Aziz dosto jab ham.forex trading start kartay hain to ham zyada kamanay ka sochtay hain jis kai waja say ham aksar apna capital loss kar jatay hain kiun kai lalach mai akar ham.bara lots size use kartay hain jo sarasar ghalat hain aur loss ka sabab banta hainiss leye hamai chaye ke iss mai mukamal money management ke sath kaam.karai aur lalach belkul be na karai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим