agar himat na haro waqat guzarnay k sath tradng pehlay se behtar hoty hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: agar himat na haro waqat guzarnay k sath tradng pehlay se behtar hoty hai

    Kisi bhi kam main kamyabi key leye mehnat zaroori hoti hy aur jab tak aap regular mehnat nahi karain gey, aap kamyabi tak nahi puhanch payen gey. Hamain Himmat sey kam lena chaheye aur difficulties sey nahi ghabrana chaheye. Nakami key bad hi kamyabi ka maza aata hy. Forex aik hard business hy aur is main wohi kamyab hota hy jo pareshan nahi hota aur continuous mehnat karta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: agar himat na haro waqat guzarnay k sath tradng pehlay se behtar hoty hai

      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main kamyb hony k liyez arori hai k mahant kare hard work karen jitna ap hard work kareny otna he ap apni trading main kamyb jaldi hongy or jub koi tdrador en baton ko ignor karty hain wo kbhi bhi apni trading main kamyb nahi hoty hain un ki traki bhi yakini nahi hoti hai tu kamyb hony k liye mahant karna zarori hota hai
      • #18 Collapse

        Re: agar himat na haro waqat guzarnay k sath tradng pehlay se behtar hoty hai

        Ager trader trading main rahay to is main koe shak nahi hay kay time guzarnay kay sath sath trading achi hoti hi. trader trading main time gzarta hay to wo time kay sath sath apni mistake ko bhi overcome ker leta hay aur is say wo mistake kam kerta jata hay aur kam mistake honay ki waja say trader ki trading rob baroz achi hoti rehti hay.
        • #19 Collapse

          Re: agar himat na haro waqat guzarnay k sath tradng pehlay se behtar hoty hai

          yes my dear yahi to ek kamyab trader ki nishani hai Kya hua trading karte waqt himmat nahin harte kyunki aksar log trade laws ko dekhkar hopeless Ho jaate Hain aur na hogi kam ho jaate jiski vajah se vah trading karna chhod dete Hain lekin ek kamyab trader hamesha loss ko bravely face karta hai balki ek acchi planning ke sath next trading karta hai aur lot size mein saman lagta hai aur profit ko manage karke chalta hai jiski vajah se vah isliye profit kara kar sakta hai mere khyal mein hamen aisa tarika apne jisse hamen achcha se achcha profit han Mile aur yah Ham tab bhi sakte hain jab Ham senior se iske bare mein mantralay thank you God bless you all
          • #20 Collapse

            Re: agar himat na haro waqat guzarnay k sath tradng pehlay se behtar hoty hai

            bhot acha sawal kia hain aapne forex trading main achi income k liey ziyda mehnat karna hota hain hard work karna hota hain jo ziyda hard work karte hain vo kamyab ho jate hain jo hard work nhe karte hain kabi b kamyab nhe hote hain kabi himmat nhe harna chahiye time ghuzarne k sath sath demo account main hum agar pratice akrte hain tu again kamyab ho skte hain time k sath sath kafi acha profti hasil kar skte hain time k sath sath loss ko kaam kar k profit hasil kar skte hain and loss k chaces ko kaam kar skte hain sab kuch learn and earn hota hian par hard work say hota hain ..................
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: agar himat na haro waqat guzarnay k sath tradng pehlay se behtar hoty hai

              Weday ager trader himmat na haray aur forex market kay sath jura rahay to time kay guzarnay kay sath hi trader ko acha experience hasil hota rahta hay aur wo forex main behter say behter hona shoro ho jata hay. que kay time kay sath sath trader ko market ki samag ana shoro ho jati hay aur us ko chart ki samag ana is bat ka saboot hota hay kay wo mazeed time dey ker forex ko samag sakta hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X