Analyse karna Kitna jaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

    Apka sawal sahi h ky analysis karna zrori h tu g haaan analys karna bhuy hi zarori h ager hum trade open karty h tu sb sy ohlay hmye achi trha sy analysis karna chey sb koch trade ky bary mn dekhna chey or demo account py bhe prctice karni chey sb anaylsis karna chey ye bhut zarori h ager hmye nuqsan sy bchna h tub
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

      Dear friend apk is thread ki wajah say ager juniors nay replies read kiye to unko bahut benefit hoga.
      Analysis karnay say him kisi bhi market situation main trading ki a hi preparation kar sakty han, or analysis hamary apny account balance ki security and safety kay liye bahut he important hay. Trade main success always analysis per he depend karti hay,l. Jitnay achy market analysis hon ga utna he acha trade sa profit hoga.
      Last edited by ; 14-04-2020, 09:43 PM.
      • #18 Collapse

        Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

        bhai apko agr trade krni ha to sb sy phly analys krna hoga news dekh k is sy apki trade ache hoge or apko loss b nhe hoga
        • #19 Collapse

          Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

          Analysis k baghair trading karna andheray me teer chalana ha kionkay jab tak analysis na ki jai tab tak market ki situation wazeh nahi hoti. na to hamain maximum aur minimum ka pata chalta ha aur na he hamain support aur resistance ka pata chalta ha. esi waja se analysis karna zaruri hota ha.
          • #20 Collapse

            Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

            Forex market mein kaamyaab hone k liye aur profit earn karne k liye hum ko market ka analysis karna zaroori hai kiok analysis kar k hi hum market ki movement ko samjh saktay han aur market ki up down movement ko samjh saktay han analysis kar k hum trading mein profit earn kar saktay han analysis karna zaroori hai analysis karna hum sekh jatay han tu hi hum market se profit earn kar saktay han
            • #21 Collapse

              Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

              Dear friend market Mein analyse karna bahut jaruri hai Kyunki jab tak aap market ke Trend ke bare mein Maloom Nahin hoga to aap kaise banaa sakte hain to isliye jaruri hai ki aap market ko pahle acchi Tarah Se read Karen aur Market ko acchi Tarah Se analyse Karen Jab aapko Ek Achcha signal mil jaaye tabhi aap trade open Karen otherwise aap trade Mein risk na len Kyunki risk free trading karne se hi aap Kamyab ho sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

                Analyses krnaa bhut zarori hita hai q k aap ko analyses k bagair aap kuch ni.kar skty hain apko is main maharat hasil honi cahiye q k agar aap esa ni karain gy tu apko.nuqsan hoga r apki trade loss main bhi ja sakti hai isliye apko analyses krna zarori hota hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Analyse karna Kitna jaruri hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Akramkhan6550 پيغام ديکھيے
                  Doston Mera yah bhi Sawal sirf senior main branch hai ke analyse karna Kitna banta hai bagair analyse kiye Paida ho sakta hai ya nahin aur Hamen Kamyab hone ke liye kya Kuchh karna hoga senior member Apne experience share mein agah Karen
                  Forex market Mein acchi trading karne ke liye market ko analyse karna aur Market ko Samjhana bahut hi jyada Jaruri Hota Hai agar Ham market ko analyse Nahin Karte aur bagair soche samjhe trading start kar dete Hain To Hamen isase bahut jyada nuksan ho sakta hai hi aur Hamara account bhi wash ho sakta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X