new members mehnat se kam karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new members mehnat se kam karen
    agar new members mehnat se kam karen ge tu wo as main jaldi kamyab ho sake ge as liy main sab new member's se ye hi kaho ga ke mehnat se kam karo gar kamyabi chahte hon tu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new members mehnat se kam karen

    Boss aap ki baat belkul durast hai aur hamain her bar her jaga jab b trade karna hota h tu ham ko practice karna hota h aur ham ko as mien khoob kamaee karna hota h aur jab ham as mien kamaee karte hien tu ham khush ho jate hien as lyee hamain
    as mien khud k lyee kuch karna hota h aur ham ko khushgawar mustaqbil hasil karna hota h aur new members ko as mien mehnat say kaam karna ho ga tab wo kamaee ker sakte hien.
    • #3 Collapse

      Re: new members mehnat se kam karen

      Mere Khyal se is market Mein Jo Bhi member Hai vah new hai ya old unko chahie Ki Nahin Aise Hi Kam Karenge ok is market Mein Itni Jyada mehnat ki Jaaye utani Hi Kam Hai agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko mehnat Karte Rahana hoga
      • #4 Collapse

        Re: new members mehnat se kam karen

        Jab bhi koi new member forum main account banata hai tou woh bahot mehnat kerta hai ky usy kuch bonus hasil ho saky lekin jab members ko acha bonus hasil ho jata hai aur dafa tou phir trading main lag jaty hain next month ky bonus ky liay mehnat kerna chor dety hain aesa nehi hona chahiay ky account tou kisi bhi waqat wash ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: new members mehnat se kam karen

          Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forxe forum main new member ager chaty han k wo achi kamiyabi hasil karen tu on ko chye k wo din rat hard work karen forxe forum ko zeyada sy zeyada time den din main takreban 50 post karen achi sy achi thread lagain
          • #6 Collapse

            Re: new members mehnat se kam karen

            G han dear friends jitnye bhi new members es mai aye hain un ko chye kay zayda say xayda mahnet jay sath kam kartye rhaun kiyu kay jitnye zayda wo mahnet kay sath kam karain gaye es mai wo atnye he zayda kamyab hun gaye kiyu jay es mai kam karna zayda muahkil ni hai bua learn karna zayad muahkil hota hai tu achi learning kar kay he achi earning kar saktye hain
            • #7 Collapse

              Re: new members mehnat se kam karen

              Dear friends and members a.o .a umeed Hai ap sb khush aur kheriat se hon ge.mehnat kesi b Kam ko karne ka bauht he lazmi hisa hoti Hai qk agr hum ksi b Kam ko mehnat aur lagan se Karen to usmen kamyab ho sakte Hain nito usmen nakami k chance barh Jaye Hain aur forex pe bhi hamen ya new members ko kamyab hone k lye mehnat lazmi hai
              • #8 Collapse

                Re: new members mehnat se kam karen

                Asalam-o-alikum bhai jaan ap ny bhut achi bat share ki hy ma ap ki bat sa sehmat karta hun forex mein any waly new members ko chahiye ky wo zayada se zayada time forex ko den aur esmein mehnat karen demo account pr zayada practice karen aur posts bhi karren to wo forex mein jald he kamyab ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: new members mehnat se kam karen

                  G belkul new members to chaye ke wo ISS Mai sahe Dil laga Kar mehnat say kaam karai jitna zyada mehnat karaingay utnai he ache trading Kar Kai acha profit Kama sakaingay.
                  • #10 Collapse

                    Re: new members mehnat se kam karen

                    Dear member aapki baat bilkul right hai Pakistan Forex Mein Ham Jitna Jyada mehnat Karenge Apne lagne Koi Itna Jyada improved karne ki koshish Karenge ham utna hi market Se Achcha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain Kyunki Hamara profit Hamare knowledge or experience per depend karta hai aapki learning he aapko Ek Achcha profit dene Mein Kamyab ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: new members mehnat se kam karen

                      Good Evening Friends
                      Ham jab is main new member hote hain ro is main mehnat karna parta hain to hi achi kamyabi mil skata hain forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aaur mehnat jk begair success nahi ho skate hain success hasil karni hain to mehnat se kam kare aor ham ko chaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: new members mehnat se kam karen

                        G dear friend apki bat bilkul thk hay k new membran jitni ziyada mahnat kren gay un k liay utna hi acha hay kiyn k har field men mahnat zarori hoti hay is liay new mebrs ko ziyada say ziyada mahnat karni chahiay kiyn k jitna ziyada forex ko samjgen gy utna hi ziyada profit milne k chnces ziyada hngy.
                        • #13 Collapse

                          Re: new members mehnat se kam karen

                          Forex trading business mein mehnat zaroori hy aur agr hum forex mein New trader han tu hum ko ziada se ziada mehnat karni cahaiye aur mehnat kar k trading ka experience aur knewledge hasil karna cahaiye tab hi New trader kaamyaab ho saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: new members mehnat se kam karen

                            G bhai jan ap bilkul sahii keh rahy hain k new members ko hardworking krni zroori ha otherwise wo forex main kamyaab ni ho sakty aor waisy bhe forex ko samjny kaliye kafi mehnat chahye hoti ha ta k learni g bhe ho aor ziyada sy ziyada earning bhe ho bonus ziyada aye aor banda achi trading kr saky, forex is very technical business for everyone.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new members mehnat se kam karen

                              Han bhi sae kaha hai..new join huny wun ko chyea kh mehemat kren..jtni mehnat kren ge otna he faida ho ga..bounes bh acha bny ga..agr mehent nh kren ge tu mehenat nh kren ge tu bounes bh nh bny ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X