Kabhi Khushi Kabhie Gham
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi Khushi Kabhie Gham
    Ji Bhai Jaan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen Pakistan Forex form Mein Kabhi Khushiyon se hota hai aur Kabhi Gham Hamen chahie ki Ham Khushiyan Sar karne ke liye Hamesha mehnat Karen aur Hamesha ismein Kamyab ho aur Hamesha Hamesha Khushiyan se Raho Agar Ham Hamesha khush Honge to ham ismein har roj aur Har Waqt Mein Kamyab Honge Agar Ham Gambhir Rahenge To ismein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte Hamen chahie Ke Jab Hamen lost Ho To Hamen Khush Hona chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

    G han Forex business ki ye khas bat hay key es business me profit be hota hay aur loss be hota hay, traders kesi time bahot zeyda khush be ho jaty hey aur kesi time loss hony ki waja se sad be ho sakty hey, magar koch professional aur expert traders esy be hey jo kabi be loss nahi karty aur hamesha Forex business esy traders ko khush rakti hay es ki waja ye hoti hay key esy traders ne bahot zeyda mehnat ki hoti hay aur din rat mehnat kar key Forex business ki learning aur knowledge hasil ki hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

      Dear friend loss market Mein Sab Ko hota hai members ko chahie ke apne risk ko manage Karen Ishq ko manage Karen gy to loss sath sath trade Mein recover Hota jaega..
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

        Assalamu Alaikum my dear bhai jan g han ap ne bahut ache bat ke hae yeh aik forex trading par bilkul fit hota hae q ke forex main kabhe khushe hote hae to kabhe gham hota hae q ke is business main jab hamara acha bonus hota hae to hum ache earning karte hain or khush bhe hote hain lakin jab hamara account wash ho jata hae to gham ka time hota hae
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

          G bilkul sahi kaha ap NY forex trade ho ya koi bhi trade ho hme hr situation m comfortable feel kRNA chahyia q kh business m loss ar profit dono k chance hoty hy Jo apny ap ko loss ar profit dono situation m kush rakh sakta hy who kamyab ho jata hy
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

            Ji han Sar aapki baat bilkul sahi hai Pakistan per Ek Samay Mein Kabhi loss hota hai To Kabhi profit isliye Hamen chahie ki agar Ham Jyada Se Jyada Khush Rahana chahte hain aur accha profit Hasil karna chahte hain To Humne apni Ladne ko aur Jyada Behtar karna chahie Kyunki aap ki learn a Gai aapko Jyada profit hai de sakti hai aur aap market ko acchi Tarah Se analyzers bhi kar sakte ho
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

              kabhi khoshi kabhi gam bahot hi acha saval hy k hmari zindgi esi hi hy k kabhi hm khosh hoty hy kabhi gham milty hyn uay khoshi uay gham yay ik ndhi ka isa hota hy jo k hmyn har vakt mn khoshi or gham mn allha ko no bholana chahiay
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

                AOA! dear friends umeed kerta hon k ap theek hon gy ji hn markete her wqt positive run nhi kerti kabhi negitive side pa bhi chali jati ha forex trading main her wqt profit hi nhi balqy loss bhi is business k hissa ha is se hath doh ker nhi bathna chahiay bulqy mazed learing p zore dyna chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien umeed ka daman nahi chorna hota h agar ham as mien umeed chor dete hien aur nuqsan kerne k bad ham as mien dil chota ker lete hien tu ham as mien kamaee nahi kar sakte hien as lyee ham ko as mien umeed karna hota h
                  aur ham ko as mien dil sy kaam karna hota h aur ham ko as mien kabhi loss hota h tu ham khush ho jate hien aur ham as mien kbhi gham zada ho jate hien as lyee hamain as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien kamaee karna hota h.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi Khushi Kabhie Gham

                    Assalamu Alaikum Mere Bhai aap sab log theek Honge main aap Logon se Itna Kahana Chahta Hun Ki Jahan Ham trade Lagate Hain Jab market Hamare mutabik hoti Hai To Ham bahut khush hote Hain Jab hamare pass se nahin Hota To Ham bahut gambhir Ho Jaate Hain Khushi aur Gam use kahate Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X