demo hamara ustad hain hum is mai live caht kar sakty hain real account or demo ke posting same hote hain hamy demo mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum acha exprience gain kar saky gy is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain forex aik wasee busines hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим