Trading may emotional na ho.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading may emotional na ho.
    Buhut say members asay hay jab wo trading karthay hay tho buhut emotional hothay hay our jab oske trade loss may chale jathe hay tho buhut ziada pareshaan hothay hay is liay agar hum apne trade open karnay say pehlay achay say analysis karay tho per hamay apne trade ko ziada serous nahee lena chahiay kionka is say aap bemaar ho sakthay hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading may emotional na ho.

    Forex market main live trading kerty huey emotions ko control kerna hamary bas main nehi hota specially jab hamain kisi bhi pair main trade kerty huey acha profit ho raha ho ya continue loss ho raha ho tou ham emotional ho jaty hain aur phir ham jo bhi decision lety hain woh ghalt Hi hota hai aur loss ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading may emotional na ho.

      Je han, hamy profit or loss k lae har waqat ready rehna chahe, forex trading ma kuch b possible hai, hamy loss sy mayoos ni hona chahe balky hamy khud ko regain karna chahe, trading ma profit sy hamy etna excited b ni hona chahe k next trade ma concentration ma divert ho jae,
      • #4 Collapse

        Re: Trading may emotional na ho.

        Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerni chahay oor trading may emotional na hona chahyey oor cool mind ho ker kaam ketain
        • #5 Collapse

          Re: Trading may emotional na ho.

          A.O.A yes you are right brother i agree with you forex m trade lagarty howy ya kam karty howy emotional na hn kun k agar ap apna confidence lose kar bethty hn tu ap har jaty hn or apko loss ho jata hy or ya phr ap emotional ho k ap overconfidence ho jaty tab b apko loss hota isi lea braber kam kren or ap emotional bilkul na hn apny kam ko sahe trah kren taky apko loss na ho
          • #6 Collapse

            Re: Trading may emotional na ho.

            Dear Mera Aapki Baat bilkul right hai agar Hamen Ek trade mein bahut Achcha profit Hua Hai To Hamen Jyada emotional hone ki jarurat Nahin aur fir se trade Hamen tab Lagana chahie Jab Ham Apna profit withdrawal kara lete hain Kyunki isase aapko bahut hi Jyada Waqt Mil Jata Hai market ko analyses karne ke liye aur aap fir se ek accha profit kamane Mein Kamyab Ho Jaate Ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading may emotional na ho.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
              Buhut say members asay hay jab wo trading karthay hay tho buhut emotional hothay hay our jab oske trade loss may chale jathe hay tho buhut ziada pareshaan hothay hay is liay agar hum apne trade open karnay say pehlay achay say analysis karay tho per hamay apne trade ko ziada serous nahee lena chahiay kionka is say aap bemaar ho sakthay hay.
              Assalamu Alaikum aap Forex trading Jaise critical Business mein Apne emotions ko control nahin kar Sakenge to kabhi bhi achcha profit aur nahin kar Sakenge Kyunki Jab Ham emotional Ho Jaate Hain To Hamen Hamara mind support nahin karta
              • #8 Collapse

                Re: Trading may emotional na ho.

                hamy emotions ko katem karna ho ga pher he hum loss ko katem kar saky gy forex aik bathre businss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala busines hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading may emotional na ho.

                  very good advise mery veer koi b business ho us mian ager ap kamyab hona cahty han to us main ap ko aik mustaqal majazi say kam kerna hota ha ap pany jazbat yani emotional per kabi rakhan hota ha khass toor per forex main to bhot zaori ha is main ap ki thori c mistake say ap ko loss ho sakta ha kabi b emotional ho k kam na kery .
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading may emotional na ho.

                    hamy emotinal nahi hona chahey hamy cool mind ho ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading may emotional na ho.

                      Assalamu Alaikum dear friend and my brother map dekhna chahta hun ki agar Hamen trading Mein Kamyab hona hai to To Hamen chahie ke trader Mein Kabhi Bhi excited aur emotional Nahin Hona chahie Kyunki excited aur emotional is our enemy to isiliye Hamen chahie ke l Se Bachana chahie Agar Ham Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To To Hamen chahie ki kabhi bhi training karte ho Karte Jab baat hi nahin Hona chahie aur trading Mein Kabhi Bhi jald baat hi nahin Karni chahie aur cool mind Se Hi trading Karni chahie aur use per hi focus karna chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X