Loss ko control kaisay karai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko control kaisay karai
    Aziz dosto jaisa ke ham sab jantai hain forex mai loss har kise ko hota hai lekin koye iss loss ko control kar laita hai aur koye mazeed loss karta jata hai mai samajta hon ke agar ham apnai emot ko control mai rakai aur apnai ghaltyo ko dhond kar unhai khatam.kar dai to ham.loss mai kose had tak kami la saktay hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko control kaisay karai

    Dear friend loss ko ham account manage kar k bhi control kar sakty hyn jo hamary account mein moujod ballance ho usi k mutabik hi trade lagaen aur trade lagany k baad bhi sl aut tp ka estamaal zaror karen taky account wash na ho aur hamari trade bji continues rahy
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko control kaisay karai

      Dear main Bada aap apne loss ko bahut hi acche tarike se control kar sakte ho aur aapko loss bhi kam se kam Hoga aur iske liye aapko stop loss aur take profit ke tools ko Jarur istemal karna chahie Kyunki bagair stop loss take profit ke tools ko istemal kiye Hue aap kabhi bhi ismein money management ke sath Kam Nahin kar paoge aur aapka Har trade aapko bahut hi jyada loss De sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko control kaisay karai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbarfx پيغام ديکھيے
        Aziz dosto jaisa ke ham sab jantai hain forex mai loss har kise ko hota hai lekin koye iss loss ko control kar laita hai aur koye mazeed loss karta jata hai mai samajta hon ke agar ham apnai emot ko control mai rakai aur apnai ghaltyo ko dhond kar unhai khatam.kar dai to ham.loss mai kose had tak kami la saktay hai.
        Assam Alaikum ko control karne se pahle Hamen Apne andar Ke Lala ko control karna hoga Jab Ham lalaj Ko control kar lenge to loss automatically control ho jaega Kyunki bahut jyada minerals ko loss sirf lalach vajah Se Hi Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko control kaisay karai

          Assalamu Alaikum my dear bhai jan main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex aik bahut acha business hae is main hamen loss bhe ho sakta hae to is liye hamen achiye ke hum apne loss ko agar control karna hae to hamen cahiye ke hum kam se kam lot size use karen ior sabar se kam len
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko control kaisay karai

            g han dear lose ko lose ko cover karnye kaliye zaroori hai kay hum kam say kam lose mai trade ko close kar kay us mai work kar kay recover kar lain tabhi hum lose ssy bach saktaye hain aur dusra ye bhi hai kay lose ssy seekhain bhi shi
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko control kaisay karai

              Ji Assalamualaikum ghar par dost aisa kya aapane kaha ke loss ko kaise control kiya jaaye to aapko chahie kya pahle analyse Karen aapke pass extra experience Ka Hona aur knowledge Ka Hona jaruri hai aap news Dekhkar trade Karen Inshallah aap ko le usne hoga
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko control kaisay karai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
                g han dear lose ko lose ko cover karnye kaliye zaroori hai kay hum kam say kam lose mai trade ko close kar kay us mai work kar kay recover kar lain tabhi hum lose ssy bach saktaye hain aur dusra ye bhi hai kay lose ssy seekhain bhi shi
                Dear Loss control karny kay leye jo ap nay likha hai woh kafi nahi hai. loss control karny kay leye sub kay leye zarori hai kay ap apni trading mistake ko ignore na karian. jis waja se loss howa hai woh recover karain Apni mistakes ko ignore na karain. ap apni trading kay loss ko recover karny k leye emotional na ho . woh sub experience gain karian jis waja se ap ko trading mai nuqsan hota hai. Ap humesha trading skills ko increase karain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko control kaisay karai

                  Aslamo alikum i hope ky ap sb thek hun gy G han sir g ap ny saii kaha ky sab sy phely hum sab ko apni mistake ko ignore nai karna chaye jis waja sy loss huwa hai os mistake ko ignore hargiz na karen aur apna loss recover karny ky liye emotional bilkul na hun wo sb experience gain karen jis sy ap ko trading main loss na ho ap hamesha trading skills ko increase karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko control kaisay karai

                    Aslam O Alaikum Dear friends:1f33b::1f33b:
                    Dears loss ko control karna.bhi traders ke apne haath me hota hai ku ke Ziada tar trader ziada Risk lekar loss karte hen isliye jitna hosake forex me trading ke doran traders ko hoshyari se or samjh se kaam karna chahye apne experience se he kaam karna chahye jese loss se dor raha jaye:1f331::1f331:
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko control kaisay karai

                      Assalamu Alaikum dear Forex member agar aap apne loss ko control karna chahte hain to aapko chahie aap sirf learning karne ke liye ismein trading Karen aur apne emotions ko control Karen kya bajake aap apne loss ko control kar jaenge.is liye hamain pehlay learning karna chahiye.
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko control kaisay karai

                        Bhai jan humko apne loss ko control mein kar skate hain magar humko is mein zada greed nahi arna chahye aur humko is mein zada loss nahi karna chahye bilke is mein soch samajh kar is mein trade ko open zada nahi karna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko control kaisay karai

                          ay bht buri baat hy so apny emotions ko trading mai control rkhna chahyay bilkul theek kha hai forex trading main 90 % logo ko loss serf aur serf iss waja se hota hai humy apny besness ko karny k leye apny emotion ko control main rakhna chahiy taky humy kisi loss ka samn
                          :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko control kaisay karai

                            Salam to all ji mere dost main aapko batata Chalun ke Agar aapko loss control karna hai to aap sabse pahle a market ko analyse Kar Ke trade Lagaya Karen aur uske bad lalach nahin kiya Karen Kyunki agar aap Lalach Karenge to aapko loss ho sakta hai agar Dekhe ke aapko thoda loss ho raha ho to vahan per aap trade close kar diya Karen bade log Se bachne Ke Liye Hai yah Achcha hai ki aap Chhota loss per bardasht karen to yah Bhi Ek samajhdar hi hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko control kaisay karai

                              ji han bhai jaan aapane bahut Achcha Sawal kiya hai agar aapko is Forex trading Mein loss ko control karna hai to aap apne aap par control karna hoga ki aap ismein read na Karen isliye na Karen aur lost se bacche to Kamyab Honge aur ham ismein se bhi kar rahe Honge aur hamen bhi KarteMehandi Lokgeet Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain
                              PAK ARMY ZINDA ABAD

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X