impact of luck in success of a trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1801 Collapse

    in forex trading business luck do not play any important role. in forex trading business if we depend on luck we may fall in huge loss in forex trading business. so we should not depend on luck.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1802 Collapse

      dear sirf luck p he nai depend krna chaye q k agr ap luck p depend krty howe trade kren gy tu kabi ap ko loss ho ga kabi profit as se betr h k ap forex ka knowledge ziada se ziada gain kren aur sath sath prastic bi jari rakhy
      • #1803 Collapse

        Dear hmen is business me luck se kam nahi krna chahe hmen is business me hmeshah mehnat or experince k sath hi kam krna chahe kyun k agr hm is business me luck se kma karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain is business me isi liye hmen mehnat se km krna chahe
        • #1804 Collapse

          wiasay tou luck say benda trading nahi ker sekta mager us trader ko lucky samjhta hoo jo jonhi forex main aaye tou us ko koi acha ustaad , forex ka plan ya phir koi achi strategy mil jay. kio k in tamam wajohat say hi koi trader forex main kamyab ho sekta hai.
          • #1805 Collapse

            My dear friend i think ka forex trading ka ander hamko hamesha apni luck ka uper hee depend kerna chahiya i think that...............
            • #1806 Collapse

              Brother luck ka kuch ziada amal dakhal nahi hota lakin aisa bhi nahi hay kay luck achi cheez nahi lakin her baar luck kam nahi kartha...
              • #1807 Collapse

                forex trading asan kam nai ha is ma loss chances boht ha agr ap ko is kam ka koi experience nai ha tu mari ap sa request ha ka please saab sa phly ap ya kam kisi expert trader sa sikh lain ta ky ap ko loss na ho
                • #1808 Collapse

                  yes kuch trader ka luck bohat acha hota hain wo apne luck sa he forex main kamjob hote hain achi money earn kar layte hain but mere kayal sa luck humara humesha sath nahi dayta hain hum forex main earn apne experince sa kar sakte hain luck her trader ka pass nahi hota hain
                  • #1809 Collapse

                    Dear is forex trading main aaga gana kai lia sab sai zarrori practice hai or giska luck aacha ho woh he is main aaga a sakta hain or baki struggle main rehta hain.
                    • #1810 Collapse

                      mary khiyal ma to hamay apni luck sy zeyda apni mehnat py depend karna chae ha tub hi hum aik achy trader ban sakty hain aur acha profit earn kar sakty hain har roz ap ki luck nahe chalti ha
                      • #1811 Collapse

                        Forex trading main agar hum kamyab hona chahty hay to totly luck par depend nahi karna chahiey kyun keh luck par depend karnay say hum market say loss kar sakty hay so humay aisa nahi karna chahiey
                        • #1812 Collapse

                          sara kam success ka hi nahi hota yaha kuch mehnat be hi warna luck to insan ki ye hi k lagae dekh le fida ya loss to ho ga hi bhi trading me markete graph to sub k samne hota hi phr aap kue lack ki baat karte hi dekh kr kam kare trust kare khud per
                           
                          • #1813 Collapse

                            je insaan ke qismat zaroori nahi ke us ka hamesha sath de is liye insaan ko qismat ke bharose nahi bethe rahna chahiye balke knowledge or experience ke base per kaam kerna chahiye or trading me khaas ker kiyun ke ager qismat ke bharose bethe rahe or qismat ne sath na diya to heavy nuqsan bhi ho sakta he
                            • #1814 Collapse

                              Luck ki ahmiat apni jagah qaim hy. Agar luck aap ka sath dey gi to aap ko thori mehnat sey bhi acha faida ho jaye ga. Lekan luck aap ka sath kab dey gi yeh aap ka nahi maloom. Is leye hamain luck par depend krney ki bajaye hard working krni chaheye aur forex ko properly learn krna chaheye aur demo account bana kar is ki practice krni chaheye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1815 Collapse

                                Luck ka buhat bara impact hota hy. Luck sey aap ka profit double ho jata hy aur aap ki income main acha khasa izafa ho jata hy. Lekan lucky hona sub ki qismat main nahi hota. Hamain luck par depend nahi karna chaheye aur mehnat krni chaheye. Mehnat sey hum ziada sey ziada profit bana saktey hain aur kamyab ho saktey hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X