Slow or fast, fast is the loss of

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex me jab hum trading karty han to unhy aksar loss hojata hai aur unhy loss isly hota hai kun k wo forex forum pe trading bhot fast karty han isly unhy forex pe loss hojata hai isly kesi bhe trader ko posting slow karna chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      hum jab trading karty hain to hum is main boht jald is main profit hasil karna chahty hain magr huamin is ma fast tarky say kam kanry mn kabhi ziada profit hsali nai ho hay humin is main loss hi hasil hota hay huamin fast man loss hi hota h
      • #18 Collapse

        assalam o laikum mere bhai ap forex trading mei slow investment se start kry mei bhi new forex trading mei bhi slow se start kr rha hu forex trading is mei bht faida hai magar ap pehly isko leran kry den invest kry proper tariky se chaly
        • #19 Collapse

          In general, better even before opening a position determined with levels of orders, put left, because after opening the people's right to greed and fear, his hands and scratched twist - correct
          • #20 Collapse

            Slow trading behter hy q keh is main aap ko ziada sochnay ka maoka milta hy jab kay fast trading main aap ko sochnay ka moaka hi nahain mil pata aor loss kay chance ziada hotay hain is liay aysay trading session main trading kerni chahiye jahan trade slow ho jasay USA session bahot fast hota hy is main trading kum kerni chahiye.
            • #21 Collapse

              forex me slow trading or kam risk le kar hi ham acha profit earn kar sakty hey es ki waja ye hay k forex bahot hi risky business hay es me hamy risk nahi lena chaye
              • #22 Collapse

                mera khiyal hay keh hamen is main slow slow kam karna chahiay is main kabhi bhi jald baazi na karein warna loss hi hoga so slow and study win the race.
                • #23 Collapse

                  achee soch hy ap kee k slow slow earn krna chahiye. . .or average per month kee nikal k daikhain k ap ko kya faida hua. . .is trha agr ap aiik business man kee trha trade krain gay tu ap ko faida ho ga. . .jald baazi main nuqsaan hota hy
                  • #24 Collapse

                    ye to ap par depand karta hay k ap trading me kis kadar mehnat kartay han jaba ap zead mehnat karty ho to ap ko zeada earning ho jaty hay or sath he tajurba bhe hasil ho jata hay
                    • #25 Collapse

                      hum jab trade karty hain to humain hard work kar kay kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho saktih ay demo ko use kar kay pracctice say ana ho ga jis say humain loss km say km ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #26 Collapse

                        Slow and study kam kernay wala he forex main kamyaab hota hai jo jald baaz hota hai wo kabhe bhe ache entery ka wait nahe kerta hai jaldi say trade laga k pher wo loss he kerta hai siekhain our pher real account main trade karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          loss se bachne ke lye ham ko proper slow or steady reh kar chalne ki zarurat hai forex me kamyabi hasil karne ke lye jitna ziada ham mehnat ke sath or slow reh kar chalen ge utna he hame faida hasil ho pae ga or kamyabi hasil ho sake gi is business me trading me jitna ziada insan mehnat ke sath analysis karta hai utna he ziada us ka account losses se mehfooz rehta hai .

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X