator ki knowledge hasil krna prti hai . indicator hmy signal dety hain. indictor pr trading krna ky liye indicator pr learning 5 6 month bhot zarori hai.
          First LEARN Then You Can Remove The "L"
          • #6 Collapse

            Re: Indicators

            hamain indicator ko bhi follow karna chahiye aur signals ko bhi ignore karna chahiye . kyu kay in kay follor karnay se hm zarur earning kar sktay hain .lekin hamin fake signals aur fake indicators se afe rehna chahiye aur hamesha se hi strong aur correct indicators ko hi follow karna chahiye aur unkay mutaabik trading aknri chhaiye is traah ham is main zarur prfit kar sktay hain...
            • #7 Collapse

              Re: Indicators

              hamy RSI or CCI indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busines hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar sakty hain forex mai poor mans be kam kar sakty hain hum is mai bager opasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Indicators

                A.O.A bhai jan ap ny bht achi bat ka zikar kia hy m apk sath agree karta hn forex m trading chart pe he indicators use keye jaty hn or un pe kam kia jata hy tu us k ;ea jahan tak m janta hn is m ap jitny chahain indicators use kren or acha bonus achieve kren apke marzi 2 ya us sy zeada ak b use kar sakty hn sary b kar sakty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators

                  Han ji sir me apko indicatr ky bary me mukhtasir btata hon. dear sir indicator hmy ishara dety hain. indicator bhi same naket chart ki tara hoty hain is ki screen thora smal hoti hai . ye humy makret me hony wali peshgoi ki khabar dety hain. indicator pr kam krny k liye bhi pehly in ko smjhna prta hai jo ky bhot zarori hai.
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators

                    Dear member me news per hi depend Karke trading karta hun aur main use ko acchi Tarah Se analyses bhi kar Leta Hun Jiski vajah se main daily basic per Achcha profit Kama Leta Hun Agar aapko indicator ke sath market ko acchi Tarah Se idolizes kar rahe ho to aapko Usi ke sath hi trading Karni chahie Kyunki aap Usi mein bahut acchi trading kar paate ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators

                      forex trdaing main miyari trdaing k liye indicators boht he role paly karty hain q k indicators se hum apni trdaing k liye acha or miyari trend fid out karty hain jis main hum apni trading ko bhi miyari bna skty hain or achi eraning bhi kar skty hain tu aghr hum indicators use karty hain tu hmain oska knowledge hona bhiz arori hai q k jitna hum kiis trading tools ko achi trha smjhengy otna he acha osko use karengy
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators

                        Yes AnaLysis IndiCator Se Ho SaktA Hain AUr Hamen CHhaYE Ke HAm Is MAin INdiCor USe KArne To HI Ham IS SE ACHa Profit KAmA SAkte Hain INdoiCtor KFi Had Tak CArefull Hote Hain ISi LiyeAmen ChAhye Ke Ham is MaN IndiCator Use KAren AUr ACha IndoiCtor Help Dete Hain.
                        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                        :1f4af:
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators

                          Dear brother acha ap ko is ka baray main malom nh ha indicateros main hum ak damo account banata hain our is pr hum treading krna sa pahle try krta hain is sa humay hamari mistake ka andaza ho jata ha our humay forex trading ka rules ka bhi pata chal jata ha is pr practice kr ka hum ak ache trader ban sakta hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X