forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.
    Asalam-o-alikum to all members forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy kuch members forex mein mehnat to karty hain magar jab unhy kbhi loss ata hy to wo kam karna chor daty hain to esy liye forex mein humy survive bhi karna chahiye aur mehnat bhi karni hoge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

    Dear friend totally Baat interest ki Hoti Hai Jiska main interest liya Jaaye usne kam job Jarur Ho Jaate Hain Forex trading business mein agar interest Lenge to kamyabi Jarur milegi...
    • #3 Collapse

      Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

      G dear sir ap ny bahhut achai baat kahi Hy Umeed krta hon ki ap khariat sy hongi Friend koi bh business jo us me successful honi k ly hard work ki zarorat hoti Hy us ki bageer ham kuch nh kr skty hen Dear jitna avha forex me kaam kry gi utna he profits kamy gy
      • #4 Collapse

        Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

        اصل پيغام ارسال کردہ از: saleemkhokhar پيغام ديکھيے
        Asalam-o-alikum to all members forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy kuch members forex mein mehnat to karty hain magar jab unhy kbhi loss ata hy to wo kam karna chor daty hain to esy liye forex mein humy survive bhi karna chahiye aur mehnat bhi karni hoge
        Walaikum assalam Ji Bhajan aapki baat bilkul theek hai jismein Hamare Dil lagakar kam karte hain usmein kamyabi Hasil karna bahut Aasan ho jata hai aur Forex trading business mein agar Ham bhai Hath kam Karte Hain To jaldi Ek successful trader Ban sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

          Ji Bhajan aapane bilkul sahi kaha hai Hamen chahie ki Ham sabse Jyada mehnat Karen aur apne Xperia knowledge ko sabse Jyada padhna hai aur Agar Ham Pakistan Forex form Mein Kamyab Hona Chahte Hain To sabse Jyada mehnat Karen aur Hamesha prastut Karte Rahe aur Aap Jaisa kijiye agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To sabse Jyada mehnat Karen aur experience ko strong
          • #6 Collapse

            Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

            dear friend forex main kameyabi mahnat aur lagan say hi hoty hy hamen pahly to forex forum say lagan klarni chahye as main mahnat karni chahye aur apny acount ki growth karni chahye tab hi hum forex trading main kameyabi hasel kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

              Assalamu Alaikum my dear bhai jan mian ap se agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik bahut acha business hae lakin is main agar hamen kamayb hona hae to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen q ke forex he aik esa business hae jis main hum apne mehnat or lagan se he kamayb ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                Ji han yah bilkul acchi baat hai agar mein hai Naat Hai To hi main kamyabi hi mehnat nahin to Samjho Kuchh Bhi Nahin mehnat karo Tu Har Jagah Se kamyabi Hi Milegi Aisa Nahin Hota ki aap Kaam Na Karo aap mehnat karo mehnat Mein Safal hai mehnat hi Kamyab yah Jo log bolate Hain Ki mehnat Ke Bina kamyabi Hai lagn Ke Bina Hi kamyabi Hai Main is Baat Ko bilkul bhi nahin manta
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                  Asalam o Alaikum Dear brother: your question is very important for all Forex Members.jesa kae ap janty hen Kae Forex sae bar kar koi kam Nahi ye mehnat Wala Kam is kae bagir kam Nahi Hoti ye mehnat Wala Kam Hy
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                    g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai aor main ap ki bat se agree karta hon hamein chahye hai ke ham as main ache se kam karen and as main mehnat bohat hi zarory hai tu hi ham as main kamyab ho sake ge and ham as main se earning bhi kar paen ge
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                      Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forxe forum main ager ap achi mehnat k sath loss ko bhe bardasht karen gy or pher bhe apni ,mehnat ko jare rakhen gy tu ap ko kamiyabi zaroor mily gi likin koch log loss ho gany sy pareshan ho jaty han or forxe ko chor dety han ye galt hy ap mehnat karo take next manth ap k is loss ki bhe kami pore ho jaye
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                        A.o.a dear friends umeed Hai ap sab thek aur kheriat se hon ge.mera man na Hai k chahe kii field ho zindgi ke forex ya koi r Kam usmen b kamyab ban nee lye mahnat ek lazmi juzve ya hisa Hai qk bagair mehnat k to hum ko goal achieve Ni kar sakte ek student b chahye kisi b class ka ho bagair mehnat k fail ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                          A o A je bahi ap ne bhut hio acha sawal kia hy kae forex me ziada mehnut ki zarorat hy aur hum ziada sae ziada posting kartae rahe aur per humara nizam acha cal sakta hy kun kae forex me kam kaetae waqt serf isi kam ki taruf tayuju dain warna humara bonis nahi bane ga kun is kam kae ilawa koi dosra kam acha nahi hy ye kam humain bhut ziada faida dae sakta hy aur humari karobar acha ho jae ga
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                            walikum aslam bhai jan ap ny jo bat kahi hai bilul such kaha hai forex main kamyabhi k liye apko mahnat ki zarort hoti hai jitna ap forex main kamyb hona chahty hain jaldi se otna he apko apni trdaing main mahant or lagan k sath kam krna hoga jub apki trdaing main kamyb hony ki lagan ap main a jati hai tab apki trading main apki success yakini ho jati hai tu mahant karen aghr kamyb hona hai tu
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein kamyabi mehnat aur lagan se mumkin hy.

                              Gi hn forex mn kamyabi kaliya mahanat aur lagan ka hona lazmi hy kunkh hardwork gives success aur success hamin dati hy prize
                              Kamyabi = mustaqil mazagi + mahnat
                              Means kamyabi kaliya mustaqil mazagi ka sath sath mahanat ka hona bhi lazmi part hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X