impact of luck in success of a trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    luck to bohat hi count karti hai forex k business main. agar app ki luck nahi hai to app ko aksar loss hota hai . laykin agar app ki luck hai to kai dafa app ko loss nazar b a raha ho to wo b profit main convert ho jata hai. luck ki bohat hi value hai app k forex k kaam main,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      mery hyaal se luck ka impact buhat kam hota hy trading me q k luck toh every time kese k pas nahi hoti. luck impact krta hy but tum sirf apny trading experience par he depend krogy..
       
      • #48 Collapse

        forex trading main app ka lack kaam nahee kartha hain . forex trading main agar app chaty ho k app is main ek success full trader ban jawo tu is main app ko forex trading k bary m ain experience hasil kar ni k shat shat app ko forex k market k bary main knowledge hasil karni chayee tu app is main ek success full trader ban saktgy ho
         
        • #49 Collapse

          Luck impacts alot in forex trade because if a trader's luck is good he can increase his earning within a short time period but sometimes if bad luck enters in his trade,he has to bear loss.But,if that trader works hard,he will enjoy his earning soon
          • #50 Collapse

            hr cheez kismat se milti hai yahan tk k business bhi paisa bhi luck se milta hai ager luck sath na ho tu kabhi bhi earn ni kr sakte ager ap ko yaqeen ni hai tu azma kr dekh lein successful hone k leye lucky hona be had zaruri hai .
            • #51 Collapse

              i think in forex luck is very important for trading and i think you close the first one so every time trading is not good for our trading account we go to the loss in few minutes and then we hold trades for long time in forex so wait for good opportunity...!!
              • #52 Collapse

                luck ka hamasha aap ki indagi pa impact rahta hai aur yahan bhi aap k business main kamyabi main luck ka buhat bara hath hai main samajhta hon k luck aazmanay k lya bhi mehnat zrori hai ham pahla sikha samjhain experionce lain phir luck aazmain meray khayal main ya concept galat hai bagair kuch sikha samjha aap luck pa depend kar ka business kro
                • #53 Collapse

                  bhai agar aap forex ko as a longterm business samjh kar jion huay han to kabhi bhi shortcuts say is mein kamyabi hasil karnay ki koshish mat karein kyun kay jo log luck par trading kartay han woh bas thoray arsay hi kamyab ho saktay hain.
                  • #54 Collapse

                    haan luck ka bhi impact hota hai kabhi luck kharaab ho to aap mistake kar jatey ho par agar aap ki knowledge achi hai aapne demo par achi practice ki hoi hai to luck bhi apka sath deta hai bcz apne hard work jo kia howa hota hai
                     
                    • #55 Collapse

                      well dear luck to always matter karti hai but i think inforex business luck se zyada hardwork and experience kaam aata haii kyun kay luck har waqt aap kay sath ni hoti aur aap over confidence ho kay loss bi kar saktay ho..:)
                      • #56 Collapse

                        trading k business main humrai luck humra sath tab he dete hai jab k humary pass trading ka acha kha sa knowldge ho kyoun k agar humain achay se trdaing krna ate hai to kamyabi humain zaror milay ge so main to yeh he kahoun ge k luck tab he kam ate hai jab us k sath knowldge b ho humray pas
                        • #57 Collapse

                          Ji nahi trading pay luck asar andaz nahi hoti or na he luck ka koi role hai k hum apni mehnat ko hide kar k us ko follow karain.Bhout se trader trading mai es waja se b fail ho gay hai k jab woh loss karty hain tu yeh samajty hain or kehty hain k aj luck nahi thi tu profit nahi howa loss ho geya hai.Ager woh es bat ko samjain k un ki learning and strategy mai kaha kami thi k un ko loss face karna para tu woh aik achy trader ban sakty hain apni mistake ko dor kar k.Mery experience k mutabiq trading mai hard working se he acha trader bana ja sakta hai luck ki madad se kuch hasil nahi hota.
                          Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                          • #58 Collapse

                            I thing these two are important but knowledge is very important than luck because with knowledge you can put right trade with right time and luck will increase your wining chances in positive way but knowledge and basics important.
                            • #59 Collapse

                              Main Samajhta hon K forex Trading is a learn to Earn buisness... Aap Keh Saktay hain k luck bi kaam Ati hai... magar main is Say itefaaq nahin Karta kion k main na Aab Tak jin traders Ko Dekhaa hai wo sirf profit gain kartay hain orr sirf apni Study ki waja say.
                              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g haan jnab is main luck ka koi asar nahi hota success main q k is main ap k pas jitni zyada knowledge and experience ho ga ap is main utna sae sai trading kar saky gay and is main ap trading kar k ik achy trader ban saky gay and is main ap income hasil kar sakty hain and is main ap success ho saky gay sirf ap apny knowledge and experience sai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X